greed sy bara koi or enemy nahi hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed sy bara koi or enemy nahi hain
    forex aik online business hain is mai greed hamara enemy hain hamy isy control mai rahk ky forex mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex business pakistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

    Lalach tu hamra bohot bara dushman hai kiun ka jub hum lalach krta hain tu huma bohot bara loos hota hai is lia phr bi hum lalach sa hat nahi nikalta hain forex mai jub hum trade karian tu lalach nahi krain lalach karna bori bat nahi laken tohri karian zayda na karian agr zayda karian gain tu loos paka hi ho ga loos s bachna ka lia lalach pr control karian
    • #3 Collapse

      Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

      G han sahi kaha ap ne, greed aik boht Bari bemari hai or es se Bara koi dushman nahi hamara es liye es se bachna chahiye chahiye or jitna ho saky es se dor rahen kiun k yeh apko nuqsan de ga, or apka hasil Kiya Hua profit bhi loss karwa sakta he es liye greed ko chor k mehnat se Kam karen or jitna mil Jaye usi pe sabar shukar Karen
      • #4 Collapse

        Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

        Aaj Ki Baat bilkul sahi hai business Main Agar Hum lalach karna Shuru kar dena Tu Hum Apna nuksan karna Shuru kar dete Hain Kyunki Aisi situation Mein Hum Soch Samajh Ke kaam Nahin Karte aur jo Dil Mein Aata Hai hi practice Shuru kar dete Hain aur Iske bad Hamein nuksan ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

          G han sir bilkul thek kaha ap ny humain chaiye k hum jab be forex main kam karye toh apna emotionals ko control main rakye tab he humain iss main success mil sagti ha or hum iss main tab he kamiyaab ho sagta hain humain chaiye k hum iss main mehnaat zada sy zada karye or greed ko bilkul hatam kar daa tky hum forex main achi earning kar sakiye
          • #6 Collapse

            Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

            Assalamu Alaikum my dear friend aapne bilkul sahi Kaha Jaoge Jo log greedy hote hain wo Asal Mein Hamare Dushman Nahin Hote Hua Khud ki hi Dushman hote hain Kyunki Jab Vivo greedy band karte hain tu sirf Apna nuksan karte hain aur kisi ka nahi karte Aise Logon Ko chahi ki hua bolo trading Mein kam Na Kare Kyunki Jab Woh forest reading Mein kaam karte hain unhone loss hi karna hai to usse paper Hai keva Forex trading co chote
            • #7 Collapse

              Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

              G haan dost Forex Trading me agar hum logon ne lalach ko nahi chora to phir hum nakam hote rahenge or apna bonus loss kerte rahenge her soorat me hamen lalach se jaan churra leni chahiye or kam se kam profit per bhi hamen agree kerna hoga jis se hum thora thora profit ker k achi earning haasil ker sakte he loss se behter he k thora profit hi earn kia jai.
              • #8 Collapse

                Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

                G han bilkul forex main greed say bara koi enemy nahi hai agar hm forex main greed say kam karain gay to hm forex main kbhi bhi kamyab nahi ho sakien gay is liyay hmaien greed say bachna cahiyay kyun ky lalach hmaisha loss hi daita hai is say hmaien kbhi bhi profit nahi mil sakta is liyay greed say bach kar kam karaim to hi kamyab houn gy
                • #9 Collapse

                  Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

                  yeh baat apki theek hay k jub tak ham forex main rules say kaam krtay hain tab tak ham kuch na kuch earn krtay rehtay hain laikin jub hamaray mined ko greed touch krta hay k hako ziada say ziada earn krna hay to ham markeet main lose aur dhokha khana start krtay hain hamko thora earn kr laina chaye laikin lalach ki bimari say har haal main door he rehna chaye q k is say ham na sirf lose krtay hain balk apna sab capital bhi dao pay laga daitay hain jis say ham markeet say hamasiha k liye out ho jatay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

                    Dear apki bat thek hai k lalch hamra dushman hai aor is mein ham ko ihtyat se kam karna chaiye is mein kabhi bhi alch kar ne ka na soch is mein alch na bahe is mein kam profit par bhi khush rahe is mein ham ko mehnat karrna chaiye uar lalch mein aa kar kam profit hota hain aur ham is ein tarde close nahi kar te hain aur is mein ham ko loss hota hain aur hamara account wash ho skata hain is mein lalchi insan ka jaga nahi aur pakistan forex forum mein jo lalch ar ta hain o is mein kambhi kamyb nahi ho sakta hainaur is mein earning hasil nahi ar sakte haiun aur is mein hamra lalch jani dushman hai
                    • #11 Collapse

                      Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

                      Bilkul aapne thik kaha hai ki greed hamara sabse bada dushman hai agar Ham greed nahin karenge to loss bhi nahi hoga lekin mere khayal mein garib karna zaroori hai kyunki agaram green nahin karte to profit bhi nahin hota greed ki vajah se Hi hum is form ko join kar chuke hain kyunki hum earning hasil karna chahte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

                        jb ham greed sy ham kam m rty hy to ham apany ap k khod hi ham dushman ho jaty hy ham ko chiya ham gredd sy hi bchy our ham apny andr kabhi bhi ham gree dn any dy ya hmaya bhot zxeda had tak hamaay ya lsos krwa dytah y is liy ahama k o ya nai use krna chiya is sy bach k hamay trading apni krni chiya to ham sahi kam kry gy our ham sahi kamyab ho jaye gy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

                          Ji haan Apne Loss ko kam se kam karne ke liye kosish krenn money management ko follow Kare aur apna a lot size kaam Rakhe alert size kam rakhne ke sath sath stop loss aur take profit ka istemal Jarur kare stop loss ka istemal heart trad mein lazmi karna chahiye stop loss ke istemal se account beavers hone se bachcha rehta hai aur loss bhi kam se kam Hota
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: greed sy bara koi or enemy nahi hain

                            Hamare Yahan Par Kisi bhi type ki Laaj Nahin Karni chahiye Jitna Jyada Hamen Zyada accha kaam Karenge Hamare liye achha Hoga Jab lalaj mein aayega to Raj ke bagair kaam Karenge to achha hai hamein chahiye kya apni aankhon ko jante ho usse Kaise Rakhe aap ko strong Banane economy upper capital Akhtar kaam karte hain Tu Hamare liye achha wala kaam hoga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X