Threads karnay ke be hadh hothe hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads karnay ke be hadh hothe hay.
    Dear fellow's sorry to say ke aaj Kal k new members our senior members dhono nay sirf threads karnay par he zoor dia hua hay our is ek member 10 say be ziada threads Kar dathay hay jis may na he koi kaam ke baath hothe hay our na kise ko faida hotha hay is Liay plz apnay threads ko control Kary.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

    Brother main aap ki baat sa agree karta hoon aap bilkal thek kaha rahay hain aaj kal har member thanks k chakar main post sa zayada thread create kar rahay hain jis ki waja sa aak thread ka jawab dana tu us sa phalay he 10 thread create ho jatay hain wasay be fouram ki taraf sa daily ka 4 thread he kar saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS ! UMeed hai keh ap sab kharyat say honge g han kuch log esay hain ju kay daily ki 4 say zyda posts krty hain jis ki waja say wo apny sath sath dosroon ka bhi nuqsan krty hain jab wo izafi thread bnaty hain tu log uski izafi thread pe posts krty hain jab unki thread delete hoti hai tu logo ki ki hoi posts bhi delete ho jati hain.
      • #4 Collapse

        Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

        Dear Member

        Ap ne achi bat share ki hai lekn q k is forum pe sirf threads share krne ka Kam hai tu hr member share krts hai lekn ye ap ne thk kaha hai k uski waja honi hai quality and information related forex zaroor honi chaiye.
        • #5 Collapse

          Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

          G Haan bilkul forex ky bhi kuch rules aur regulations hoti hain jin ko follow karna tamam forex members ki zimadari hai agar hm rules ko follow nai karain gay to hmara account band ho sakta hai jo log zyada thread karty hain woh apna aur dosroun ka time wasye karty hain kyun ky un ki extra thread delete ho jati hain aur logoun ki posts bhi delete is liyay please zyada threads mat karain
          • #6 Collapse

            Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

            Bhai jan humko is mein kam arna chahye aur is mein mehnat se kam kar k hi is mein earning karna chahye aur humko forex mein threads humko zada nahi karne chahye agar hum threads karte hain to humko zada threads karne se humko is mein zada posting karni chhae agar hum achi quality wali posting karte hain to hum is mein zada bonus hasil kar skate hain
            • #7 Collapse

              Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

              Jassi posting ki ek Hafte Hoti Hai Waise Hi thread karne ki bhi Ek Hafte Hoti Hai Hum ek din main sirf for thread Laga sakte hain is Se Jyada thread Hamein Lagane Ki permission nahi hai agar Hum is Se Jyada thread lagayenge Tu Jo thread for say about Hogi Woh delete ho jayengi is wajah se jitni thread create karne ka Hamein Kaha Gaya Hai Hame Itni hi Karni chahiye rules ko Hamein follow karna chahie Taki Hamara time waste Na Ho
              • #8 Collapse

                Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

                Hi ji aapne bilkul sahi kaha hai ki thread karne ki bhi Ek Hath hoti hai Jaise posting ki ek Hafte Hoti Hai Waise Hi thread karne ki bhi Ek Hafte Hoti Hai Hum ek din main sirf for thread Laga sakte hain is Se Zyada thread Hamein Lagane Ki permission nahi hai agar Hum is Se Jyada thread lagayenge Tu Jo thread for say about Hogi Woh delete ho jayengi is wajah se jitni thread crate karne ka Hame Kaha Gaya Hai Hamein uth nhi Karni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

                  G han dear aapne bilkul theek kaha hai lazmi Nahi Hai Ke Delhi apni 4 tread Mukammal Kije thread ka fayda tab Hota Hai Jab thread acchi quality mein ho jaaye acchi quality mein thread tabhi Hoti Hai Jab uska reply aur thanks Jyada Hote Hain thread par reply aur thanks Kabhi Jyada Honge Jab thread informative Hogi am thread create nahi karni chahiye Jo delete ho jaaye...
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

                    G Han dear ap ne sahi kaha Hai aisa he Hai humen chaheye k 4 se ziada threads create na kren aur is k saath saath aise threads create kren jo informative hun aur is k ilawa forex se related hun kyun KY jab bi ap irrelevant threads create kren ge aur fazool threads create kren ge to ap k threads k saath saath bohat sare logon ki postings bi delete ho jaen ge is liye jo log ziada threads create krty hain aur non informative threads create krty hain kindly wo is kaam ko stop kr dyyn.
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

                      DEAR ap ki bat sahi hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main kam karte hain tu ham ko as main zaorat ke mutabik hi threads karne chahiy hai as main ham ko ziada threads nahi karne chahiy hai ziada threads karne se ham ko koi fyada nahi hota hai as main hamae sref posts hi ote hain threads karne se
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

                        Forum per kisi ki posts aur threads per thanks kernay ki koi hadh nahin hai aap thanks ker saktay hain jitnay aap chahyeain lakin aisay hi her kisi ko thanks.nahin kernay chahyeain jo post aap ko achi lagay aur jis sae aap kuch seekh sakain aap uss ko thanks zaroor kerain waisay kisi ko thanks na kerain
                        • #13 Collapse

                          Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

                          G han dear apny bilkul thk kaha hai log lalch kartyy hai zaida thread creat krenn gy thnkss hasl ho gyy phr jo repetead thread am sei zehan main ati hai creat kar detyy hai jo delete ho jati hai sub ka nuksann hotaa dear thread creat karna lazmi ni hai thread ous waqat creat krenn jb koi new informtive thread huo warna na creat krennn ...
                          • #14 Collapse

                            Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

                            Theek keha aap ne aap k threads karne ki koi had hoti he agar aapki threads me koi trading k hawale se koi information nahi hoti he is liye koshish kia kare k jab bhi threads create karte he to lehaza is baat ko zehn nasheen kar le k aap Forex Trading k liye kaam kar rahe he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Threads karnay ke be hadh hothe hay.

                              Yes ap ki baat bilkul teek ha our thread ki 4 quantity ha jo log 4 sa zyada thread karty ha vo delete ho jaty ha our un k saat saat un logo ka bi nuqsaan hoya ha jinhony us pa apna time nikal k reply post keye hoty ha es leye humain bi un logo k thread pa reply nahi karna chaheye jin logo na dawa bhol deya ha thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X