aik he thread par do bar rply....?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik he thread par do bar rply....?
    mera sub mambers se yah swal hai k aghr hum aik he thread par do bar rply posts kar den tu es se hmary bonus par tu koi farak nahi parhy ga? or kiya es ka effect hmari posting limit par bhi parhy ga matalb yah hai k hmari 2 posts he count hungi k aik he hogi? plz guide karye ga mujhy es k bary main ..apka mashkoor honga thanks...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik he thread par do bar rply....?

    G pak forex forum par hum ko aik thread par aik hi reply karna hota hy aur agr ap galti se aik thread par do bar reply kartay han tu ap ki aik hi post count ho gi aur ap ko aik hi post ka bonus milta hy is liye hum ko pak forex forum k rules ko follow kar k posting karni cahaiye tab hi acha bonus hasil kar saktay han
    • #3 Collapse

      Re: aik he thread par do bar rply....?

      Bahi asa kabi na kijiya ga agr ap ak posts pr 2 reply karian tu ap ko ak hi ka fida ho ga or ap ka account banne bi ho sakta hai mai na aj tk ak thread or ak s zada reply na kia hain na dahka hain is is lia mai kuch kahs is bara mai kah nahi sakta
      • #4 Collapse

        Re: aik he thread par do bar rply....?

        Aik he thread per app bar bar reply kar sakty hain lakin yeh bilkul b munasib nai hai . try karin ke aik thread per aik din mai aik say ziada bar reply na karin . thread per ager aik he din mai members bar bar reply karin tu iss trah ke posts phir bonus kay liye count nai hoti hai aur mehnat waste hony ka chance hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: aik he thread par do bar rply....?

          Dear mein aaj kal dekh raha hoon kay kae log aik hi thread per dou dou martaba reply kertay hain ya phir apnay hi thread mein khd hi reply kertay hain aur aisa woh zayada thanks lenay kay lye kertay hain lakin aisa nahin hona chahyea kyun kay aap ki doosri post per aap kay thanks count nahin hotay
          • #6 Collapse

            Re: aik he thread par do bar rply....?

            dear friend ak hi thread par do bar reply karna forum k rolls k khelaf hy as bat par khas dehan deya karen aur apny forum acount ko bain hony say bachain
            • #7 Collapse

              Re: aik he thread par do bar rply....?

              Dear brother forex fourm par aap jis threads par be reply karthay hay tho wo aap ko ek he dafa karne hothe hay our agar aap ziada martaba karthay hay tho wo aap ko koi faida nahee detha balke aap ko nuqsaan Dy sakhtha hay haan agar aap nay koi thread Kia ho our os par honay wale reply ka aap jawaab dathay hay tho os say koi farak nahee partha.
              • #8 Collapse

                Re: aik he thread par do bar rply....?

                G han aksar members Aisa Hi karte hain k A apni he tried par reply kar dete Hain tab ke Jyada thanks Hasi ho sake lekin dear Mujhe ya nahin Maloom ke apne thread par reply karne se jo thanks Hasil hote hain wah Kaun hote hain ya nahi Mere Hall syy ni Hote Honge Kyu ky thread Jo account huo chuki Hai ...
                • #9 Collapse

                  Re: aik he thread par do bar rply....?

                  Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke bhajan mujhe nahi pata ke ek hi thread par Agar do reply dede to masla aayega ya nahi mujhe Iske bare mein itna Nahin pata Kyunki Main Kabhi ek hi thread par 2 reply nahi kiya isliye Mujhe Iske bare mein itna Nahin pata
                  • #10 Collapse

                    Re: aik he thread par do bar rply....?

                    Bhai bat es trha ha k ap aik post pe two time reply q kr rahy haen aisa na krean q k ye forum k rules and ragulations k khilaf ha ab jb ap ghalti se kr hi jaty haen tu aik ko delete kr daen ta k ap rules ki violation na krean. Aur jahan tk bonus ki bat ha tu faraq tu perhta ha na ap ko aik reply ka mily ga dosra delete kr diya jaye ga. Es liye apni mehnat zaya hony se bacha en aur aik dafa hi reply kiya krean.
                    • #11 Collapse

                      Re: aik he thread par do bar rply....?

                      Hum ek he thread pe do bar reply deny say ek post per jetny be thanks humey melta hai tu o shumar nahi hota aur apny he thread ko 2 bar reply deny say kabi mein duplicate post Delete ho jata hai likan best ye hoga ka apny threads pe reply nahi dena chaiye aur dosro k threads ko be 2 bar reply nahi dena chaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: aik he thread par do bar rply....?

                        Tu yeh log Kabhi Mukammal type ki burning Kaur system ke sath kabhi bhi nahin chal sakte hain isliye Hum logo ko guide karna bahut jyada important Hota Hai Yeh Baat main aap ko Bata Do Ki Yahan Par Forex ke kaam mein mistakes ki vajah se nuksan hota hai agar Woh apni mistakes ko recover Nahin Karenge to NGO machine nuksan ho sakta hai Jada nuksan is time par Hota Hai Jab Woh market ko isliye nahi samajhte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: aik he thread par do bar rply....?

                          Rules
                          Asslam.o.Alikum tammam bhiyo ko sab thek he ho gya jasy k uper both say bhayio ny btaya k 1 thred pr 1 say zada psot karny ka koi faida ni hota balky es ka hamy nuksan he ho ga q k 1 say zada ham jitn b psot kary ga hamy 1 ka he bounes he maily gaa es say hamra time he waste ho gaaa or time is money jo koi apna time ni mange kar skta vo both kam he tarki karta hn es leay ap ko phly cheya k agghr ap new Mambor hn to first ap pak forx k sab rule achy say red kr ly or phir kam karys
                          • #14 Collapse

                            Re: aik he thread par do bar rply....?

                            G han aisaa memberas is liye kartyy hai zaidaa thnkss hasl ho skyyy lykin maryy khyl syy apni thread par jo replyy kartyy hai wo account ni hotaa na thnkss ka koi fidaa hotaa hai kyu kyy thread account hoti hai ousei par jo thnkss miltyy hai ousei ka fidaa hotaa hai kosish krenn thread par rply karny ki baijyy apni thread ko hri detail main kar lenn..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: aik he thread par do bar rply....?

                              Asslam o alaikum G haan BhAi Jaan apne bilkul sahee kaha he lekn agar ham aik hi thread pe do bar reply krainge to hmain duplicate post ka notification aa jayega ur hmain is se bachna chahiye
                              Visit My Profile

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X