mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein chy kay ham apna maqsad hasil krny kay liy zyda say zyda mehnat krein our galtyon say garaiz krein friends mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai ALLAH PAK kesi ki mehnat ko zaya nai krta ALLAH PAK parendoo ko bhi unki mehnat ka pora pora sila deta hai. friends meri dua hai keh ALLAH PAK sabko dunya our akhrat ki kamyabi naseeb farmay AMEEN!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai un logon kay lye jo mahnat sy katraty han dear mahnat me he azmata hai agr ham mahnat nhe karen gay hamen phal kesy mely ga 2nd Allah ny farmaya hai kah jo hella kary ga usi ko he sella mely ga so dear hamen kam sy kam helle to karna he cjahey
    • #3 Collapse

      Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

      Aap k threads saaray muhaawray hothay hay lekin agar koi is say sabak Lena chahay tho is may buhut kaam ke baath hothe hay our aap k muthabik mehnath he kamyaabi ke key hay our Jo log mehnath karthay hay osay oska phal zaroor miltha hay.
      • #4 Collapse

        Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

        اصل پيغام ارسال کردہ از: qarisab پيغام ديکھيے
        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein chy kay ham apna maqsad hasil krny kay liy zyda say zyda mehnat krein our galtyon say garaiz krein friends mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai ALLAH PAK kesi ki mehnat ko zaya nai krta ALLAH PAK parendoo ko bhi unki mehnat ka pora pora sila deta hai. friends meri dua hai keh ALLAH PAK sabko dunya our akhrat ki kamyabi naseeb farmay AMEEN!
        Forex trading a difficult business hai aur is Mehul of success Hote Hain Jo hardworking Karte Hain isliye Dada Kolkata hardworking Karen Saath Hain aapko product setting Mein hardworking karne ka phal mil sky
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

          Gee dear aap ki baat droost hay ky forex main mehnaat kerny wala hi kamyab ko sath ager aap ziada mehnaat kerty Hain too aap ko pata hay kiss tharabhi ho kamyab ho ny ky list mehnaat ki zaroort hoti hay
          • #6 Collapse

            Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

            Dear all members kamyabi hamesha mehnat se hai our kamyabi hameesha mehnat karne se hasil hoti hai jitni hamari mehnat kisi business main ho gi usi k mutabiq hum kamyab hon ge to is liye hamein ziyada se ziyada mehnat karni chahiye ta k hum apne muqsad main kamyab hon jo hum chahte han
            • #7 Collapse

              Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

              ji haan par aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan production Main Har Waqt achha profit Hasil karna chahte hain aur Kamyab Hona chahte hain toh Hamein is Main Jab Bhi kaam karna hoga to Hamein bahut hi jyada kaam karna hoga Aur Dil Laga kar kaam karna hoga FIR Hum Kamyab ho sakte hain thanks
              • #8 Collapse

                Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

                Bhai aap sahi farma rahe he me aapki is baat se mutamin ho k jo mehnat kerta he usko mehnat ka phul zaroor milta he or milna bhi chahiye kio k issi tarah is platform per bhi sub members mehnat ker k kaam ker rahe he kuch members ziada mehnat karte he to kuch kam mehnat kerte he jo jitni mehnat karega usko phul uski mehnat k mutabiq hi milega is liye hardworking kerni chahiye ta k profit earn kia ja sake.
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

                  G han bilkul hmaien forex main trading zaroor karni cahiyay lekin jab bhi trading karain to hmara mind fresh hona cahiyay aur mehnat say kam karna cahiyay hmaisha souch smajh kar trading karain aur market ki movement ka khas khayal rakhain to hi hm forex main kamyab ho sakty hain is liyay pehly experience ko increase karain aur phr hi trading start karain
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

                    G dear ap.n boot pyary masal di h mehnt ki title kamyabi k pool p beath h g jnb ap n dorost kh h mehnt hi kamyabi ki kunji h is m koi shak ni h forex m ap jitni ziada mehnt kro gay utna hi kamyab hogay
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

                      g bhai ap ne bilkul thek kaha hamen chaheay k ham ziada sy ziada maihnat karen aur bina lalach k kam karen q k ham agar lalach karen gy to hamen loss ho ga magar ham sachy dil sy emandari k sath kam karen gy to hamen kamiyabi mily ge aur ap ne bilkul thek kaha k maihnat ke title hamesha kamiyabi k phol par baithti hy
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

                        g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as main mihat ki titili hamesha as phool oparr hi bihty hai aor as main jo logh kar karte hain aor jo as main mihnat se kam karte hain woh hi as main kamyab hota hai aor jo as main mihnat nahi karte hain wo kabhi bhi as main kamyab nahi hote hain as liy ham ko chahiy hai kee ham as main hamesha mihnat se kam karte rahe tab hi ham as main kamyab trader ban sake gey aor ham aghar mihnat se kam nahi karte hain aor as main time pass hi karte hain tu ham as main kabhi bhi amyab nahi ho sake gee as liy ham ko kamyab hone kee liy mihnat karna ho gaa
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

                          Yes mehnat hi wo title h jis sy ham ko kamyabi mil sakti h aur mehnat wo cheez h jo hamain her mor per kamyabi dy sakti h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien acha kaam kern hota h agar ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko behter kaam kerna hota h aur ham tu ham as mien khud ko aik acha tajir sabit ker sakte hien as lyee mehnat kerna hota h aur ham ko khoob mehnat kerna hota h aur ham ko as mien kamyab hona hota h aur apne lyee kamaee kerna hota h.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat ki titli hamesa kamyabi kay phool per bethti hai .

                            Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai ghar mein Pakistan Forex Mein Ek accha profit kab aana hai to uske liye Hamein Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi Kyon Ki mehnat kaise hua Hamesha main kabhi bhi profit Nahin, Payenge Hamein sirf loss hi hoga aur Mari saree mehnat bekar Jayegi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X