he tu ye bachon wala sawal kiuon k aap ko bhi pata he kamyabi usi chez ko khtey hain jis main aap ne faidah hasil kiya ho chaye wo elam klahaz se ho ya profit k lahaz se barhal dono surton wala trader kamyab trader he our aap bhi ban saktey hain our her parah likha admi ban sakta he is main koi mushkil kaam nahin he aap mhnet karo ge tu kaamyab bhi ho jao ge our aik din aap logon ko sikha bhi rahey ho ge aap ki kamyabi aap ki mehnat k sath jori hoi he our aap apney damagh kitan istmal kertey ho us k sath he aap ki kamyabi meri dua he ALLAH yahn per mojood sub logon ko kamyab karey our sub log in peson se apney gher walon ki our rishta daron ki jaiz khwaishat ko pora ker sakain our gurba our masakin ki madad bhi ker sakain ager hum acha socain ge tu hum acha pain ge bhi our ager hum bura sochain ge tu bura hi pain ge
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим