Mehnat zaya nahi jati
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat zaya nahi jati
    Jo log bhi mehnat Karke kaam karte hain Unki mehnat kabhi bhi jate Agar apko hardworking karne ke bawjud bhi loss ho raha hai tu tension Na Le aap ko profit bhi Jarur hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat zaya nahi jati

    Han bhai ap NY tu bht pyari bat ki hai agar insaan apni taraf say pori mehnat karta hai tu Allah pak bhi us ki mehnat ko raigaan nahi deny deta. Es wasty agar ap chahty hain kay forex me ap ek achy trader ban jieen aur loss kam say kam karai. Tu phr ap ku forex me bht zyada mehnat karna parti hai aur mehnat karny wala trader kamiab hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat zaya nahi jati

      Dear brother forex trading men jitni ziyada mehnat karen gey tu utni achi earning hasil hoti hey aur forex trading aik aesa business hey jiss men mehnat ka phal zaroor milta hey mehnat kabi bhi zaiya nhi jati iss liay agar acha profit hasil karna chahtay hen tu phir mehnat ko hamesha k liay jari rakhen
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat zaya nahi jati

        bohat acha sawal ha ager humko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start kardaa q ka ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or hamara hard work kabhi be zayaa nhi jatee ha...........
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat zaya nahi jati

          G bahi sahi kaha ap na ka mahant kabi zayan nahi jati is la forex mahat karian or zayada s zayda forex mai knowledge gain karian forex mai jub ap mahnat krta hain tu ap earning lazmi hoti hai kabi bi ap ki mahnat zayan nahi jati kiun ka mahnat krna wala kabi bi nakam nahi hota hamesha kamyab hota hain kahin kahin mahant rung la ati hai
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat zaya nahi jati

            Agar koi bhi banda kisi bhi field main mehnat karta hai to wo ua main success hasil kar hi laita hai. Aur forex trading main main bhi wohi trader successful hota hai jo mehnat karta hai. Mehnat jitni zyada ho gi utna acha trader bany ga. Hamari mehnat zaya nahi ho sakti agar consistently ki jay. Aur success bhi mehnat karny main hi hai....
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat zaya nahi jati

              mahant mai azmat hai japani zuban mai kahawat hai agr ik kr skta hai to tum b kr skty ho agr koi ni kr skta to tumhan lazmi krna chahiye isi liye koi b kaam hai to uis mai mahnat to krni parti hai or forex mai jitni mahnat kro fgye utna e phal ap ko diya jaya ga zindgi masalsul jadujhda or justajo ka naam haior hamain tab tak mahnat krni chgiye jab tak hamain khud pe fakhar na hoor hamain mahnat itni khamoshi se krni chiye k tumhari kaamyabi shoor macha dai or hamain mahnat zror krni chiye Allah us ka ajar dyne wala hai
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat zaya nahi jati

                Gee my dear friend aap ki baat bikul theek hay ky forex main trading kerty hoay ager aap mehnaat kerty Hain too aap ko zaroor kamyabi hasail hoti hay kun ky joo members mehnaat kerty Hain too oon ki mehnaat kabhi bhi ziaya nai hoti.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat zaya nahi jati

                  pyare dost bilkul aap Ki baat dost hai Ki hamari mehanat kabhi bhi Saya nahi jati Agar hum apna kaam Dil laga kar aur mehnat ke sath Karen tho uska fal suroor milta hai isliye hamein chahiye ke Pakistan Forex par bahut accha kaam Karen tar Kar bhi acchi ho sake jab ke hi hi business to hamein apna kaam karna chahie aur apni ke liye bahut mehnat karni chahiye tab jakar hum apne liye bahut accha rozgar bana sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat zaya nahi jati

                    yes dear jo members bhi mehant krty hain ,kisi kam ko seekhny us main kamyabhi hasil krny k liye to ak bat khiyal main lazmi rakhni chaye k mehnat kabhi zaya nahi jati ye ap ki invest ha jitna ham invest krain gy utna hi hmara apna faida ha ,
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat zaya nahi jati

                      G Han sahi kaha ap ne forex mein ap jitni ziada mehnat kro gay utna apko es ka sila milay ga kiun k forex aisa shanddar business hai jo apki mehnat ki qadar karta hai or apki mehnat ko zaya nahi honay deta, es liye befikar ho k mehnat Karen or yeh yaqeen rakhen k apki mehnat kabhi zaya nahi Jaye g
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat zaya nahi jati

                        Bilkul ji Forex trading main Hamesha Jyada mehnat karantaka aap Jyada Se Jyada kaam karke Jyada translate Hasil kar sake Hamesha Wohi Banda Kamyab Hota Hai Jo Kabhi Yaadon Mein karta hai aur Jyada Se Jyada profit Hasil Karke apni Zindagi Ko Asan banata hai isliye Hamesha Forex trading mein jyada Se Jyada mehnat Karen Taki aap isme Kamyab ho sake aur ek accha trader Ban sake thank you
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat zaya nahi jati

                          Ji Bhai Jaan aap ne bilkul sahi kaha hai Allah Tala ke ata hai ke Johnson mehnat karta hai use fal Jarur Deta Hai Kyunki Allah Tala Hamesha Sabko risk Dena wala Kyunki Hum Allah Ke hi hi Aadmi Hai Hamein Allah Tala ke Re par Chalna Hoga fare Phir jaake Hum Kamyab ho sakte hain Kyon Ki Kisi Insan ka mehnat Nahi Jata

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X