learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga
    forex mai hamy apny ap py truest tab karna chahey jab hamara kam karny ka knowledge or experience bohat acha ho forex aik online or kabe be band na hony wala business forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex aik unique or legal business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

    dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay pehlay apko forex ko achhi trh learn krna chayay agr ap forex ko achhi trh learn kr len gay to ap apnay ap pr pr trust kr sktay hn aur achhi trade kr k profit hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

      G han sir hum agr iss main kamiyaabi chatye hain toh humain iss main zada sy zada mehnaat akrni ho ge zada sy zada apna ap pr trust be karna ho ga tab he humain iss main kamiyaabi mil sagti ha humain chiaye k hum iss main mehnaat ko kabi be loss na karye iss main zada sy zada mehnaat akrye thky hum iss main kamiyaab ho sakiye or iss main apna knowledge ko gain karye thky humain iss main success mil sagti ha
      • #4 Collapse

        Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

        G han forex trading men yeh hum pe depend karta hey k hum learning pe kitni mehnat kartay hen kiun k forex trading men jo achi learning hasil karta hey wohi achi earning bhi hasil karta hey iss liay pahlay achi learning karen gey tu phir kisi aur cheez pe depend karnay ki zaroorat nhi hey khud pe trust aur depend kar saktay hen agar achi learning ho tu
        • #5 Collapse

          Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

          G han traders ko khud par trust tab hi ho sakta hay jab us ki learning aur trading ka experience acha ho ga, traders ko apny knowledge aur experience par hi trust karna ho ga other kesi aur source par barosa hamy kabi be nahi karna chaye, traders ko khud par trust agar ho ga to us ka confidence be har guzarty din key sath increase hi ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein chy keh ham forex ko learn krein sabsay phly hamein chy keh ham trading kay liy demo account use kerein us kay bad real main ayein ham demo account use krny kay bad real main asani say kaam ker sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasib پيغام ديکھيے
              forex mai hamy apny ap py truest tab karna chahey jab hamara kam karny ka knowledge or experience bohat acha ho forex aik online or kabe be band na hony wala business forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex aik unique or legal business hain
              Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek kaha hai agar Hum Apni learning ko acche tarike Se Karte Hain To Hamein earning karna bhi Aasan ho jata hai aur iske sath sath Hamein Apne self-confidence se kaam karna bahut jyada Zaroori Hota Hai agar aap fully confidence na ho to tradeco open na Karen
              • #8 Collapse

                Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

                Friend ap nay sahi kaha hai,Apni ghaltiyon se seekhna hamain aise hai jaise apne apko ik dam expert banana hai kyun ke jab hum apni ghaltiyon se seekhte hain to dobara wo ghalti nai hoti hai is se hamain boht faida hota hai aur hum acha profit hasil karna shuru kar dety hai ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                • #9 Collapse

                  Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

                  G han sahi kaha ap ne Agar apki learning achi hai to apko khud pe trust bhi hona chahiye or jab bhi trade lagayen to pehle achi tarha soch len or dhiyan se trading kren us me apka faida ho ga or apko kamyabi mily g
                  • #10 Collapse

                    Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

                    lerni g hamri achi hogi toham acha kama sgy gy our ham bhot zeada beat ho jaye gy is buisness my agr hamari lerning kam hogi to ham acha naia kama sgty hy ham oss bhi kry gy our faida naia hoga hama mo is liya hamaya lerning zeada krni chiya sahi trha sy ha kamyab ho jaye gy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

                      G bilkul dear forex aek world wide or profitable business h is k bohat sy aesy faudy hain jo doosry business mai nai hoty is liye ap is py acha work kr k achi earning kr skty hain ye apki life change kr skta h
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: learning ache hain to kud py truest karna bahter ho ga

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasib پيغام ديکھيے
                        forex mai hamy apny ap py truest tab karna chahey jab hamara kam karny ka knowledge or experience bohat acha ho forex aik online or kabe be band na hony wala business forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex aik unique or legal business hain
                        Agar aap acchi learning Karke kaam karte hain aur proper planning Karke trading Karte Hain To aap ko apni trading abilities par trust hona chahiye aur ye sochna chahiye ki aap acchi trading kar sakte hain aur profit bana sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X