Forex main kamyabi mehnat kay baghar mushkil hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main kamyabi mehnat kay baghar mushkil hy
    G han forex trading business main kamyabi sirf or sirf mehnat sy he milti mehnat kay baghar ap agay nahi bar saktay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main kamyabi mehnat kay baghar mushkil hy

    G bhai sahi keh rahy ho business koi bhi ho forex business ho ya jo bhi jb tk insan mehnat ni krta hai tb tk Wo kuch bhi hasil ni kr skta hai is liye hmy chaye k forex business min agr kmyab hona hai tu mehnat kryn zada sy zada or jtna ho sky forex business ko time dyn
    • #3 Collapse

      Re: Forex main kamyabi mehnat kay baghar mushkil hy

      Haan jee aap ki baat bilkul theek he koi bhi kaam ho os kay liay mehnat zaroori he, mehnat kay baghair kaamyaabi mumken nahi oar forex main to mehnat kay baghair koi member kaamyaab nahi ho sakta, mehnat hi kaamyaabi ki zamaanat he
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex main kamyabi mehnat kay baghar mushkil hy

        Mehnt tuo karni parti hai khar kam main kuch pany kyy liyee kuch khonaa partaa mehnt krenn gy tuo kuch hasl ho gaa forex main agr dil laga kar mehnt krenn gy tuo mehnt ka sila bi zaroor mily ga forex syy best koi onilne bisneiss ni hai is main lazmi mehnt kar kyy kamyabi hasl karni chiyeee ..

        اب آن لائن

        Working...
        X