Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay
    Some time traders jo be orders buy ya sell ka open karty hey to market ka behavior es tarha ka hota hay key us ko orders me loss hota hay, agar traders buy ka order loss me close kar be lety hey aur sell ka order place karty hey to next few hours me ye sell ka order be loss me change hota hay agar esi condition ho to trading ka stop karna hi best ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

    G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai Agar musalsal loss ho raha ho to humen chaheye KY real trading ko kuch time ky liye stpp kr dyn aur demo account par practice ko zayada see zayada time dyn kyun KY demo par practice kr KY he hum koi na koi aisi strategy bna sakty Hain jo hmari trading ko kamyab bna sake aur humen losses see door kr sake.
    • #3 Collapse

      Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

      Kabhi kabhi market ka behaviour hamary against hota hai hum koi bhi order place krein buy ya sell ka tu hamein loss hota hai us waqt apny mind ko cool rakhna chahiye aur us waqt trading stop kr dena behtr hota hai kionkeh loss increase hony se account wash ho sakta hai us waqt aik acha decision hi mazeed loss hony se bacha sakta hai aur hamary pas capital hoga tu hum phr kisi waqt bhi trade open kr sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss tu hota rahta hey kiun k yeh business ka hissa hota hey lekin agar musalsal loss ho raha ho tu trading ko stop kar lena chahiay aur wait karen jab market kisi achi position men ho aur trend ko follow karen aur trade lagaen tu zaroor acha profit hasil kar saken gey kiun k ziyada loss ko recover karna bhi mushkil hota hey iss liay kam loss pe trade stop karna behtr hota hey
        • #5 Collapse

          Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

          G bilkul sir ap ne boht achi bat ki ha baz dafa kisi trader ki bad luck hoti ha ya trader ki ghalti hoti ha k jo b order placed Kia Jay wo loss mn chala jata ha ab do cheezin han k trading hamesha account ko manage kr k krin dusra stop loss lazmi lagain lekin phir b agr ap dekhte han k loss se account wash hone ka khtra ha to trades ko close kr dena he behtr ha
          • #6 Collapse

            Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

            agr hamayy ahr trade sy hi hamay loss ho raha hot hy tpo phr amay apny loss ko countrol my rkahna chiaya hamay apan loss nia krna chiay hamayas ahi trha sy is my hmay kam krna chiay our hamko is my nai to pphr kuch taime tak ham ko kam krna hi chor dyna chiay our phr is m y ham kuch taime phr acha lern kry our phr kam start kry
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

              sir aap bilkul theek kah Rahe Hain ki jab bhi trade palash ho raha to use waqt mein trade ko close kar dena chahiye lekin yaha bhi yaad rakhna chahiye ki trend mein trade karne se agar loss ho raha ho to fir market ko close nahin karna chahiye kyunki market retracement jarur karegi aur agar aapko account was hota hai to hone de lekin trend ki trade ko kabhi bhi close na Karen
              • #8 Collapse

                Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

                Ji haan aap ne bilkul theek Kaha musalsal loss hor raha ho to trading co stop karna hi bekar hai aur real count ko kuch time ke liye stop kar de aur demo account par pe Jyada Se Jyada practice Karen Yeh aapke liye Bistar hoga Hamein ismein bahut atyat se kaam karna hoga aur Hamein Loss se ghabrana nahi chahi
                • #9 Collapse

                  Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

                  Kise kise din hamara mind set kuch behtar nahe hota ham trading k taraf aur chart ke taraf zyada focus nahe Kar patay jis Kay waja say ham ghalat pe ghalat trade lagatai hai Jo loss ka sabab bante hai hona ye Haye ke jab be ham trading karnay bait Jaye to hamara mind fresh aur focus chart pe hona chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

                    Ji haan bilkul theek kar rahe hain agar mein sabse last ho raha hai tho trading ko close kar dena hi best hai lekin Agar trend Mein trade karne se marketsource mein ja rahi hai tu apni market ko close na Karen market move karnyy ka intezarr krennn dear friend koshish Karni chahi ke apni market loss Mein Na hi close Karen...
                    • #11 Collapse

                      Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

                      g bhai blkul sahi kha or bht achi bat kry agr junors trader iss ko follow krein to wo b bht achy traders bn sakty hein .sometimes markeet ka behavour aisa hota hy k insan ko means traders ko musalsai nuksan ho rha hota hy kbhi cell or buy krna prta lekin traders ko donu condition mein hi loss ka samna krna prta hy to traders ko loss sy bachny k liy apna trade ko stop kr lna hi bhtar hota hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

                        bohat acha sawal ha ager hum ko regularly loss hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum kuch days trade ko close kardaa or hum ko chaheya ka hum apan knowledge ko increase kardaa q ka ager hum apna knowledge ko increase kartaa ha to per hum apni mistake ko teak kar saktaa ha..............
                        • #13 Collapse

                          Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

                          jab hume market main lose hi hota chala ja rha hun tu phr hume apni trading ko stop kr dena chaiye ur achy point ka wait krna chaiye is main hume eik acha trader bana hai tu os k liye hum is main menat krni chaiye is business main hume sabro tamal se kam krna hota ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

                            yes,dear ap nay sahi kaha k agar ham yeh samjh jatay hain k markeet is wakt haamray favour say out ho chukki hay to iska sab say best solution yahi hay k is main kisi kisam ki trades say har haal main avoid best hay q k agar ham yeh samjh kr kaam krtay hain k ham markeet main acha aur is say behtar jantay hain to ham aisa krnay main nakaam bhi ho saktay hain q k markeet ham say ziada bst thought rakhty hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Musalsal loss ho to trading ko stop karna hi behtar hota hay

                              Assalamualaikum dear friend's aapki baat bilkul theek hai agar Hamein Forex trading ke Business mein hai musalsal loss ho raha ho Tu Hamein apni tried close kar deni chahie Yehi Hamare liye betar Hai aur Hamein demo account par practice karni chahi Zyada Se Zyada time demo par spend karna chahie jitni Zyada practice Karenge Hamein Itna Zyada trading experience Haasil hoga aur trading Karke achha profit Karenge Aur Hum loss se bacha Jayenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X