Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ma emotions sa kch hasil ni hota
    Dear frnds agar ap trading ma emotional hoty hain to siwar loss k ap kch b hasil nai jr skty siwaee loss ko apko kch ni milly ga iss liye emotions k bjae smjh sa kam lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

    Emotions ki waja se traders aur be zeyda tension me a sakty hey, jo traders emotional ho sakty hey un key ley success maintain rakna bahot hi difficult ho sakta hay, emotional traders some time to profit ki earning karny me kamyab ho sakty hey magar esy traders regular profit ki earning karny me kabi be kamyab nahi ho sakty.
    • #3 Collapse

      Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

      hanji bhai ap sahi kah reahy hain kay trading main sab say ziada emotions ko control main rakhna parta hai ager ham emotions ko control nahi kar saky to ham kabhi bhe achy trader nahi ban sakty hain emotions main a kar na tu trading karni chaea or na hi rokni chaea trading ko aik business ki nazr say dakhen ager ham aik nutral zehan say kaam karen gay to insahAllah profit main he jain gay or bohat jald achy ttrader ban sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

        yes dear app ki bat tehk hai trading main jab bhiham ko loss krwaty hain hamry emotion he karwaty hain iss leay inn say door he rehna acha hota hai aur apny mind ko fresh rakh kar kam karna cahheay na he ham ko koi dar hona cahehay jiss say hamri trade ko nuksan pouch saky hmain relax ho kar trade karni chaheay tab he ham achi trade kar k acha profit hasil kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna trade ma emotion ko control ma rakaa to per hum ko achi earning hoge laken ager hum emotion ka sath trading kartaa ha to per hum ko achi earning nhi hoge es leya emotion ko control ma rakaa to best hoga...............
          • #6 Collapse

            Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ubairch پيغام ديکھيے
            Dear frnds agar ap trading ma emotional hoty hain to siwar loss k ap kch b hasil nai jr skty siwaee loss ko apko kch ni milly ga iss liye emotions k bjae smjh sa kam lain
            Dear trading m agr ap emtions py cobtril rakhu gy to bhter hu ga otherwse ap bht zda loss uthio gy apne ap py control rakhen market ko dekhty jain or phr profitearn krty jain
            • #7 Collapse

              Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends ham emotion ki waja say bhut zyda nuqsan ker sakty hain our emotion ki waja say ham tention lay sakty hain our kam be ehtyati say ker sakty hain jis say trading main nafah ki bajy nuqsan hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

                g dear ap ne bilkul thek kaha emotions sy kuch hasil ne hota hamen khod par cntrol karna chaheay loss ke sorat me hemat ne harni chaheay dil laga kr mahnat karni chaheay aur is forum sy faida hasil krna chaheay
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

                  G Haan dosto emotional trading Hume sirf sir surf loss e karwa sakti hai q k jb hum emotions me aa k trading karty hain tou hum sochy samjhy bghair e trading karty hain aur humari trade se Hume sirf aur sirf nuksaan hota hai.. Humesha mehnat aur confident se trading karni chahiye ta k hum successful trader bn skein..
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

                    Dear forex friends,Emotions ki waja se traders aur be zeyda tension me a sakty hey, jo traders emotional ho sakty hey un key ley success maintain rakna bahot hi difficult ho sakta hay, emotional traders some time to profit ki earning karny me kamyab ho sakty hey magar esy traders regular profit ki earning karny me kabi be kamyab nahi ho sakty aur loss pa loss krwa saqta han is lea hama apna emotions control karna chaia..
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

                      Jo log bhai jan is mein trading mein emitions late hain wo is mein kamyab nahi hote hain inko chahye k wo is mein aaihista aahista se is mein kam kare aur is men acha earning kar skate hain aur humko is mein trading mein emitions nahi lana chahye emitions hone se pehgle i mein trade nahi karna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

                        Forex aik business hai aur business main emotions ki koi value nahi hoti agar hm forex main mehnat say kam karty hain to hi hm achi earning kar sakien gay lekin us ky liyay hmaien apny emotions par control rakhna ho ga paryshani dar ya khouf main kbhi bhi trading mat karain kyun ky is say loss ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

                          DEAR FRIEND hame chahiy hai kee ham as main emotional nahi hona chahiy hai as main hame datt kar kam karna chahiy hai aor hame as main bohat hi ziada mihnat se kam karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham ko as main dil laga kar bi karna chahiy hai agar kamyabi hSIL KARNA HAI TU
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ma emotions sa kch hasil ni hota

                            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke bhajan Hamein Forex Mein mehnat karna hoga mehnat Mein hi kamyabi hoga Agar Hum itne Jyada mehnat Karenge to Fir jakar Ham Forex Mein kamyabi Honge Agar Jo Forex Mein Nahin karte ho kabhi Kamyab Nahin ho sakte mehnat hi Sab Kuch Hota Hai kamyabi Ke liye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X