Business main loss too hoty raty hain aap aapni mehnaat jari rakhain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Business main loss too hoty raty hain aap aapni mehnaat jari rakhain.

    Gee haan business mein loss hota hai ya profit agar profit hota hai tou hum khush hotay hain aur agar loss ho tou humain uss per perashan nahin hona chahyea balkay humain loss ki wajah ko correct kerna chahyea aur humain chahyea kay ainda unn ghaltioun ko repeat na kerain ta kay humain loss na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Business main loss too hoty raty hain aap aapni mehnaat jari rakhain.

      Loss or profit is a part of forex . aao isay ignore nahi kar saktay na he aap har time profit kama saktay hain market itni he asaab hoti to har banda ameer huwa hota . ye aik samajhnay wali baat hai forex narket bihat attractive market hai . lekin is main profit aur loss honay ki ratio same same hai . ager aap ko profit pasand hai to aap ko loss ko face karna bhi ana chahiay
      • #18 Collapse

        Re: Business main loss too hoty raty hain aap aapni mehnaat jari rakhain.

        Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex mein loss or profit dono ho saktay hain esi liye agar loss ho jata he to tension na len bal k or ziada mehnat Karen, loss to hotay rehtay hain par ap apni mehnat na choren or mehnat jari rakhen kiun k apko es ka sila milay ga
        • #19 Collapse

          Re: Business main loss too hoty raty hain aap aapni mehnaat jari rakhain.

          thek kaha business me loss to hoty rahte ha loss business ka main part hota ha business me do he cheeze hoty ha profit or loss isi liye business start karne se pehly apny mind ko loss ke liye ready kar le kiu ke business me aisa ho nahi sakta ke ap ko loss na ho aur business me wo kamiyab ha jo loss hone ke bawajood mehnat karta rahta ha mehnat karna kabhi nahi chorta
          • #20 Collapse

            Re: Business main loss too hoty raty hain aap aapni mehnaat jari rakhain.

            Loss kajkiisuu naia hot hyhanayaiss sahi try sy hamaya dekh k krny chiya hanay chiya k hamy loshtahy to ham us ko brdasht kry who bhi to hesa hy esa Hana naia bn sgty hy k hamay is kam my loss ho hi Nia is my bs over all dekhna chiya k loss na ho kuch na kuch mikta rahy
            • #21 Collapse

              Re: Business main loss too hoty raty hain aap aapni mehnaat jari rakhain.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
              Dear fellows business main loss hota raty hain lykeen aap my hammat nai harni chahay oor aapni mehnaat jari rakhni chahay iss say aap zaroor aapny aap ko essay fill taky aap achi trading kerty hoay aap achi earning bkerty hoay loss ki recovery bhi ker sakhty hain.
              Salaam Alaikum Ji Bhai Jaan Forex trading Duniya Ke risky business mein se ek business hai isme bahut jyada risk involvement hote hain aur Hum Apni proper lot size na rakhne ki vajah se apne account ko Khali kar Baithe Hain Hamein Pareshan Nahin Hona chahie balke use mistake ko find Karke Dobara na Karen aur safe trading ke liye stop loss or profit to use Karen
              • #22 Collapse

                Re: Business main loss too hoty raty hain aap aapni mehnaat jari rakhain.

                G haan bhai jaan ap ki bat se main gree karta hon aor hamain is main greed kabhi be nhe krna cahiye q k lalach aik bary bury cheez hoti he aut lalchi log khaas tur par forex main kabhi be kaamyaaab nae hote is liye ham jab bi trading karain to hamain chahye ham greed free ho kar karain q k greed free aur jald baazi free aur risk free tradig hamain hamesha profit hi deta he thats why hamain har wkt honest aur sabar aur carefull ho kar trading karain agar ham is trah karainge to ham zyada se zyada profit earn kar akainge aur is puri dunya main lalachi people never gain success in his or her life therefore hamain chahiye k ham kabh be lalach na lain q k lalach buribala he and in english greed is a curse is liye ham kabhi be lalachi ban kar trading na karain aur agar ham lalach karain ge to ham kabhi be aamyaab nae ho skainge aur ho skta he k hamara account buhat jld wash ho jae gaa
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Business main loss too hoty raty hain aap aapni mehnaat jari rakhain.

                  Gee haan forex mein loss tou hotay rehtay hain lakin humain iss mein koi tension nahin leni chahyea kyun kay agar hum tension lain gay tou humain forex mein aur bhi zayada nuqsaan ho ga aap iss ko mehnat sae kertay rahain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X