Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai
    Forex market mein akser traders ka loss low patiance ki wajah sae hota hai woh loss ko zayada daer bardasht nahin ker saktay aur zara sa bhi market unn ki trade kay against move kerti hai tou woh forun hi trade ko loss mein close ker detay hain jis ki wajah sae unn ka account balance kam hotay hotay account wash kerwa jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

    Bulkul sir apka bat perfect hai kio k humey jo lose hota hai ye low patience ki waja say hoti hai kio k jub trade lose mein chala jata hai tu fawran hum close kar lety hai aisa humey nahi karna chaiye kio k trade ko lose mein close nahi karna chahiya
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi kya main Pakistan Forex mein bahut hi jyada mehnat Karke trading Karni chahiye Varna Hamein bahut hi bada nuksan ho sakta hai isiliye Agar Hame nuksan Se Bachana Hai To Hame Soch Samajh Kar trading Karni Hogi thanks
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

        Baai Jaan aap bilkul teek keh rahay hay forex trading may patience ko buhut control may rakhna hotha hay aap ko hamesha sabar ka muzahira karna chahiay our kabhi be thang nahee hona chaheiay our apnay trading par focus karna chaheiay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

          G han kuch log sabir ne kerte jis ki waja ce un logo ko lose hota hai.
          Ager sabir ker liya jaye too nuksan ce bi beecha ja skta aur ziyda munfa bi kamya ja skta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

            DEAR ap ki bat sahi hai as main ham kam karte hain tu ham ko as main ziaad se ziada practice karna chahiyhai q k ham as main low practice kare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee as liy ham ko chahiy hai kee ham as main bohat hi ziada practice kare tu hi ham kamyab ho sake gee aor ache e bi kam karna chahiy hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

              G dear ap my bilkl thek kaHa hy forex min agr kamyab hona hy tp hmin sbr krna hoga q k koe b trade chahy jitny b losss.mkn ho wo wapas zarur ati hy or agr hm confusion min close kr dengy to hmin koe faida ni hoga ...
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

                G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai dear mery kheyal me forex trading business me hamen isbat ko samjhna chahye kah business koi bhi q na ho us me loss or profit dono sath sath hoty han so agr hamen kesi trade me loss ho bhi jata hai to hamen sabar sy kam lena chaye
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

                  bhai forex main lose hamri mistake ki waja se hota ha hume is main experince hasil krna chaiye ye hamre liey sab se acha business ha hume trading k liye knowledge hasil krna hota ha demo account main hume daily practice krni chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

                    Bhai jan agare humko is mein loss hota hain to humko chahye k hum is mein ihtiyt se kam kare aur humko is mein sabar se kam karna cahye agara hum is mein sabar se kam karte hain to humko is mein faida ho skata hain humko apna trades ko loss mein close nahi karna chhaye agar hum loss mein traes ko close karte hain to humko is mein koi bhi faida nahi hota hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

                      Jihad dear mere khayal mein aap bilkul theek aa rahe hain aur hamara jyadatar loss hamare patents ki kami ki wajah se hota hai kyunki hamara experience kaam aur hamare analysis achche nahin hote jism se hamein loss ho jata hai aur hum jaldi bhi bahut kar lete hain hum anil save karne ke bad market mein bahut jaldi karte Hain hamein jaldi nahi karni chahiye aur pending order lagakar stop loss or take profit ke sath trade karni chahiye aur hum IG earning hasil kar sakte hain aapne bilkul achi baat ki hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

                        Dear forex friends,Forex market mein akser traders ka loss low patiance ki wajah sae hota hai woh loss ko zayada daer bardasht nahin ker saktay aur zara sa bhi market unn ki trade kay against move kerti hai tou woh forun hi trade ko loss mein close ker detay hain jis ki wajah sae unn ka account balance kam hotay hotay account wash kerwa jata hai aur un ko nuKsan hota ha...
                        Last edited by ; 12-06-2019, 05:41 PM. وجہ: Spelling mistake ho gai the
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

                          Dosto forex pe loss amaysha low patiance ki wajah sy hoty hai aur low patiance ki wajah sy ap ka balance kam hota hai so ap ko senior member sy rabta be hona zarore hai taky ap ko koi problem na ho forex per ap achy tarekky sy loss sy bach sakhain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein loss low patiance ki wajah sae hota hai

                            Jee bilkul asa he ha hum forex main loss us soraat main he karwatye hain jab humera pas itna knowledge or na he itna experinces hota ha humain iss main chaiye k zada sy zada mehnaat akrye thk hum iss main acha bouns hasil kar sakiye humain iss main us soraat main acha bouns milta ha jab hum iss main zada mehnaat karta hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X