Earning k liye phly apna mind set kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Earning k liye phly apna mind set kare
    Aslm o Alikm umeed ha sab khryt sy hun gye forex trading business bht hi profitable business ha yaha earning k liye traders ko apna mind set karna bht lazmi ha k wo achi earning hasil kar sky forex k through achi earning kar skty hain agr jo log apba mind set nai karty or expect karty hain k achi earning ki jiye forex my asa possible nai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Earning k liye phly apna mind set kare

    G aap ke baath sahee hay hamay jab be koi trade open karne ho hamay chahiay ke pehlay hum apnay aap ko mintally fresh karna hona chahiay our fresh mind as Jo trading hothe hay so tension may nahee hothe our agar aap is business may tension lathay hay tho aap hamesha ghalath fasilay karangay.
    • #3 Collapse

      Re: Earning k liye phly apna mind set kare

      Forex ko start karny k leay mind set hona zarori hy agr kisi manzal ka irada kia hua ho tab hi bnda Wahan tk punch skta hy.forex aik profit wala business hy agr es ko aik mind set se kia jae to bahut kuch earn kia ja skta hy
      • #4 Collapse

        Re: Earning k liye phly apna mind set kare

        Kam hai kam Hogi isliye Hamesha hi ka Jitna ho sake Apne scuse par Nazar rakhte Hue isko increase Karte Jana Chahiye aur confidence increase ka chahi regular chalne wala business Hai Hamein is par kaam karte rehna chahiye kabhi bhi snehame nuksan coface nahin karna chahie ya Ek acche wala aur constance generate karne wala business hai isme Main Apni planning ko kabhi bhi back side Ki Taraf Se Kam Nahin Jana Chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Earning k liye phly apna mind set kare

          Yes jab ham ko as mien kamaee karna hota h tu ham ko as mien apna mind set karna hota h aur her bar ham jab kio kaam karne lagte hien aur ham as ko irada kerte hien tu ham as mien pahle mansoba bana lete hien k ham ko as mien asiy kaam karna h aur ham ko as mien aaisy kamyabi hasil karna h agar ham as mien acha kaam krte hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien agar ham as mien acha kaam nahi kerte hien tu ham as mien nuqsan hi nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien koshesh kerna hota h aur ham ko as mien acha koshesh kerna hota h aur ham ko as mien her trade mien kamyabi hasil karna hota h as lyee mien as mien her bar kamyab hona chahta hun aur ham ko as mien kamaee karna hota h.
          • #6 Collapse

            Re: Earning k liye phly apna mind set kare

            Gee haan forex mein earning kay lye humara forex mein interest lena bhi bahut zaroori hai kyun kay jub tak hum iss kaam mein interest nahin lain gay uss waqt tak hum forex mein kamyab nahin ho saktay humara mind fully taur per forex mein nahin reh sakta
            • #7 Collapse

              Re: Earning k liye phly apna mind set kare

              Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aap ne bahut acchi baat share ki hai Main samajhta Hoon chatting ke time Hamein Apne mind ko fresh Rakhna chahi Ta ki trading mein Main Hamara Dhyan Kisi Aur side par Na Jaaye aur trading mein loss Na Ho Ya Galla trade open Na Ho isliye ye apne mind ko fresh Rakhna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Earning k liye phly apna mind set kare

                ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab khryat say honge friends g han hamein chy keh ham earning kay liy phly apna mind set ker lain friends hamein chy keh ham ehtyat say trade lagayein tention maain trade bilkul nai lagani chy warna hamara bhut loss ho sakta hai hamein hamesha lot size apny capital kay mutabiq lot size istmaal kerna chy .
                • #9 Collapse

                  Re: Earning k liye phly apna mind set kare

                  g han bhai ap ny bilkul thk kaha hy forex aik pure bussiness hy is mn ghalti ki koi jgga nhe hy r issi liy bussiness bghair mind set k kbhi bhi nhe chalta r forex aisa bussiness hy jis me smjho admi ka imthann liya jata hy us k sabar ka us k IQ level ka to hmy apna proper mind set bnana chahiy aik target ko mind me daal dn k yee target achieve krna hy to inshallah hm kamyab hn gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Earning k liye phly apna mind set kare

                    Ge bilkul earning kliye phly apna mind set karna bhat zaroori hai phly hmara mind kisi kam ko Karne keliye teyar ho ga tabi ham wo kam kar saken ge kam se phly mind fresh hona chaye is trh ham acha kam kar payen ge ager hmara mind kisi kam ko Karne keliye teyar a ho to ham wo kam nai kar payen ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Earning k liye phly apna mind set kare

                      Forex business no ho ya koi bhi business us main humain Apna mind set karna hi parta hay tab hi hum success hasil Kar pate Hain aur us business ko samjh pate hay forex aik aesa business hay jis main kamiab hone k liay zarori hay k ap ko proper is business ki samjh ho aur is k sath sath ap ka mind is business ko accept karta ho tab hi ap forex main kamiab ho pate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Earning k liye phly apna mind set kare

                        Gee haan forex mein earning kay lye agar hum insta mein kaam ker rahay hain tou uss kay lye zaroori hai kay humara mind set ho kay hum nay forex sae sirf income hasil kerni hai aur iss mein mehnat kerni hai aur iss mein humain time zaya nahin kerna tou hi humain forex mein kamyabi milay gi
                        • #13 Collapse

                          Re: Earning k liye phly apna mind set kare

                          G haan dost aap ne theek keha he hamen order open kerne se pehle apne analysis kerne chahiye or apne mind ko set kerna chahiye k mene kis pair per or kis time order open kerna he, her trade k liye aik planning honi chahiye jab hum planning k teht trading karenge to hum achi earning ker sakte he or loss se bach sakte he. Hamen apna mind her timd trading k liye fresh rekhna hoga or kabhi bhi kissi tension me aaker trading nahi kerni chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Earning k liye phly apna mind set kare

                            new bhai jaan Apna bilkul theek kaha hai eniringkarne ke liye pahle Hamein main pahle Hum Apna mind send Karen is main main bahut acche aap se kam karna chahi aur Hamein is main ghar abhi lalach nahin karna chahie Kyunki Yaha bahut Naag chij hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Earning k liye phly apna mind set kare

                              yes dear forex main earning karny k leay sab sy pehly app ko apna mind set karna chaheay phir he usky badd forex main success hasil kar sakty hain kuch log forex main expereince rakhny k bawjood fail hoty hain unn ki yehi reason hoti hai k unka mind he nahi set horha hota jab trade krny ka time nahi hota tab wo makret main enter hojaty hain aur aur tiem ata hai tab wo dar jaty hain ye sab psychology problems hain inn par control keay bgair ap forex main success nahi ho sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X