jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning
    Forex main agar hmara knowledge aur experience zyada ho ga to hi hm is main achi earning kar sakien gay kyun ky without knowledge and experience hm kbhi bhi forex main achi trading nahi kar sakty aur nah hi acha profit earn kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning haisl karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of knowledge or experience lanaa start kardaa q ka ager hamara pass lot of knowledge or experience hotaa ha to per hum ko lot of earning be hoga or hum kisi or ke be help kar sakta ha............
    • #3 Collapse

      Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

      G ilkul main ap ki bat se mutafiq hon k business main achi earning hasil karne k liye acha experience our knowledge ka hona bahut zarori hai is liye jitna ho sake business main apne knowledge our experience ko increase karen jis se ap ko acha profit mil sakta ha
      • #4 Collapse

        Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

        Isliye kaam mein Hamein Jab Bhi karne ke liye information milegi to hamare liye achha Hua abhi tak information ho to kaam kaise hoga isliye kaam par baat karenge Sunn hone ke Pooja chances increase Hote Jayenge aapko is Patrol Dastak Nahin Hoga is par control Hasil karne ke liye aapko permanent kaam karna hoga aur aapko Yahan Par just one pairs Mein investment Nahin Karni chahiye
        • #5 Collapse

          Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

          han jab hamein forex trading ka acha experience hasil ho jata ha to ham forex sy achi earning bi start ker lety hein jab tak hamein forex trading ka experience hasil nehi hota ham yahan sy kuch earning nehi ker sakty to hamein apna trading experience increase kerny ky liey koshish kerty rehna chahiey
          • #6 Collapse

            Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

            g haan bhai jaan hamen as main knowledge aor experience bhi hasil karna chahiy hai aor as main ham ko chahiy hai kee ham as main jab bhi trading kare tu ham ko as main trading karne ka tajrbah bhi hona chahiy hai tu hi ham as main kamyabi se earning kar sake gey aor agar ham as main kam karte hain aor hamre pass as nmain knowledge nahi hai tu ham ko as main bohat hi zyada mihnat kar kee ham ko as main knowledge hasil karna ho gaa ta ke ham as main ache se kam kar sake aor ham as main se earning ache se kar sake aor hamare pas ye dono chezen khass hain knolwedge aor experience tu hi ham as forex trading main kamyabi ase earning kar sake gee
            • #7 Collapse

              Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

              hamy acha knowledge hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeem0708 پيغام ديکھيے
                Forex main agar hmara knowledge aur experience zyada ho ga to hi hm is main achi earning kar sakien gay kyun ky without knowledge and experience hm kbhi bhi forex main achi trading nahi kar sakty aur nah hi acha profit earn kar sakty hain
                Assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul theek hai ki agar Hame Forex trading ka accha knowledge aur accha experience Ho tab hi Hamein is business Mein successful ho sakte hain Kyunki simple si Baat Hai Jab tak Aap Ko Duniya ke kisi bhi business ka knowledge Nahin Hota aap usne experience Nahin Hasil kar sakte experience Hasil karne ke bad hi aapko success Hasil hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

                  Forex trading business mein hum kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum knewledge aur experience hasil karain itna acha knewledge aur experience ho ga hum utni achi trading kar saktay han aur achi trading kar k achi earning kar saktay han is liye knewledge aur experience hasil karna zaroori hy
                  • #10 Collapse

                    Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

                    g han forex mai aik kamyab trader banne ke liye knowledge or experience bohat zaruri hai kyun ke knowledge aik aesi power hai jis ke baghair ager ap koi bhi kaam karen ge tou us mai ap na kaam hi rahen ge is liye forex ko apna zyada time den or is ko learn kerte rahen tabhi ap aik successful trader ban sakte hain or is se achi earning ker sakte hain or ap forex ko apna zyda time de ker is mai experience gain kerte rahen
                    • #11 Collapse

                      Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

                      G knewledge aur experience ho ga tu hi hum achi trading kar k acha profit earn kar saktay han is liye agr hum knewledge aur experience hasil karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han knewledge aur experience k baghair kaamyaab nhi ho saktay
                      • #12 Collapse

                        Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

                        agar knowledge or experience zada ho ga to hamy ache earning mily ge forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

                          ji bro man ya kahna chaon ga ka hma jitna zyada experience or knowledge hoga ham utna hi zyada profit kamayn ga hmra liya expirence or mahnat boihat hi zyada zarori ha agar ap baghar kisi knowledge or malomat ka bussiness karan ga to hamasha us bussiness man nakam rahan ga ya ak online bussiness ha isma knowledge ki inthaie zyada zarorat hoti ha experience or mahnat zarori ha
                          • #14 Collapse

                            Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

                            Aap Ki Baat bilkul right hai ya garam Pakistan Forex Mein kamyabi ke liye Jyada Se Jyada mehnat Karenge to hum ismein zaroor Kamyab ho sakte hain Kyunki Yeh Kaun line business hai uski movement ko samajhne ke liye Hamare Paas knowledge or experience Ka Hona bahut jaroori Hai Tabhi Hum market ko achi Tarah Se analyses kar Payenge aur achha profit Hasil kar Payenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jitna zyada knowledge aur experience ho ga utni hi zyada earning

                              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Hamare Paas bahut accha knowledge or experience Hai To Hum isme Kamyab ho sakte hain isiliye aana chahiye ki Hamein Pakistan Forex Mein Jitna ho sake utna Jyada knowledge or experience hasel karna chahie thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X