Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti
    Dear members aksar traders sochtay hain k market up jay gi unki soch hoti hay actual wo samjhtay hain jasay wo mind banaiy gay market wasy move karay gi yahi wajah banti hay loss ki wo judgement nahi kartay proper analysis nahi kartay esliye unko loss hota hay so market thinking pe nahi chalti.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

    Assalamu Aalaikum dear friend main ap se agree karta hun forex aik esa business hae jis main hum ghar beth kar online kam kar sakte hain forex main market ke movement kisi ke hath main nhe hote na use koi broker chala raha hota hae or na koi or to apko khud ko mehnat kar ke he trading kar ke ache earning karni ho gy
    • #3 Collapse

      Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

      forex ki market ka bara ma ham log jo sochta ha wo hamesha nai hota ha ku ka market hamry mutabik nai chalti ha ham logo ko market ki movement ka mutabik chalna chayai is sa hi ham log forex p[ar acha trade kar pata ha aur ham log sirf market ki movment ka next move ka bara ma plan bana sakhta ha mgr ham logo is ka bara ma sure nai ho sakhta ha ka aisa hi hoga
      • #4 Collapse

        Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

        G ha bhai app ne bilkul sahi kaha he akser log ye soch te he k ab market upward move kere ga or unko profit hoga jub k isa nhi he marjet humare soch or andazo k mutab nhi move kerte is lei ager humain chahyi k hum apna bonus increase hojai to humain market ko sahi analysis jerna hoga
        • #5 Collapse

          Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

          forex hamare soch ky mutabik run nahi karte hamy market ky rules ky mutabik kam karna hota hain pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai students or house wife's be kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

            forex ke karobar mein trading market humari soch se up and down nae hoti he balky trading market ka apni routine hoti he forex aikesa karobar he jis hum 24 ganton mein se kisi be waqt mein apna time table ke mutabik kam kerty hein forex aik online karobar he jis mein hum online trading kerty hein jis mein human patience se kam kea he forex aik legal karobar he
            • #7 Collapse

              Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

              Assalamualaikum dear friends AP ki baat saheh Hy Forex trading Ek bahut hi accha online worldwide trading platform Hai Jahan Par aap Thodi mehnat Karke achha profit Hasil kar sakty Hain. Market AP ki khahish k mutabik ni chal sakti. Forex main Wohi kamyabi Hasil kar skta Hy Jo mehnat krta hy. Forex trading main kaam krty howy ap ko chahiy k ziada sy ziada mehnat krain soch samjh k trade krain take ap ko ek accha profit hasil ho saky.
              • #8 Collapse

                Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

                hamy market ky up down ko smajna ho ga pher hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

                  market mai runing hasial krny ky liye hamy phly experience ko best banana ho ga or hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai bager pasaio ky acount bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

                    forex ke karoba rmein trading market humari soch se nae chalti hoti he balky humen trading market ke hesab se chalna perta he forex aik world war karobar he jis mein hum apni mehant se kamyabi ke taraf barty hein forex aik long life sath chalny wala karobar he jis mein hum investment ko soch samj ke karna chahy forex aik legal karobar he jis mein hum apmi marzi se kam kerty hein
                    • #11 Collapse

                      Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                      Dear members aksar traders sochtay hain k market up jay gi unki soch hoti hay actual wo samjhtay hain jasay wo mind banaiy gay market wasy move karay gi yahi wajah banti hay loss ki wo judgement nahi kartay proper analysis nahi kartay esliye unko loss hota hay so market thinking pe nahi chalti.
                      Market according to the situation move Karti Hai market traders ki mind ke sabse mood Nahin karte hain Bal ke traders ko mind ke hisab se market ke hisab se move karna na padta hai traders ko chahie ki apni trading ki ability ko Achcha Karte Rahen tabhi vah acchi trading kar Sakenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Market aap ki thinking aap k way pe run nahi karti

                        Forex market nay real main trader ko follow nahi kerna hota. market nay jo move kerni hay wo ker kay hi rehna hay. is liye trader ko market kay liye khud ko change kerna perta hay. aur market har time clear nahi hoti aur kuch time kay liye boht zayada clear ho jati hay. is liye jab market change ho khud ko safe karen aur apna profit lock karen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X