Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi
    Dear friend main app sa khana cahta hoo ka forex main app ko Cahia ka app manaat karin orr forex ko samja iss ko time dain tb app forex main Acha profit hasil kr sakthy hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

    Haan dosto ye baat bilkul theek hay kay forex main kayaabi kay liay forex kay basic principles ko samajhna trading kay bary mwhnat karna market ka analysis karna oar soch sajh kay trading karny sey hi ham kaamyaab ho sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

      G Han forex Jo samajh Jaye us ko is market mein kameyab hone ke liye zeyada waqt nahi chahiye kyon ke us ko experience ho gya hai knowledge mil gya hai ab agar koi is mein kameyab hona chahta hai to us ko is market mein knowledge aur experience chahiye ho ga jo us ko sirf practice se hi mile ga to practice key hai AP ki kameyabi ke liye AP demo karain strategy apply karain aur learn karain then real trading karain ye best way hota hai kaam karna ka aur is se AP ko buhat acha benefit mile ga so practice ko focus karain
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

        bilkul bhai forex ko samajhna forex ka sab sy pehla aur basic rule hy hamen forex ko samjhny k leay hamesha aik proper working enviorment chye hota hy jo ham hamesha usi wakt kr skty hen jan ham forex ko achi trha sajh lety hen isky basic tor tarikay hamesha hamary leay faida mand hoty hen trade krty wakt hamesha apko bohot si baato ka khayal rakhna hota hy jo forex trading k baiscs hen jinko follow kr k ap achi earning kr skty hen
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

          Forex ak tuff business hai laken jub tk hum is ko samaj nahi lata tub tk ya hamara lia tuff business hai jub hum na is ko samaj lia tu ya hamra lia easy ho jaya ga or huma achi earning da ga forex ko samjna zarori hai or is ko samjna ka lia is ki study krna pahra gi knowledge gain krna pahra ga tub ja kr hum forex mai kamyab ho sakta hain or ak acchi earning kr ka acchi life settel kr sakta hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Jee bilkul Agaram Forex ko Samjho toh fir Kamyab Honge Agar usko Nahi samjhenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge aur Hamesha hi kisme mehnat Karte Rahen Agar Main Aata Nahin Karenge to Kamyab kabhi bhi nahi honge
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

              Forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karna zaroori hy agr hum forex trading business ki learning hasil nhi karain gay tu forex trading se kuch hasil nhi kar saktay is liye forex trading ko pahly learn karna zaroori hy learning karain gay tu earning ho gi
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

                Forex Trading me wo log kamyab hote he jo Forex Trading ko samajhne ki koshish karte he agar koi samajhne ki koshish hi nahi karega or mehnat se kaam nahi kerta to wo phir kaise kamyab ho sakta he Forex Trading aik Risky business he Loss k bhi utne hi chances hote he jitne profit k hote he is liye mehnat kerne k baad hi profit earn kia ja sakta he.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

                  forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe koi mistake kar dety hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik online or legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

                    Ji haan sir aapne bilkul Sakhi Ke Humne Apne seniour se Mishra Lena chahiye aur Ammi knowledge or experience bhi hona chahiye Agar Yeh Hamare Paas nahi ho gaye To Hum Kabhi Bhi kaam nahin kar sakta iske liye Hame Apne seniour se Mussoorie Kavita Mein kaam karna chahta hai ki hum senior ke Kehne par Kamyab Oscar Gaya Tha Humne apni Marji Chale tu hamesha main Kabhi Kam Nahin ho sakte isliye main senior se Mathura Leke senior ke Mussoorie ke mutabik kaam karna chahie ther ja ke Hamra Basti main
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

                      forex aik online business hain hamy forex ko samj kar is mai kam karna chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex aik real business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

                        hamy forex ko samj kar is mai kam karna hota hain forex aik online business hain hum is mai live trading karty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakt hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain forex aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

                          Kitna Jyada Amir Jisko Jyada lete hain take risk Jyada Rehte Hain Hum Yahan Par Uttara Jyada earning Kar Ke Aage Ki Taraf business develop kar sakte hain aur kamai bhi Itni Jyada kar sakte hain Forex trading karne ke liye aap ko smart Hona last bhi hai aap Har time Yahan Par online nahi market par Nazar Rakhe market ki movement par Deccan ki Kaise Maut hoti hai iska next level kya hai iska target kab next change change hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

                            yes hum forex ko samjh ker as mien success hasil ker sakty hien or learning ko forex trading mien aik main role hasil hai q k jab ham learning karty hain to hum as qabil ho jaty hain k hum success hasil kar sakty hain q k learning main wo power hai jo kesi aor kaam main nahi hai as lyi hum ko her bar her her kaam main learning karna hota hai or hum ko as had tak learn karna hota hai k hum as main her trade main profit earn ker sakty hain or success hasil kar k as mien khud ko as a expert trader prove kar sakty hain as tarah hum ko khud k lye kam karna hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ko samjo gha tho kamyabi ho ghi

                              Aapne bilkul theek kaha hai ki kamyabi hasil karne ke liye mehnat karna hogiaur forex ko samajhne ke liye bhi bahut jyada time dekh Kar Pakistan forex forum ko samajh na chahiye aur jitna samajh Kar is per minute ki jayegi utna hi achha mehnat ke saath profit Bhi hoga bonus bhi accha aayega bilkul bola achha hone par acchi trading hogi aur experience ke sath reading Kar ke accha profit haasil Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X