Pehlai seeknay pe focus karai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pehlai seeknay pe focus karai
    Dear friends assalamualaikum
    Jaisa ke ham sab jantai Hain forex aik risky magar profitable buisniss hai agar issko ham seekay bagair karaingay to yaqenan ham loss karaingay iss lye maira new logo ko mashwara hai ke pehlai seeknay pe focus karai demo pe paractice karkai experience gain karai tab profit kamanai ka sochai agar ham pehlai ache tariqay say learn karaingay to profit Kama sakaingay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pehlai seeknay pe focus karai

    Forex Main Agr Koi Bhi beginner Chaahta Hai k Kaamyaab Ho Jaaey To Usay Chaahiye K SaBse PeHlay DeMo Account Py Kam az Kam 2-3 Maheenay Practice Karay OR poStiNg Bhi Jaari rakhy Jab Usay Lagay K ab Main Aasani K sath na SiRf Trades Lagaaa Sakta Hoon BaLke ProFit Main cLoSe bhi KaR Sakta Hoon To Hii foRex Main trades open Karni Chaahien yatrading start karni Chaahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Pehlai seeknay pe focus karai

      Assalamu alaikum my dear friend it is Mere Aziz Agar Hum Aisa sochna Shuru kar de yeah Mein sabse pahle Pakistan form par Forex trading ka knowledge Hasil karna hai aur uske baad Hamein isme trading karni hai to hum Hamesha Kamyab Rahenge Kyunki first learn then go YouTube earn ya muhavra bahut hi mashhur hain lekin Agar Hamein knowledge Nahin hoga to profit Hasil nahi kar Sakenge
      • #4 Collapse

        Re: Pehlai seeknay pe focus karai

        Dear brother ap ne bilkul thek kaha hae forex aik prpfitable business hae lakin is main hum pehle he din se profit hasil nhe kar sakte q ke hamare pas experience ke kmi hote hae to hamen cahiye ke hum pehle forex ke related knowledge hasil karen or is ke liye hum zayada se zayada forex main posting karen
        • #5 Collapse

          Re: Pehlai seeknay pe focus karai

          Dear Friends jb bhii forex shoroo kran to seekhna pa focus rkha log abhi forex suro nii kia hta phla is mn lalach mn par jata r woo trading sahii trah nii seekh skta humain senior sa kuch seekhna chia ta ka hum forex kuch acha kr saka
          • #6 Collapse

            Re: Pehlai seeknay pe focus karai

            aisa hai ki Hamein Pehli acchi Tarah seekh Lena chahi takat kuch Aisi cheez Rehana Jaaye Jo Hamare Samajh Mein Na Rahe Kyunki hum jo baad mein istemal Karen is chij ko istemal Karen Ja Shuru Karen uska Hame pata hi Na Ho Ham Uske kaam Karen tu bahut jyada Mushkil rahega aur bahut jyada Mushkil aaj ka Samna karna padega kisse Hamare Paas experience aur knowledge Ka Hona bahut badi baat hai agar Jab tumhare paas experience rahega to aap ek bahut Bade a trader aur Kamyab Ban sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Pehlai seeknay pe focus karai

              Dear forex members ap janty hn k forex ek online buisness ha to is pr posting krna ka lia r is ko smjhnay ka lia hamen chahia ka hum pehle is ka bare ma kisi senior sa seekhna pr tawaja dan . Kunka jab experience barh jata ha to posting bhi achi bhi achi hoti ha r bonus bhi acha milta ha .
              Thankx
              • #8 Collapse

                Re: Pehlai seeknay pe focus karai

                Ji aapne bilkul theek Kaha pahle sikhane par focus Dena chahi Forex profitable Magar risky business hai Hamein is liye pahle Hob knowledge Hasil karna chahte forex business Mein Jitna knowledge Hoga utna he ham Kamyab Ho Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Pehlai seeknay pe focus karai

                  G ha bhai app ne thek bat ki he humain pehle sakhne per focus kerna chahyi per next loss or profit k bare me sochna chahyi qk jub tuk hamre pass knowledge nhi hoga hum kamyab nhi ho sakte is lei pehle humain knowledge or experince gain kerna he us k bad trading kerni chahyi
                  • #10 Collapse

                    Re: Pehlai seeknay pe focus karai

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex aik unique business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Pehlai seeknay pe focus karai

                      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai main kaam Shuru karne se pahle desi khana chahie aur Usko Kab karna chahie Hum Apne kaam ko focus Karenge Tu Ham jaldi Sikh Jayenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Pehlai seeknay pe focus karai

                        kisi bi kam ko start karne se pehle us ko learn kiya jata hai ta k us ko pehle achi tarah samaj liya jay phir us me kam kiya jay ku k is tarah se us me kam karne me asani hoti hai so agar ap bi forex me kam karna chahte hain ya phir kam kar rahe hain to ap ko chahiye k ap forex ko jitna zayada ho sake learn kare ta k ap forex ko achi tarah se samaj sake or isi tarah ap forex me kamyab ho sakte hain or is me achi earning kar sakte hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X