Moving Average Indicator
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving Average Indicator
    Dear all buht saare New members ko Indicators k baare me pata nahi hota, is liye aaj Indicator k baare me kuch information share ker reha ho. Moving Average Indicator ko use kerte huwe hum log market k trend ko bhi samajh sakte he or ye indicator hamen indicate kerta he Moving Average k hisab se market kis taraf move ker rahi he is Indicator ko follow karte huwe hum log market me kamyab ho sakte he buht saare Indicators use hote he her trader apne hisab se indicators ko use karta he hamen Sub indicators ko aahisata aahista use kerna chahiye ta k hamen help mil sake k market ka trend kia chal reha hor kis taraf ja sakat he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving Average Indicator

    Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aap ne bahut acchi information share ki hai Dair Mere Khayal Mein indicator Se Hum market ko analyse karne mein Kafi help Lete Hain Iss Raah Mein train Ka Pata Chalta Hai market ki movement Ka Pata Chalta Hai Agar Hum usko acchi Tarah use karna learn kar lete hain to hum Forex trading business Mein Kamyab ho Jate Hain
    • #3 Collapse

      Re: Moving Average Indicator

      Dear brother is knowledgefull ko hamary sath share krne ka lia bht bht shukria . Actually ma bhi new member hn forex ma mujhy forex ka bare ma itna experience aur knowledge nai ha . To ap ne bht achi thread share kri ha is sa mere knowledge aur experience ma izafa hua ha ...thanku very much.....
      • #4 Collapse

        Re: Moving Average Indicator

        g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai forex trading main boht se indicators use kiye jaty hain jis se hum apni trading main market ko analysis kar skty hain es liye aghr hum apni trading main koi indicators use karty hain tu hmain oska knowledge hona bhi boht zarori hai q k jub hmain kisi point ka knowledge nahi hota hai tu hum oska use bhi nahi kar skty hain or ayse he hum apni trading main loss ko face karty hain
        • #5 Collapse

          Re: Moving Average Indicator

          forex aik bohat bara business hain hamy indicator ko use kar ky kam karna chahey pher hehum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik am busnes ke nisbat acha business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Moving Average Indicator

            Es k ilawa bhe boht sate indicators hen jese k macd bolinger band wagera leken moving avreage boht acha indicator he ye ham ko market ki overall movement batata he or es k use se ham ko trade open krne k liye boht acha point mil jata he leken pehle esko samj len pher es ka estemaal kren.
            • #7 Collapse

              Re: Moving Average Indicator

              hamy indicators ko use kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Moving Average Indicator

                forex ke business mein hum moving average indicators ko samjty hoy hum trading market ke trend ko be achy se samj paty hein forex aik international karoabr eh jis mein hum earn ker ke achi soch se apni trading ko behter banty hein foreex aik faithful karobar he jis mein hum apni marzi ke time table ke mutabik kam kerty hein or ias mein humara koi boss nae hota he is mein hum apny boss khud hoty hein
                • #9 Collapse

                  Re: Moving Average Indicator

                  forex ke karobar mein average indicator ki movement se trade ka trend maloom hota he is liy humen trading market mein average movement ko istemal kar ke trade lagana chahy ta ke hum exact time pe trade place kar ke profit gain karen forex aik big business he jo humen ghar bethy rozgar muhaya karta he or puri dunia mein se unemployment ka khatma kar raha he
                  • #10 Collapse

                    Re: Moving Average Indicator

                    hamy moving aveage ko kabe be ignroe nahi karna chahey hamy mahnet sy or lagan sy forex mai kam karna chahey pher he hum pasia kama skay gy forex aik online or kabe be band na hony wala busines hain agar hum is mai bager learning ky kam kar gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Moving Average Indicator

                      yai aik asa business hain jis main apni marzi sy 24 gatnho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain hamy market ko achy sy samaj kar indicator ko use kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain agr ham kisi office main work karty hain ot ham isy apni marzi sy part time be join kar sakty hain or achi earning hasil kar skaty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X