Loss recover karnay kelye lots size barana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recover karnay kelye lots size barana
    Dear forum dosto assalamualaikum
    Kuch log aisay hotay hai jinhai agar Thora loss hojaye to wo lots size ko bara daitay hai takai loss recover Kar sakay lekin loss recover karnay ke bajay aksar unhai mazeed loss ho jata hai aur zyada tar account wash ho jata hai aisay logo ko Mai batana chahunga ke agar hamai loss ho be Jaye to hamai ye nahe karna chaye ke lots size ko bara kardai hamai apni normal trading karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

    dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn aksr doston ko jb loss hota ha to woh preshan ho jatay hn aur loss ko recover krnay k liay big lot ko use krtay hn jis ki waja sa mzeed trade loss mn janay sa unka account bhi bahot jsld wash ho jata ha
    • #3 Collapse

      Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me aesa karna bhot ghalt sabit ho sakta hai qk ek to apko pahly he loss ho chuka hota hai or agr ab trade laga kar loss ko recover karna chahty han to lot size ko khabhi bhi mat bharna or sabar sy kam lety hoy ahista ahista loss recover karna
      • #4 Collapse

        Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

        lot size ko bara kerna sirft is liye kay apnay loss ko recover kia ja sakay. yeah boht ghalat bat hoti hay. que kay ager lot bari ker den gay to mazeed loss honay ka khatra hota hay. lot size kam ker kay ahista ahista loss ko recover kerna chahye. is liye kabi bhi bari lot ka risk nahi lena chahye. is say loss main mazeed izafa ho sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

          اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
          Dear forum dosto assalamualaikum
          Kuch log aisay hotay hai jinhai agar Thora loss hojaye to wo lots size ko bara daitay hai takai loss recover Kar sakay lekin loss recover karnay ke bajay aksar unhai mazeed loss ho jata hai aur zyada tar account wash ho jata hai aisay logo ko Mai batana chahunga ke agar hamai loss ho be Jaye to hamai ye nahe karna chaye ke lots size ko bara kardai hamai apni normal trading karni chaye.
          Traders co trading karte hue Agar loss jyada ho jaaye to unko jaldbazi Nahin Karni chahi Apne loss ko recover karne ke liye traders ko Aaram aaram se aur Soch Samajh Kar Apne loss ko recover karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
            Dear forum dosto assalamualaikum
            Kuch log aisay hotay hai jinhai agar Thora loss hojaye to wo lots size ko bara daitay hai takai loss recover Kar sakay lekin loss recover karnay ke bajay aksar unhai mazeed loss ho jata hai aur zyada tar account wash ho jata hai aisay logo ko Mai batana chahunga ke agar hamai loss ho be Jaye to hamai ye nahe karna chaye ke lots size ko bara kardai hamai apni normal trading karni chaye.
            Traders ko trading karte huye Agar loss jyada ho jaaye to unko jaldbazi Nahin Karni chahi Apne loss ko recover karne ke liye traders ko Aaram aaram se aur Soch Samajh Kar Apne loss ko recover karna chahie
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

              hamy ache lot laga kar investment karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

                hamy lot ka size tab bara rahkna chahey jab hamara capital bohat zada ho pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chehey or hamy loss ko cover karna chahey forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

                    forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar loss ko avoid karna chatey hain to hamy ache lot lagane chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha businss hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

                      lot ko tab zada rahkna ho ga jab hum kam karny ky expert hon pher he hum loss ko cover kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasal kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss recover karnay kelye lots size barana

                        Forex main kaam karne ke liye Main Yahan Par Apna lot size ko increase kar lena chahiye Jitendra damar passport size Samjhta Hoga mere paas investment Bhi Jyada Hogi film Log Yahan Par use investment aur usse lot size ke saath kaam kar sakte hain Agar Hum Yahan Par analyses ke saath kaam karte rahenge Toh Main Yahan Par Kafi Jyada satisfaction mil sakti hai kam karne ke liye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X