kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    well jab hamara target kam ho jay ga toh ham phir lot size ka use bhe kam karne lag jaayn ge is se hamko loss bhe kam hone lag jay ga or istrah ham choti choti trade me win karne lag jayn toh apna target kam risk se hi hasil kar lete hen or loss bhe kam
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      Actually eisa hy kay jab apaka target km hoga to loss k chances bht km honge or agr hoga bhi to km hoga usko aap jldi recover kar sakenge is liye kisi had tk ap loss se bach skte hen.
      • #1698 Collapse

        g bhai jaan apne baat to bhot he ache kahe hai per mai samjta humay forex trading mai greeds b nhe karni chaiye is say humay much loss ka he samna rahe ga
        • #1699 Collapse

          Jee apki baat sahi hay humay profit ka target apny experince kay hesab say select karna chahiey kyun keh esi main humari safety hay agar hum ziada target rakh kar trade karen gay to humay loss kar risk bhi ho ga.
          • #1700 Collapse

            g han bhai jan ham apna target ko complete karna k liye target ko kam rkha kar loss sy bach sakhte hain
            or bhai jan ap koi bhe business karo us ma profit bhe hota hai or loss bhe
            • #1701 Collapse

              G han bilkul hm is business me apny target ko kam kar k loss se bach sakty hain isi liye hmen is business me hmeshah kam target rkh kar hi trading karni chahye tb hi hm is business me loss se bach kar profit ki taraf a sakty hain ...
              • #1702 Collapse

                G bilkul kehtay hien na k something is better than nothing isleay yeh bohat achi bat hy k hum kuch zeyda earn kernay ki bajay beshak km earn ker lien yeh kuch na kamanay say behter hy. I think tohra profit per saber kernay say humian trading mien risk control kernay mien bohat madad miltai aor hum is sorat mien lalech say b bachay rehtay hien
                • #1703 Collapse

                  G han bilkul hm is business me apna target kam rakhen gyn tu hm is business me loss se bach sakty hain isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah apny target ko kam rkhen ta k hmen is business me kisi kism ka bara loss nah ho
                  • #1704 Collapse

                    Forex trading ki traf sai koi target ki pabandi nahi hey. Eh to aap ki apni samajh boojh per hai k aap apnay aap per kitna trust kartai hayn. Aap jitna risk lai saktay hain utna target rakhain. Kam target say zida loss ka dar to nahi hota lekin profit bhi usi nisbat say kam milta hai.
                    • #1705 Collapse

                      bhai maray agr ap apny zehan ma loss ko rakh kar trading kary gy to kabi b ap acha profit earn nahe kar ssakty hain.ap ko risk lana parta ha tb hi ap ko ko profit hota ha ap k pas experiance aur knowledge ka hona buhat zarori ha jis sy ap aik achi trading kar sakty hain.ma to yahi kaho ga ap choti choti trade lagae ap aik acha profit earn kar sakty hain
                       
                      • #1706 Collapse

                        g han bilkul agar ham apna target ziada rakhien gy to us mein loss k chance bhi ziada hi hn gay is liye mery khayal mein target kam hi rakhna chahiye
                        • #1707 Collapse

                          han bilkul loss se bachne ka behtareen tareeqa yahi hai ke ham apne target ko kam se kam rakh kar kam kar saken or greedy behavior khud se nikal kar fair tareeqy se kam kar ke is me munafa hasil kar saken i think ke yahi sab se best way hai is me kamyab hone ke lye .
                          • #1708 Collapse

                            han g bilkul humain apny target ko itna nhi rkhna chahy ky usy acheive krny ky chakar main profit ki bjaye loss hojay to hmain apna targrt avg rkhna chye it can save us fro loss
                            • #1709 Collapse

                              Jee bilkul apki baad darust hay agar hum profit ka target kam rakh kar trading karen gay to hum forex trading main loss kay risk ko kam say kam kar sakty hay aur mery khyal main humay apnay experince kay lehaz say profit target select karna chahiey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                G han bilkul hm is business me apny target ko kam kar k loss se bach sakty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hm agr profit ka target kam rkhen gyn tu hmen loss bhi kam hoga is business me isi liye ye business har lihaz se best ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X