previous mistakes again

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes never repeat your mistakes otherwise you may get the huge loss,and tackle the trade with emotionless mind and body to trade genuinely.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ji bhai aesa hona toa nae chahye.aik ghalti k bad hamain sabq seekh laina chahye or phir poori ehtiat krni chahye.ghlti wohi acchi hoti hai jo aik bar ki jaye.bar bar ki ghltian insan ki failure ki trf point krti hain so be careful
      • #18 Collapse

        mistakes se learning hoti hai aor doobara waisi hi mistake karne se bachat ho jaati hai lekin ye un logo k liye hai jo apni mistakes pe nazar rakhte hain
        • #19 Collapse

          agar humein forex main kamyaab hona hai to humein apni mistakes par bohat focus karna parta hai. humein apni sab previous mistakes ko write down kar lena chaiye aur phir next trade lagatay waqt un ko repeat nahi karna chaiye.
          • #20 Collapse

            Very many people do this type of activities in the Forex trading. They repeats their mistake again during the trading which is previously cause for the loss for them . We take take senior action in the Forex trade learn the mistake cause and do not repeat it in our Forex trading . Always remember in your mind the error which cause for the loss in the trade.
            • #21 Collapse

              Again aur again mistake hi bari wajh he es business min loss ki agar hum ehtiayt se trading karin to humari malomat aur humara tajurba humin es business min kafi ziyada earning bhi de sakta he hum es business ko apni wahid earning ki source bhi bana sakte hin agar hum pehli ghaltion ko bar bar na dhuraein to.
              • #22 Collapse

                bhai mistakes ko avoid karen kiun ke mistakes me kuch faida nahi hona hai na he jald bazi karen kiun ke jaldi karne me he or greed karne me he aap mistakes karte hain is lye sab he new traders agar greed or hurry chor den ge to unhen loss hone kam ho jayen ge .
                • #23 Collapse

                  asalam o alaikuum dear friendz ap us time tak achi trading nahi ker sakte hjab tak ap apni ghaltion se kuch seekhte nahi ho is lie apko chahy k ap apni ghaltion ko note kerte jao
                  • #24 Collapse

                    bhai jan is business me aap tab tak loss uthayen ge jab tak ke aap apni ghaltiyan sudhar nahi lete hain yeh business aap ko tab he profits de sakta hai ke ja aap mehnat ke sath is business me kam karen or greedy behavior ko khud se kahatam kar ke is me kam na karen .
                    • #25 Collapse

                      Yeh aik risky business hy jis main profit key sath sath loss bhi hota hy. Aap ki wrong planning ki waja say aap ko loss ho jata hy. Apni in mistakes ko theek karain aur try karain keh future main woh mistakes na dohrai jayen. Takeh jo loss aap ko huwa hy woh dobara na ho. Yeh bhi learning ka aik part hy. Keep learning aur win the profit.
                      • #26 Collapse

                        trader ki trading mein mistakes nhe hona chahe trader ju mistakes again and again krte hien un ku trading mein fiada nhe hota he aur trading mein wuh losss krte hein un ku es bat ka khayal rkhna chahe wuh trading mein learning ku acha krein
                        • #27 Collapse

                          my dear bht se traders apni mistakes baar baar dhuhrate hain mein samjta hoon is ki barrri wajah yeh hai jb b woh koi mistakjes krte hain to usey se sekhne ki bajaye us ko bhol jate hain isi waja se mistakes ko dhuhrate hain
                          • #28 Collapse

                            Dear ye aik asa business ha jis me hmen apni mistakes ko aik hi bar karna chahye hmen kabhi bhi apni mistake ko baar baar nahi karna chahye is business me kyun k mistakes se hi hmen is business me kafi khuch sekhny ko or profit hasil karny ka zarya milta haa
                            • #29 Collapse

                              akbhi beh old ghalti ko phri na dohrahow koun kay us men ap ko ziada or ziada nuqsan ho sakta hai jab beh trde karoo achi trade karoo or ok trade karoo every day aap ka profit dayta haai laken ap bas aik bat ka kahil rakhaine kabhi beh old ghalti phir na karian bas or kuch nahe hota haai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ager app forex mein apni previous mistakes dobara krein gay tu app ko loss bhot ziyada ho ga ager app nay aik baar mistake ki hai tu next time us say bachein ta k loss na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X