emotions per control karne ka tariqa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions per control karne ka tariqa
    kahte hai ke jub b trade kare tu emotions ko control kare me yaha per aik trick batata ho jis se hum apne emotions per control kar sakte gy aik hi dafa market ka proper analysis kare us ke bad trade open kare or stop loss or take profit laga kar market ko close kar de or ya sochy ke jo hona hai ho jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotions per control karne ka tariqa

    Jee haan mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay forex business main emotions pe control karain oar market ki strategy ko samjhain oar forex forum main technical tools ka use karain es say aap market forum ko close bhi kar dain to koi fikar wali baat nahi lehaaza sabar say oar tools ka use kar kay market main trading karain
    • #3 Collapse

      Re: emotions per control karne ka tariqa

      Market ko analyze karnay kay bad ja bhi trade open ki jay stop loss and take profit ka use keya jay aur proper money management kay saath trade ka volume lagaya jay yahi sba sey better way kay aap emotions pe control kar saktay ho aur apnay emotions pe control karna bohat zyada eham hay.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: emotions per control karne ka tariqa

        Dear friend app bilkal theak kha rahy hain huma jo bhi kam krna cahia empsion pr control kr ka krna cahia tb hum forex main kamyab ho sakthy hain pahly app market ko samja pir app soch samaj ka tread laghy app ko naffa ay gha orr app forex main kamyab ho jian ga
        • #5 Collapse

          Re: emotions per control karne ka tariqa

          Trading me emotional ko control karny ka 1 hi powerful treeqa hay aur wo hay kam risk key sath trades ka open karna, agar zeyda lot size key sath trading ki jaye to emotions ko control karna be asaan nahi ho saky ga, agar traders kam lot size ka right selection karen gey to un ko loss control karny me aur emotions control karny me asani ho saky gi.
          • #6 Collapse

            Re: emotions per control karne ka tariqa

            G dear Ap n bikul seah Kha h forex m hmy emotion ko controll krn a k tareekay ya h k ap forex m greed km se km kry phir hm forex m emotion ko controll kr k profit earn kr sktay h
            • #7 Collapse

              Re: emotions per control karne ka tariqa

              اصل پيغام ارسال کردہ از: naghman123 پيغام ديکھيے
              kahte hai ke jub b trade kare tu emotions ko control kare me yaha per aik trick batata ho jis se hum apne emotions per control kar sakte gy aik hi dafa market ka proper analysis kare us ke bad trade open kare or stop loss or take profit laga kar market ko close kar de or ya sochy ke jo hona hai ho jaye.
              Assalamu Alaikum emotions ko control karne ke liye aapko chahi ke aap pahle market ka acche se jyada le le Soch Samajh Kar Kisi bhi chij par trade open Karen aur usko check Karte Rahe just Dekhenge nuksan ho raha hai tho trade close kar de Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: emotions per control karne ka tariqa

                اصل پيغام ارسال کردہ از: naghman123 پيغام ديکھيے
                kahte hai ke jub b trade kare tu emotions ko control kare me yaha per aik trick batata ho jis se hum apne emotions per control kar sakte gy aik hi dafa market ka proper analysis kare us ke bad trade open kare or stop loss or take profit laga kar market ko close kar de or ya sochy ke jo hona hai ho jaye.
                Yes dear ye achi technique hai. Q k bar bar market ko watch krne se b hm pr emotions ka attack ho jata hai or hm jaldi me trade close kr daity hain ya agr profit m aa jaen to greedy emotions hm pr attack krty hain.

                Is lye emotions se bachny k lye Take profit and Stop loss lga k chor daina boht achi technique hai.
                • #9 Collapse

                  Re: emotions per control karne ka tariqa

                  dear main ap ko asan treeqy main samjata hun is main ap sab se phaly apni money management ko fallow krein ur os k muatbiq kam krein trading ka knowledge hasil krein phr hum apne balance k mutabiq is main kam krein lots size use krein extra lots size use krne se hamra accoount wash ho jata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: emotions per control karne ka tariqa

                    G Han dear ap ne bohat ache baat ki Hai aisa he Hai forex ek bohat he acha business Hai lekin is men kamyabi hasil krny k liye zaroori hai k hum apny emotions ko control men rakh kr he trading kren aur wo usi waqat ho sakta hai Jab Hum Apni trade open krny KY baad stop loss aur take profit Laga kr market ko close kr dyn aur khud ko kisi dosre kaam men bzi kr Lyn Agar ap baar baar market ko dekhen ge to ap KY emotions a jaen ge jis se apko loss ho sakta Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: emotions per control karne ka tariqa

                      learning to Hamein Karni hi padhti hai agar Hame apna kaam karna hai apne kaam se fayda Hasil karna hai to Hamein learning karni padti hai is wajah se Hame chahiye ki hum Apne kaam ko achi Tarah Se sikhe Apne kaam ko achi Tarah Se Sikar hi Hum is business se kuch Hasil kar sakte hain Hamein Apne emotions par control karna chahiye ya bahut hi Doori Hota Hai Hamein emotional Nahi Hona chahie is Se Hum koi bhi decision Sahi nahi le Payenge jisse Phir Hamein nuksan hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: emotions per control karne ka tariqa

                        Hame Apne emotions par control karna chahi Apne emotional ko Hamein control Mein Rakhna Chahiye ya bahut hi Zaroori Hota Hai Kyunki Jab Ham hai par hote hain to use Waqt Hum koi bhi kaam sahi tarah se nahi kar paate is wajah se relax Rahe trend k against kabhi bhi trade na Karen trend ko pahle Dekhein FIR Usi ke mutabik trade lagayein tabhi aapko trade Mein fayda hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: emotions per control karne ka tariqa

                          yes sir aapki baat se agree kerta ho hum tamam members ko apne emotions per control kerna hoga or jab tak hum control nahi karenge to hum theek se trading nahi ker paeinge agar loss hota he to usko analysis kia kare, apni mistakes or emotions per her soorat me control kerna chaiye ta k hum log achi trading ki taraf barhte huwe acha profit earn ker saken.
                          • #14 Collapse

                            Re: emotions per control karne ka tariqa

                            g bilkul theek keh rahy haain hume chahye k hum apny emotions pay control rakhain jab b hum trade open karain to bar bar analysis na karain ik he dafa proper treeqy se analysis kar laain aur us k bad ik he dafa take profit ur stop loss set kar laain aur us k bad trade ko chor daain aur us k baray main kuch b na sochain is tara hum apny emotions pay kafi had tak control kar skaty haain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: emotions per control karne ka tariqa

                              Emotions p control krny ka yehi tareqqa hai k agr ap ko aik acha profit mil raha hai tu mazeed achy k liye mat dekhein apni money ko secure krein phly apny emotions ko control krein lot size chota rakhein aur greed na krein. as we all know greed is a curse. Greedy ni bn'na market mein apny emotions p control krna hai aur aik acha trader bn'na hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X