*Working Hard does not mean Success in Forex*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *Working Hard does not mean Success in Forex*
    I think the buy rate in the Forex market is what is really interesting market and also the level of sales in the Forex market is similar. I think Forex Trading as a business and will make your career. Forex trading because it requires your understanding.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yar hardwork kar ke ham success ko hasil kar sakte hain lekin hame hardwork ke sath sath learning bhi karni chahie or experience bhi gain karna chahie
    • #3 Collapse

      g han is main sirf hard work sa kam lana sa hi ap best trader nai bun sukty is man ap ko hard work ki bjay smart work karna ho ga . jis main time ziada dain na dai per jitna bhi dain kuch thik karna ka lia dain
      • #4 Collapse

        yar hardwork kar ke ham success ko hasil kar sakte hain lekin hame hardwork ke sath sath learning bhi karni chahie or experience bhi gain karna chahie
        • #5 Collapse

          assalam.o.alikum my bro u r right but im new here i dont know more about this business umeed ha k jal hi jan jao ga
          • #6 Collapse

            Asalamualekum dear :)
            yar ye ap se kis ne keh diya k mehnat ka sila zaror milta ha chahye wo koi b field ho ye to ab ap pe ha k ap mehnat kis ko keh rahy ho forex jasy business ma kamyab hony k liye mere khyal se sab se imp cheex he mehnat ha is k bgair to forex juwa ha aur kuch b nai so ye bat zehn se nikal den k mehnat ka sila nia milta
            • #7 Collapse

              bhai aap ki bat bilqul sahe hai forex trading mein hardwork karne se ham successful nahi hotay bul k sahe time aur sahe tareeqay mein hardwork karne se hum zaror successful ho jatay hain so hamain chahiye k apna mind positive rakh kar forex trading karain.
              • #8 Collapse

                Forex is a reliable business and you can earn a good amount of profit through that and if you using the expert advices and the good and large capital than you can earn upto 1000 dollars daily.
                • #9 Collapse

                  Yes brothers hmari thinking b is main loss ki waja bnti hen q h hum jab negitive sochty hen k ab kya ho gai isi kashmakash maain apna sara kam khrab kr bethty hen jis sy humy loss ho jata he.
                  • #10 Collapse

                    hamain is main sucess hony k liye hard work karni ho gi phar hi hum sucess ho skay gay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabl ho saky gay aur profit hasil ho skay gay aur earning ho gi
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      ye baat galt hy hard workig is key to success ksi b business ma kamyabi ke pehli shirt hard working hy bhi app mehnat sy knowledge gain kero app lazmi kamyab hongay
                      • #12 Collapse

                        yes this one is true because forex market ap sy jo chez require krti he wo he skill so upraise your skill and get success in the forex market this is the right way to gain success
                        • #13 Collapse

                          forex man hard work say hi success milti ha likin hard work ki direction theek honni chahye ta k manzil tuk punchna asan hu jai or ager direction ghalat hu tu trader ku success gin nae hoti
                          • #14 Collapse

                            Agar aap saheeh direction main work hard karain gey to aap ko zaroor faida ho ga. Lekan agar aap just learn kr rahay hain lekan is ko absorb nahi kar rahay ya practically experience nahi ley rahay to phir aap ki learning zaya ho sakti hy. Is leye learning key sath sath demo account main practically experience bhi zarori hota hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              nahe bhae easi baat nahe hai jo bhe trader forex main hard work kerta hai us ko success zaror milti hai becaz Allah tala kisi ki mehnat ko zaeya nahe kerty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X