Traders ki nazar me loss ka hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ki nazar me loss ka hona
    Trading me agar loss ho jaye to traders samjty hey ye part of business hay jab me me samjta hon ye part of business nahi ye traders ki weakness hoti hay, loss se kesi be traders key experience aur us ki market analyzing ka andaza lagaya ja sakta hay, jo traders loss ko part of business samjty hey esy traders learning nahi kar sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ki nazar me loss ka hona

    bhai apki baad kisi had tak theek hy lekin aik kamyaab trader bhi kabhi na kanhi market me dhoka khaa hi jaata hy kisi na kisi moqy py uski tamaam predictions ghalt sabit hona shuru ho jaati hen trading me hamesha hi ap profit hasil nahi krty lekin jab loss hota hy to uski bhi koi waja hoti hy hamen asi ghaltio sy sabak seekhna chye aagy barhny k lray hamesha purani ghaltian hamen rasta deti hen hamesha loss par ye socha k business ka hisa hy loss ye bhi ghalt hy asa nahi hona chye apni ghalti ko accept kren aur aagy barhen
    • #3 Collapse

      Re: Traders ki nazar me loss ka hona

      Jab ham as mien loss kerte hien tu as ki aaham waja ye h k ham as mien lalach kerte hien aur ham as mien her bar mien tu as mien her bar ye hi kehta hun k ham ko as mien jab b trade kerna hota h tu ham ko as mien plan karna hota h agar ham as mien paln kerte hen tu ham as mien kaamaee ker sakte hien as lyee her bar ham ko aik mukamal plan karna hota h aur ham ko as mien aik achi zindgi hasil karna hota h jab ham as mien acha kaam ker lete hien tu ham as mien her bar her trade mien kamaee ker sakte hien as lyee mien jab trade kerta hun tu mien as mien aik acha aur umda plan ker k as mien kaam karta hun aur as mien achi kamaee ker leta hun.
      • #4 Collapse

        Re: Traders ki nazar me loss ka hona

        forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad saber karna ho ga hamy next time apne mistake ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Traders ki nazar me loss ka hona

          forex ak boht bari market hai isko samjhny ke liye boht ziyada learning ke bad bhi loss ho jata hai to wo apki apni wajha say hota hai qk jub hum kisi kam main expart ho jaty hain to baz dafa ap boht si chezon ko ignor krna start kr dyty hain jis wajha say apko loss ka samna krna parta hai.kamiyab hony ke liye hamesha apko apni galtiyon par nazar rakhnai chaye.
          Jazak ALLAH ツ
          • #6 Collapse

            Re: Traders ki nazar me loss ka hona

            dear brother aapki baat bilkul rahata hai kya usmein trade karte hain to hamare najron Ke Samne Hamara dreadlocks Mein jata hai but Ham ismein Kuchh Nahin kar sakte isliye Hamen chahie kya mis Main Apne experience share Karen Taki Hamen ka Samna Na Karna Pade aur Hamesha Apne perfect trading Karke Forex trading mein jyada aur Nahin Karenamay Lok ka Samna Na Karna Pade aur Hamesha Apne perfect trading Karke Forex trading mein jyada aur Nahin
            Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
            :1f4af:
            • #7 Collapse

              Re: Traders ki nazar me loss ka hona

              I think loss aur profit chlta to rehta hai but hamesha koshish yahi honi chahye ke loss se bachen aur yahi hamen learn krna hota hai aur acha business man wohi hota hai Jo loss nahi krta ya km krta hai
              • #8 Collapse

                Re: Traders ki nazar me loss ka hona

                Assalamu Alaikumummid karta hun aap sab log theek Honge main aap Logon se Itna Kahana chahta hun ki agar Hamen loss Ho Raha Hai To Hamen chahie ke form Mein Ham Apne senior member se help len
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ki nazar me loss ka hona

                  hamy loss ko katem karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ki nazar me loss ka hona

                    g han asa he hain hamy loss ko avoid karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table baan kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahhi hota forex aik unique busienss hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ki nazar me loss ka hona

                      brother aap ki baap thik b hai galt b q k jab first loss hota hai wo koi big baat nai hota agar lot choty rakh kar loss liya jay first loss zaida tar jan bojh kar nai hota balke galt se galty ho jaty hai ek hi mistake se first loss koi big baat nai hai big baat tab hai jab aap ek hi mistake s2nd bar loss kare gai phir yeh big baat ho gi 2nd bar loss hi trader ki weakness hoty hai is liay khud ko thik karna chayie
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders ki nazar me loss ka hona

                        Lost to kisi ko bhi ho sakta hai Forex trading business Mein Har trader ko loss hota hai Forex trading business Aisa business hai agar Ham is business Mein acchi planning Karte Hain To Ham acchi trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Forex trading business Mein hamare pass acchi strategy Ka Hona Jaruri Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders ki nazar me loss ka hona

                          Aslam.o.alikum all members kisy hen mire arz hai k ap ko los ho rha hai to ap ke kise mestik ke waja sy ho rha ho ga agr ap ko kui msla hai to plz seniors sy help ly leya krin
                          • #14 Collapse

                            Re: Traders ki nazar me loss ka hona

                            Bhai jaan hr business me loss or profit hota hg Jo acha trader hota Hy wo ap a loss recover KR Leta Hy or wo loss par nah n ghabrata him ko loss ane par preshan nah n hona chahye Bal k mehnat krni chahye loss or profit hr business ka Visa hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders ki nazar me loss ka hona

                              dear forex markeet main lose ka hona koi barri baat nai hay qk k yeh markeet main aur har business main sab say pehlay hay laikin lose k baad jo traders ki feeling ho jaty hain unk bawjood apnay aapko sahi tour pay mazboot rakhna bahut mushkil kaam hay jo traders aisi situations main control kartay hain asal main wahi sab say perfect aur successful traders kehlatay hain aur achi earning karnay walay hotay hain ,hamko bhi yahi teach kia jata hay k lose k baad apnay apko apnay emotions ko control main rakhain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X