Loss hony ka darr ku hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hony ka darr ku hota ha
    Dear member me apsy ye pochna chahta ho ke jub ham trade lga rahye hoty hai to hamy loss ka ku darr rehta hai iss ke waja kia hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hony ka darr ku hota ha

    Loss honey ka dar us ko hota ha jis na trading ma mehnat na ki ho . Is ka ilawa loss ka darr us time hota ha jab apke account ki management na ho . Is lia loss ka dar ko khatam krney ka lia zarori ha ka hum mehnat sa kam karen aur aur apny account managemnt ko bhi imorove karen....
    • #3 Collapse

      Re: Loss hony ka darr ku hota ha

      Loss Honay Ka Darr Har Trader Ko hii HoTa Hai Q k kaafi Traders Ne LotT SiZe Kaafi Bri Rakhii Hui HoTi Hai or Agar maRket Opposite moVe kaRay to BhoT Jald Hii hamaara AccoUnt Wash Ho Jata hai isLiYe Loss Ka bhot Darr HoTa hai Tamaam Traders Ko K Agar Loss Min Trade Chali Gai To HoSaKta hai k Hamaara accoUnt Wash Ho JaaEY....
      • #4 Collapse

        Re: Loss hony ka darr ku hota ha

        Forex main kamyabi hasil karne k liye himmat k sath work karna parta hai our apne ander se khouf ko khatam karna parta hai is tarah business main ap success ho sakte han is liye agar hamare pas forex ka acha experience our knowledge ho ga to hum asaani k sath forex main work kar sakte han our is main acha profit hasil kar sakte han
        • #5 Collapse

          Re: Loss hony ka darr ku hota ha

          dear lose aik nuksaan hay jis say bachan har koi chahta hay agar ham isay jheeltay jatay hain to ham kuch bhi earn nai kr saktay hain laikin agar hamaray pass forex main achi earning k liye aik khaas knowledge aur skills hain to ham markeet say acha earn bhi kr saktay hain aur har kisam k lose say bach bhi saktay hain aur har kisam k lose ka ham mukabla bhi krnay main kamyaab ho saktay hain jub ham apnay andar aisi situations ko janam dainay main kamyaab ho jatay hain to lose ka dar apnay aap hamaray andar say khatam hona shuru ho jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: Loss hony ka darr ku hota ha

            Dear loss har trader ko nahi hota esy traders ko hi loss ka dar ho sakta hay jo market ki perfect analyzing nahi kar sakta aur jo risk management me nakam hota hay esy traders kabi be kamyab nahi hoty aur na hi trading proper planing key sath karty hey, loss ka dar jes traders ko ho esa traders loss ki recovery be asani se nahi kar sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Loss hony ka darr ku hota ha

              mehnat na ki ho . Is ka ilawa loss ka darr us time hota ha jab apke account ki me us ko hota ha jis na trading ma mehnat na ki ho . Is ka ilawa loss ka darr us time hota ha jab apke account ki management ye pochna chahta ho ke jub ham trade lga rahye hoty hai to hamy loss ka ku darr rehta hai iss na ho . Is lia loss ka dar ko khatam krney ka lia zarori ha ka hum mehnat sa kam karen aur aur apny account managemnt ko bhi
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: Loss hony ka darr ku hota ha

                jiii han bilkul ap ny thk kaha forex mi loss hony ka dar un ko hota ha jo mehnat ni krty r forex ko time ni dety wesy to loss har bussiness ka hissa loss to sb ko hi hota ha agr ap losss ka dar apny dil sy nikalna chahty han to ap ko chyai k ap market ko analyze kry r mehnat k sth jitna ho sky forex pr time spend kry to ap kamyab ho jye gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hony ka darr ku hota ha

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
                  Dear member me apsy ye pochna chahta ho ke jub ham trade lga rahye hoty hai to hamy loss ka ku darr rehta hai iss ke waja kia hai
                  Assalamu Alaikum Ya Tu Ek simple si Baat Hai Ke Agar Insan ko loss hota hai to use Daru lagta hai aur aur Hamein karne ke liye Ye dekhna chahiye Hum kahan mistake kar rahe hain aur usme check corporate karne se hamm next time se bhi sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hony ka darr ku hota ha

                    My dear brother aap ne bilkul thk baat poochi hai hamen loss hone ka dar kuon hota hai hamen es liye dar hota hai k ye hamare poore month ki mehnat se kamaye hoe hai es liye en ko dar hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hony ka darr ku hota ha

                      forex main loss hona koi naye baat nahi hai her trader mostly trade main loss se darta hai liken jo members mehnat nahi karty haian aur jin ko apny knowledge aur experience pay confidence nahi hota hai wohi nakam hoty haain aur wohi darty rehty haain is liye hume chahye k apny dil se dar nikal laain aur mehnat se kam karain aur apny andar confidence paida kaarin.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hony ka darr ku hota ha

                        zadsa ter asya hota ha jb hmm apna perofit apna plane ka mutabilk hasal kr cjhukya hotya han tu hmm agya ki treading krtya ha tu hmmya bohat zada loss hona ka ddaar ho jatya ha n assya hmmya lalch ki waja sa he zada ter ho jatya or ya wakyua me he hmmya loss ho hwe jatay han or hmm phier koch be ni kr patyanhan iss lia hmmya bohat khiaeal;sa t4reading krna ki zaeraorat ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hony ka darr ku hota ha

                          Bhai jan loss hone ka dar har kisi ko hota hain aur wo is mein ache se kamkarte hain aur humko is mein loss hone ka darr nahi karna chahye aur hunmko is mein ache se kam karte rahna chahye aur humko is mein ache se kam karte rahna chahye aur is mein loss honbe se bacahana chahye aur pher ja kar hum is mein earning kar sate hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hony ka darr ku hota ha

                            g ham logo ko tab hi loss ka dar hota ha jab ham logo na trade ma mehnaat na ki ho ar is ma ham logo na na hi market ko analysis ki hota ha ar is ma ham logo ko news nahi suni hoti ha is liya ham log ko chahiya ka pehla trade open kara sa pehla is ko sab kuch dekhna chahiya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hony ka darr ku hota ha

                              Assalm-o-Alaikum dear friend hamain loss ka darr ussi waqt hota hai jab hum soachy samjhy bagair trade lagatay Hain Orr hamaray pass knowledge Orr experience bhi nhi hota iss liye hamain yehe darr hota hai k kahein hamain loss na ho Jaye tou friends agar hamain loss sy bachna hai tou iss k liye hamain zayada sy zayada mehnat karni ho gi Orr zayada time forex ko daina ho ga tabhi hum kaamyaab ho saktay Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X