Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye
    Sab se achi trading wo hoti hay jes me 1 pair me hi trading ki jaye aur bahot kam risk es pair me leya jaye, es tarha ki trading me pehly to bahot zeyda loss nahi ho saky ga aur traders ko loss ka recover karna be zeyda difficult nahi lagy ga, aur sath me traders ko apny emotions par be control ho ga, jo traders single pair me be huge risk leny ki koshish karty hey esy traders key account ko wash hony se koi be nahi bacha sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

    App nay kafi usefull suggestion diya hai ke traders ko ke liye achi policy yahi hai ke woh trading mai kisi aik trading pair mai trading start Karin aur apny app ko kisi aik trading pair ka expert bana kar trading Karin . iss kay sath sath yeh be acha suggestion hai ke trading mai risk kam say kam laina chaiye.
    • #3 Collapse

      Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

      G han ap ki bat theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k hum jab bhi trading karte Hain humain cahaiy k hum aik ya 2 pairs se pairs par trade open nai Kare aur is k sath hamesha risk free trade open kare kabhi bhi apne account par big lot k sath trade open nai Kare is main ap ko sirf loss ka samna hi karna par sakta hay is liay jab bhi trade open Kare risk free trade open kare
      • #4 Collapse

        Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

        single pair par trade karna bhi Koi mushkil nahin Hai lekin mere khayal mein single pair par bhi date karni chahiye kyunki multiplayer patrade karne se hamara risk management jyada hoyega jis se Aya nagar market ki muh mein Hui tu bahut jyada loss ho sakta hai koshish karni chahiye jab bhi trade Karen tho ek hi paper analysis karke use Patel Karen aur woh trade cloth karne ke bad newtrade open
        • #5 Collapse

          Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

          Single pair trading system aik bohat he powerfull system hai . taqrean Iada tar trader shuru main aisay he aik pair ko choose kar k sirf usi main apni maharat hasil kartay hain . kiun k bohat ziada pair ki nisbat aik pair pe kaam karna easy aur profitable hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

            Bhai jan humko ismein aimk se zada pair mein trade karna chahye aur humko forex mein sabar se kam karte rahnaa chahye aur is mein humko zada risk nahi lena chahye agar hum forex mein risk lete hain to hum is mein profit hasil kars akte haina ur humko is mein zada mehnat se kamkarte rahna chaahye pher ja kar hum is mein earning kar skate hain
            • #7 Collapse

              Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

              Raok. Kahaia bhi Nia lyna chiya duble pare my bhi hang risk naia lyna aciya single my bhi hanay naia lyna chiya single wmay was zeada move krty hy is waja sy in or to kbhi bhi naia lyna chiya hanay risk kbhui is jaga app bhi naia lyna chiya
              • #8 Collapse

                Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

                G han hamesha forex me money management ke sath kam karna chaiye ta ke ap ko loss na ho kyun ke is me jitna ap high risk lete hain utna hi zeyada ap ko is me loss ke chances zeyada ho jate hain is liye is me ap kam karen lekin money management ko hamesha sath rakhen ta ke ap ko loss na ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

                  Dear pehli baat tu yeh hai kisi pair ko single nai kehty kionkeh pairs mein 2 jory hoty hein jaisy currency pairs hein jo single hoty hein woh pair nai hoty mery khayal mein aap gold ya crude oil ki baat kr rhy hein tu bhai yeh dono risky hein inki movement fast hoti hai aur dono mein ziada account wash hoty hein single ko commodity bhi kehty hein in mein trade ka bilkul risk na lein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

                    forex trading main apko apki trading main risk otna he lena chahye jis sse apko loss kam se kam ho or har pair main risk hota hai q k hum ny online osko apni trae main rakhna hota hai tu apko chahye k jub ap apni trading karen apny trading ability k according karen qk jub ap apni trading ability se zyda risk apni trading main rakhty hain tu apko tab loss hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

                      ye eik esa business hai jis main hume khabi be lose ho sakta ha agr hume kahi se be signal milte hen tu hume is main small lots size use krni chaiye agr hum is main zada lots size use krein gey tu account wash ho sakta ha is main smaller trade open kiya krein tamam trader
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Single pair me zeyda risk leny ki koshish nahi karni chaye

                        Haan g bhai jaan ap na aaj aik achi bat ki ha k hum signal daikh kar pagloon ki trha trading ni karni chaheya q k us sa bs hum ko loss ho ga es lia zrori ha k hum ko forex markeet ma signal daikh kar apna analysiss karna chaheya phir trading karni chaheay ya he tradonv ka rule ha.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X