Take profit aur stop loss set karny me mistakes na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Take profit aur stop loss set karny me mistakes na karen

    yeh ek risky business Hai Hamein is Mein Kaam bahut hi Soch Samajh Ke karna chahiye isme profit kam aur nuksan Jyada hota hai is wajah se is Mein Soch samajh ke kam Kare Agar Hum is Samay mehnat se kaam Karenge aur Har Kaam Soch Samajh Ke Karenge Thande dimag Se Har Kaam Karenge to is Mein Hamein bahut hi jyada fayda hai aur Agar Hum bagair soche samjhe kaam Karenge toh Hamein is mein bahut hi jyada nuksan hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Take profit aur stop loss set karny me mistakes na karen

      Bilkul dear aise bhi kabhi Ho jata Hai ki take profit or stop loss lagate hue Koi mistake ho jati hai. Ki yeah reading mein Koi mistake ho sakti hai written mein Koi mistake ho sakti hai jab bhi stop loss and take profile laga karun ko ek baar check karne ke baad reply Kiya Karen aur tension free rahega lekin check root Karen agar koi mistake Hui to loss bahut jyada ho sakta hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Take profit aur stop loss set karny me mistakes na karen

        yes ham ko her trade mian take profit ko astmal karna hota h aur kisi bhe kaam may apny maksad ko pura karny k liay planning karni parti hay ta k aap apni expectations ko pura kar sakian lakin agr kabhi nakami ka samna bhe karna pry to dis heart nahe hona chaiya aur apna dil chota nahe karna chaiya balkah dobara koshash karni chaiya aur pehly say zyada mehnat karni chaiya ta k aap kamyabi hasil kar sakian...

        اب آن لائن

        Working...
        X