Dosro k analysis per depend na karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dosro k analysis per depend na karin
    Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay friends hum ko cahyh k hum dosro k analysis per depend kar k kabi be trading na karin to better ha kau k ho sakta ha k us k signal may koe masla ho aur hum us per trade karin to hum ko loss ho jaye es leyh sir kuch k signal ko he follow karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dosro k analysis per depend na karin

    dear friend ap ne thek kaha ke dosro ke analysis pe depend nahi kar na cahye ku ke har koi apne nazarye se kam karte hn is leye ap ko cahye ke kud forex market ko check karna cahye take hum kud wo kam sekh ke use kar sake or doro ke analysis per depend karne ke bajae kud kam karna ske saken or zahe andaza lagae
    • #3 Collapse

      Re: Dosro k analysis per depend na karin

      g han ap sahi kah rhy ha ham logo ko chayia ham log forex par koi be trade open karta waqt market ko analysis kar aur ham logo ko kabhi be dusro ki analysis kar depend nai hona chayai is sa ham logo ko sirf aur sirf loss hota ha aur ham logo ko har waqt loss ka dar be rahta ha is liya ham logo ko hud sa analysis kar ka hi trdae open karna chyaia
      • #4 Collapse

        Re: Dosro k analysis per depend na karin

        G ap ne thk kaha ha hamaen khud pe depend krna chaye matlb k hamari koshish honi chaye k hm zindagi k hr mamly ki trha forex mein bhi independent hn. Kisi ki taraf daikhna na perhy hamaen. Jb ap samjhty haen k aik bnda expert ha wo forex mein acha kama raha ha tu ap q ni es qabil bn sakty k ap bhi acha kama sakaen mehnat krean aik na aik din ap bhi achy trader bn jaen ge. Aur ap ko kisi ki taraf daikhna ni perhy ga. Kisi k mohtaj ni hn ge ap.
        • #5 Collapse

          Re: Dosro k analysis per depend na karin

          jo bhi ham kry hama ko who khod hi jrna chiya hama tab hi is kam.my zeada pesy bna sgty byboyr ham bry trader tb hi hama bn sgty hy jb ham khid sahi trha sy is bujsness ko sekh k ham kam jry gy to tb hi ham is my apni invest sy hampesy kama sgty hy
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Dosro k analysis per depend na karin

            Dear friend asalam u alaikum dear friend forex trading men analysis bhoht zaruri hai esliye koshish khud analysis karen dosron key analysis pe depend na karen kuin key har koi apne andaZa se kam karta hn is leye ap ko cahye ke kud forex market ko check karna cahye
            • #7 Collapse

              Re: Dosro k analysis per depend na karin

              Dear friends forex mein har koi apni Raye ka Izhar karta rehta hai or apna apna experience batata rehta hai, kuch us mein acha knowledge full bhi hota hai Jis se apko faida hota hai lekin kuch boht bekar kism k analysis bhi hotay hain Jin se bachna chahiye or koshesh Karen k dosro k analysis pe Kam tawajoo dain or apnay se knowledge gain Karen or sekken
              • #8 Collapse

                Re: Dosro k analysis per depend na karin

                Other traders se mashwara zaror lain lekin trading hamesha apny experience pe hi karen koshash karen k trading shoro karny se pahly experience gain karen to apko trading mein zyada preshani nhe aw gi aur loss ki nisbat profit bhi zyada hasil ho ga, demo acc9pe khob practice karen
                • #9 Collapse

                  Re: Dosro k analysis per depend na karin

                  Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Hamesha hi Ke Hum Kisi Aur Ko follow na Karen Apne senior ko follow Karen ya Apne dimag se Soch Samajh Kar first reading Karen aur Market ko achi Tarah Samajh Kar FIR trading Karen Apna dimag istemal kar FIR trading Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Dosro k analysis per depend na karin

                    Bhai jaan agar aap new member hai to aap ko dusro k analysis hasil karne chahyduniya mein baat ko chahiye kya hua senior member care nurses perumal karke trading Karen kyunki trading aasan kaam nahin hai agar aap experienc Ho jaaye tab aap apne experience ke sath lenses karke treat kar sakte hain agar apne track technical analysis karke demo for apply Kare aur agar Anand de do tab hamein apne analysis karke khud jatt karni chahi
                    • #11 Collapse

                      Re: Dosro k analysis per depend na karin

                      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek kahan hai ki kisi ke analysis par kabhi bhi Bharosa nahin karna chahi Kyunki Kaha Jata Hai Ki Suno Sabki lekin karo Khud ki isliye Hamein sunna sabka chahi lekin karna Apna chahi lekin Baju Kat Mere Khayal Se Hamein Jo Senior Analyse karte hain usko follow karna chahiye
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Dosro k analysis per depend na karin

                        Mere khayal me her member ko learning haasil ker k us k baad apni strategy banani chahiye or aik target set ker k kaam kerna chahiye jab hum kissi or k analysis per depend kerte he or hamen loss hota he to phir hum usi member per ghusa karte he k yaar us k analysis ki base per mene trade lagaya tha to us se behter h k apna analysis kerna chahiye or strategy banani chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Dosro k analysis per depend na karin

                          Bhai ye bat ap ki ki bilkal thek hai hume is main khid analysis krne chaiye agr hum khud analysis krein gy tab hi achivyra market ko samj sakte hein is main bhagir experience k hume khabi success nai mil sakti hai success lene k liye kafi menat hardworking k chart KO lazmi fallow krna lazmi hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Dosro k analysis per depend na karin

                            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Khud bahut hi accha trading nahin karna chahte to Hamein dusron se Mathura Lene Ki jaroorat Nahin Hai hamein chahiye kya nahi sirf aur sirf Apne seniour Se Hi Mashwara Karke Pakistan Forex trading karna hoga FIR Hum accha profit haseel kar sakte hain thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Dosro k analysis per depend na karin

                              Kiya haal hain ap k dost ,analysis ki bohat he zaida importance hoti hai,Yes bahut bahut acha hai business hai online earn ke liye lekin apko pehle sab knowledge lena padega iska kyunki isko samjana bahut mushkil hai aur apke pass patience bhi hona chahjye kyunki ye key hai success ki,dear hamesha mehnat and soch samaj k kam karna chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X