Forex aur knowlldge
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex aur knowlldge
    Deqr friend agar ap forex ko goin karna cahty hain to ap ko chahye k ap as ka knowlldge bhi sekho qu k knowlkdge k sath hi her kam main faida melta hy as k ilawa imotion par qabo pana sekho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex aur knowlldge

    G bilkul aesa hi hay k forex main success hasil Karne k liay zarori hay k humare pass acha knowledge ho kiu k Bina k Bina knowledge k ap is Market k ups and downs ko nai samjh sakte aur is tarha ap k liay acha trader banna mushkil ho jata hay aur is market main survive nai Kar pate is k sath sath jab bhi koi trade open Kare apne emotions par control rakhain ye boht zarori hay humare liay
    • #3 Collapse

      Re: Forex aur knowlldge

      Yes my dear bro you are right jab tak hamare paas knowledge nahi ho sakta tab tak hum Forex par kaam nahin kar sakte qk Forex par hamein apna knowledge or experience share karna padta hai jis se hamare junior hamse learning karte Hain mere khayal mein jab tak hamare paas knowledge Na Ho to hamein threads aur post nahin karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Forex aur knowlldge

        Je haan bohat zaroori hay aap ka knowledge high hona chahiye esliye kaha jata hay forex mei anay kay bad apna time invest karain proper learning pe apni skills banaiye ayur emotions pe control karna asi jo chezen bohat important hain unpe bhi control karna bohat eham mana jata hay esliye apnay knowledge ko barhao ap expert trader ban saktay ho
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Re: Forex aur knowlldge

          forex me knoweldge hasil karna bohat ziyada zaroori ha forex me knowledge hasil kie beghair koi bhi kamiyab nahi ho sakta forex me knowledge ki bohat ahmiyat ha jis ko hame samjhna chahiye jitne knowledge ap gain kar sakty ha karte rahe kiu ke forex me ap jitny knowledge gain karo ge forex me utny kamiyabi hasil karo ge is liye forex mke bare me knowledge gain karte rahe is me ap me hamara fayida ha
          • #6 Collapse

            Re: Forex aur knowlldge

            G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein kamyabi hasil karne k liye ache knowledge our experience ki zarorat hoti hai jis ki madad se forex main hum acha work kar sakte han our achi earning hasil kar sakte han
            • #7 Collapse

              Re: Forex aur knowlldge

              G is business Mein knowledge bahut hi zaroori hai apne kaam ko sikhana bahut hi zaroori hai agar Hum Apne kaam Ko Nahin sikhenge aur apne kaam ko sikhane ki taraf Tu Jo Nahin Denge to Fir Hum Apne kaam ko Kis Tarah Se Kar Payenge is wajah se hamein chahiye ke Ham pahle Apne kaam ko achi Tarah Se seeka news samjhe ya Wohi Zaroori Hota Hai Aur Hamara Ek teacher bhi Hona bahut hi Jaruri Hai Tabhi Hum is business ko seekh Payenge
              • #8 Collapse

                Re: Forex aur knowlldge

                Forex trading main knowledge bahot ehim chez hai so ap ko chiye kay forex kay baye main acha knowleg hasil karyn or ap ko chiye forum per ziyada say ziyada time spend karyn taan kay koi bhi aysi baat na ho jis ka ap ko pata na ho so ap ko chiye kay ager ap kay pass achi learning hai to ap ko achi earning zaror ho jiye gi
                • #9 Collapse

                  Re: Forex aur knowlldge

                  Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke form Mein for new member ko chahiye ki awaz mein experience on Knowledge Harshal Karen Agar knowledge or experience Hoga Tu Vas mein aasani se Kamyab ho sakte hain Agar experience on Knowledge Nahin Hogi Tu wah ismein kabhi bhi kam Yaad Nahin ho sakte isliye Humko chahiye keva ismein experience on Knowledge hostel Karan ka keva Forex mein aasani se Kamyab ho jaye aur bahut jyada profit bhi Kama sake....
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex aur knowlldge

                    G ham logo ko is ma knowledge Hona zarori ha Har business ma kamayab hona ka Liya is ka bara ma knowledge Hona zarori hota ha is liya ham logo ko chahye ka ham log is ma apni knowledge bi increase Kara aur is sa hi ham logo ko zada bonus mila ga is ma ham logo ko agr loss ho Jay to ham logo ko apna emotions pa control rakhna zarori ha is ka bagar ham log kamayab nahi ho sakhta han
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex aur knowlldge

                      G hain bhai jan apne bilklu hi sahi kaha hain humko chahye k hum is mein forex mein apna knowledge hasil kars akte haina ur humko is emin chahye k hum is mein mehnat se kam karte rahna chahey aur is ein humko forex mein apna knowledge is mein kam karte rahna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex aur knowlldge

                        yes jis k pass knowledge or experience hai wo as mien aa ker earning hasil ker sakty hien or main aap say agree karta hon q k mari nazar main aap right ho k hum ko experience zaro hasil karna hota h agar hum experience hasil kar laty hain tu ham bhut zyada asani peda kar sakty hain aur jab hum as main asani peda kar lety hain tu ham her trade main profit bi hasil kar sakty hain as lyi ham ko experience ko demo account astmal ker hasil kerna hota hai or hum ko as mian apna experience level increase karna hota hai as lyi main aik hard worker ban kar kaam karta hoon as lye hamain her bar knowledge ko increase karna hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex aur knowlldge

                          forex ik aisa business ha jis ko ham log learn kiya bgr kuch be earn nai kar sakhta ha ham logo ko chayia ka ham log is ka liya forum ko join karya aur is ka bar ma zada sa zada knowledge aur experience hasal karya aur us ka sath sath ham logo ko chayia ka ham log apni trading ma is ka istamil karya aur acha sa acha trade open karna ki koshish karya tay k ham logo ka trade profit ma jaya sakya
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex aur knowlldge

                            Forex Trading me agar hum log kamyab hona chahte he ya forex k sath kaam kerna chahte he or profit earn kerna chahte he to sub se pehle hamen forex trading k baare me her qisam ki knowledge haasil kerni hogi or us k baad Demo account ko use ker k apne experience ko mazeed improve kerna hoga jis se hum log trading me reh ker kuch earning ker sakte he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex aur knowlldge

                              Dear friends agar aap ko forex mn successful hona ha to aap choti si chez ko learn Karen jis sa aap ka knowledge mn izafa hoo ga r aap forex mn ak achi trading kar sakta han r aap ka pas successful hona ka lia achi techniques bhi hon

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X