kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    jee han main ap se itfaq kerta hon ke agar hum apne target ko kam ker dye to loss s ebacha ja sakta hi main daily apne profit target set kerta hon orr aik achi earning hasil kerta hon agar ap ne bi trading main kamyabi hasil kerni hi to achi learning ap ke kam aye gi
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      yes i agree whit u . forex trading main agar app log chaty ho k app logo ko loss nahee ho tu app logo ko forex trading main koch batwo ka kiyal karna hogha . ek tu app logo ko is main ek tu demo account par kaam kar is main ek acha expereince banana hogha .or dosra app logo ko is main ek plane banan hogha or app ko ose plane par he is main kaam karna hogha tu app is main loss si bach sakt ho
         
      • #318 Collapse

        loss or gain to business ka hisa ha jab b koi trading k field ma ai to usa chea k ya factor mind ma must rakha k yahan jasa gain hota ha wasa loss b hota h jasa k ap na kaha k kam profit k lea agar hm jain to loss b kam hoga to i feel isa ap ka andar ka fear zyada hoga or ap apni abilities ko express ni kr sa
        • #319 Collapse

          main esa nahi samjhta kiyon kay kisi bhi qarobar ka hisa hai risk chahy chota risk ho yan phir bara par risk hota zaroor hai aur agar kaam mein risk hai to loss bhi ho sakta hai aur yahan to loss achanak hi ho jata hai kiyon kay aap chahy apna target kam karo yan phir ehtiyat karo par loss kay chence hoty hi hein bas aap ko apny kaam mein
           
          • #320 Collapse

            You should be real often particular around when you are doing existent trading. You can work yourself forth from losses if you are using wee lots sizes with not rattling much difference in your interpret vantage.
            • #321 Collapse

              je han forex main target kam kar ap loss say bach bhi jatay ho aur profit bhi mil jata hai.
              • #322 Collapse

                yes why not agr ap ka target km ho ga tu loss k chances bhi km hon ge but ap jo bhi target fix krein make sure k os ko pora krne k liye apki planning achi hoon knowledge ho trade k bare strategies ko adopt krte hoe trade krein aur es baat se profit lene k liye apni adaat learning ki zaroor rkhein os se ap k knowledge main bhi izafa hota rhe ga aur kam main grip jald ho jae gi
                • #323 Collapse

                  yes apna loss hone se bacha sakte hai. aap har order apna balance death kr buy or sell ka order laga dein ... isse aap loss se bach sakte hain ..
                  • #324 Collapse

                    haan asa ho ho sakta hai is say ap ka loss honay ka khatara kaam hota hai lakin ap nay trade hi ghalat lagai ho tu is say bhi koi faida nahi nahi ko phir ap ka stop loss ko hit hi karay ga wasy kam target say loss bhi kam hota hai
                    • #325 Collapse

                      Ofcourse ye ek sensible trader ki nishani k wo skilled hota hai or loss se bachne k tariqe find out krta rehata hai ,gradually agey brhte rehne se hum apne account ko loss se prevent kar sakte hain.
                       
                      • #326 Collapse

                        han g bilkul yeh mumkin he keh agar hum forex main apna target koi bara nahin rakhtey hain aur is main hum small tp use kartye hain to phir hum is main apne loss ko fully proftect kar saktey hain.
                        • #327 Collapse

                          Bilkul 100% loss se bach sakte hain agar hum kam target rakh ke kaam karein to loss se bach sakte hain aur hakikat mei bhi lalach buri bala hai.
                          • #328 Collapse

                            Yes brother bilkul agr aap apna target kam ker lo or small lot size use kerte huwe trading karo tou aap apna loss kam ker sakte hai , or I think un trader k leye yeh he best hai k wo small profit ko accept kare start mein , kiw profit mein azafa khud ba khud ho ga jab knowledge mein azafa hota jaye ga.
                            :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                            :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                            • #329 Collapse

                              loss or gain to business ka hisa ha jab b koi trading k field ma ai to usa chea k ya factor mind ma must rakha k yahan jasa gain hota ha wasa loss b hota h jasa k ap na kaha k kam profit k lea agar hm jain to loss b kam hoga to i feel isa ap ka andar ka fear zyada hoga or ap apni abilities ko express ni kr sakai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                g han agar hum kum target pe kam karenge to zahir hai ke investment bhi kam lage gi jisse loss ke khadshat bhi kam honge lekin zahir hai ke tamam business men risk factor chahe chota aur thora hi kyun na ho hota zaroor hai theek isi tarhan forex men bhi risk to bahar haal hota hi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X