Plan is the key to make success from forex trade business.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes, planning is the key to success. agar hum planning k sath trading karen gay to hum forex se bohat ziada earning kar sakte hen kun k forex ek bohat bara business hai so forex men risk mangement or money management or planning ki jaye to humen bohat ziada profit ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      plan k sath forex mai kam krny sy ap forex trading mai success hasil kr skty hain or proper knowledge hasil kr k kam krny sy ap acha earn bhi kr skty hain or waqat k sath sath ap ek kamiyab trader bhi ban jaty hain.
      • #18 Collapse

        yes my dear ap ki baat shi hai best plan money management or best strategy k sath ap best earning kr sakte ho magar is k sath ap ko yeh b zehn mein rakhna ho ga k forex mein koi b stratgy ap ko 100% profit nahi dey sakti
        • #19 Collapse

          Assalam-O-Alaikum planning bhai jan business forex trading ka ho ya aur koi achi hoti hey au jab ap koi be kam planning sey kartey hen to wo kamyab ho jata hey isi liye hum ko forex trading me achi planning karni chahye.
          • #20 Collapse

            bhai jaan koi bhe business ho jab tak hamary pass ek plan na ho hum us main success trader nai ban sakty and and issi liye hamain chaye k hum yeh business ek plan k sath start karain and mehnat karain is main.
            • #21 Collapse

              Ager aap ye pochna chahtay hain hain keh koi aik aysi cheez jo aap ko forex main kamiab ker day to wo sirf learning hy yehi wo cheez hy jo forex main aap ki success ki zamanut hy ye hi who Wahid cheez hy jis kay bina trading possible hi nahain warna aap bonus say real money kay bina bhi trading ker suktay hain.
              • #22 Collapse

                plan for the pakistan forex forum trading of the work make success forum trading of the work of the time is the full
                • #23 Collapse

                  kisi bhi business or job mi kisi bhi kind ka plan bohat eh impotance ka hamil hota ha in forex trading tu kas ker is ki bohat he ziyada importance ha kuke jub bhi koi new person is business ko start kerta ha tu sub se pehly us ko ak muksoss trading system banana perta ha ke jo us ke trading style kemutabiq ho.
                  • #24 Collapse

                    magr humain is main planing kar kay kam karny main achi earning hasil ho sakti hay humain risk sa hota hay magr humain trade mai practicec saay kam karna ho ga k loss km ho
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #25 Collapse

                      Yes jin traders ki forex main planning ache hoti hai wo us say acha profit earn ker lety hain our jin ki forex main planning bad hoti hai wo kamyab kam hotay hain
                      • #26 Collapse

                        Kisi bhi target ko achieve krney key leye planning buhat zarori hoti hy aur is key baghair aap blind trading kartey hain. Planning main yeh shamil hota hy keh aap ney kab in hona hy aur kab out hona hy. Kis pair main kam karna hy aur kitney volum key sath orders laganey hain. Agar aap ki planning kamyab ho gayee to aap ki trading useful ho jaye gi.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Agar successful hona hy to planned trading krna ho gi. Planning sey aap big profit tak puhanch saktey hain aur loss sey bhi bach saktey hain. Planning key baghair trading itna kamyab nahi hoti aur kisi bhi waqt loss ho sakta hy. Aap ney trading sey pehlay profit aur loss ka target decide krna hy takeh aap timely market sey out ho sakain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X