Forex trading and mental problems

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading and mental problems
    Dear friends mane kai bar note kia ha kuch logon ko jab forex trading ma loss hota ha to mental problems for example preshan ho jate hn , apni himat har jate hn aur kism ki dosri activities ma mubtala ho jate hn . Ap ki is bare ma kia rae ha..?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading and mental problems

    Mere bhai nay bahot achhi baat share ki hay kay maximum forex members ko jab loss haota kay to wo disheat ho jaty hain oar un ka mental level bahot confuse ho jata hay forex business ik international forum hay oar profit ya loss es ka hissa hay members ko mayoos nahi hona chaheye oar ziyaada mehnat say kaam karna xhr
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading and mental problems

      اصل پيغام ارسال کردہ از: azlankhan پيغام ديکھيے
      Dear friends mane kai bar note kia ha kuch logon ko jab forex trading ma loss hota ha to mental problems for example preshan ho jate hn , apni himat har jate hn aur kism ki dosri activities ma mubtala ho jate hn . Ap ki is bare ma kia rae ha..?
      As-salamu alaykum bhaijaan Forex trading in a Casa business hai ke ek minute mein hi Hum tension Mein Aa Jaate Hain aur Akhilesh minute mein hum usko tension Kohli's kar dete Hain isliye aap Agar proper tarike se is Mein kaam karte hain tu tension Lene Ki Koi jarurat nahi hai bol ke simply fully confidence ke sath Kis Mein Kaam Karte Rahe kamyabi Jarur Hasil ho jayegi
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading and mental problems

        Dear Friends bat jo hay Business ki hay wo mara point of view say ya hay kay jab b hum treading krta hein tu phly humara mind fresh hona chyia cool mind say say humari thinks par good Effect ho ga hum treading b acha say krain ga agr humay loss ho gay tu humay tenshion zydia fell nhi krni chyia is say humay next treading par effect pr skta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading and mental problems

          Assalamu Alaikum dosto mujhe aisa lagta hai ki aaj kal ki detail ration hai usne Sabar to bilkul bhi nahin Kyunki aaj kal bahut Tej banti hai Aur Woh Kehte Hain Woh Kehte Hain ki hum raat ko trade lagayein aur jab Subah Uthe to hamare account mein Dola Re Dola konchem lekin Mere Bhai Aisa Koi Din Nahin Hai Har chij ko ek Tarika Ghar hota hai aur Har chij rera rules and regulation Hote Hain Jo Hume follow karne hote hain tab jaake Hum kaam Hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading and mental problems

            g bhai ap ki bat aik had tk to thk hy lakin mjhy aisa nhe lgta k forex py loss any ki wja sy km krny waly bndy kisis ghalt activity ka shkar ho jaen aksar log to dbara koshish krty hn km krni ki r dugni mhnat sy krty hn r baz log shayad chhoar daity hn foreex ko shayad he aisa koi case ho jis mn aisa hoa ho k koi ghalt activity mn ghhusa ho
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading and mental problems

              Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aap ne bahut acchi baat share ki hai hi Suraj trading business mein Jab last hota hai to use Waqt mentally Tor par Bande Ko tension zaroor Hoti Hai Magar Hua Waqt hi tension hoti hai Hamein use Apne Upar Saware nahin karna chahie Palke Hamein koshish karne chahi ki loss Hamein kam se kam ho Agar Hum Aisa Nahin karte Tu ham Forex trading business main tension mein Reh Kar trading nahin kar sakte
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading and mental problems

                Sahi kaha main ne to kuch log aisay bhi dekhay Hain Jo forex kar kar k neem pagal jesay ho chukay hotay hain asal main wo depression ka shikar hi chukay hotay hain ya sirf forex kobhar time kartay rehtay hain ya un ko loss bohat chuka hota hai . bhaio pehlay aonay aap ko mentally strong kto isay shuru karnay se pehlay in sab k baray soch lo phr isay shuru karna
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading and mental problems

                  bhai mer es bary main yahi ray hai k business main loss hota rhta hai forex k ilwa ap apni life main koi bhi business kar len apko loss ho he jta hai tu ayse ghbrana nahi chahye q k mushkil main jub hum ghbra jaty hain tu hmain he pachntana parta hai es k ilwa kbhi bhi apni trading main apny jazbat main a kar kuj galat nahi krna chahye jis se apko koi masla hoga or apko loss ho jay ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading and mental problems

                    Dear mera waisy abhi tek kisi bhi aisy trader se wasta nhen per leken main apki baat se inkar nhen kerta. Ho sekta hy loss ki wajhan se kuch trader frustation ka shikar ho jaty hon. Meri advice to aisy trader ko yeh hy keh woh sirf strong signal per trading kia kerain aor trend ko follow kia kerain takeh tention ki wajhan se unki social life disterb na ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading and mental problems

                      g dear ap sahi kah raha han ham log ko chahaiya aka ahm log is ma apna mind fresh rakha ar is ma ham log cool ho ka kam kara ar trading ma soch samaj ka kam kara ta ka hama is ma loss na ho ar agar hama is ma loss ho bi jata ha to hama chhaiaya ka hm log is ma pni himaat na hara ar is ma aur mehnaat sa kama kara ar is ko dil par na lay kyu ka har business ma sa hota rhta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading and mental problems

                        forex aik online business hain hamy is mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik inernational business hain hum isy apna profesional career be bana sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading and mental problems

                          hamy mahnet sy kam karna chahey forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum isy apna life time career be banaa sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex aik legal business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X