over trading ky nuqsanat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading ky nuqsanat
    forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain agar hum is mai over trading kary gy to hamy siway nuqsan ky kuch be hasial nahi ho ga forex aik international business hain hamy is mai ache learning hasial kar ky aik time table bana ky over trading ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: over trading ky nuqsanat

    Dear friend asslam u alaikum .ap ki bat sahi hai forex trading men hame over trading se bachna chye .agar ham over trading karengy to hamra loss bharty bharty account wash bhi hu sakta hai to dear over trading ko nazar andaz karny ki koshish karni chye.
    • #3 Collapse

      Re: over trading ky nuqsanat

      Dear brother forex fourm par ye buhut asaani hay ke hum asaan Urdu may posts karthay hay our is may koi problem be nahee hotha is liay fourm par ziada say ziada time guzaaray tha k acha bonus hasil ho our os par ache trading Kar sakay.
      • #4 Collapse

        Re: over trading ky nuqsanat

        Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h forex m over trdng k noqsanat Mary khyal m forex over trdng k boot noqsan h over trdng se ap ka account wash bi ho jata h
        • #5 Collapse

          Re: over trading ky nuqsanat

          Dear members agar hum forex main over trading karen ge to hamein nuqsan hi nuqsan ho ga hamein chahiye k forex main trading arrangement k sath karen jo plane k mutabiq ho jis se hamein benifit ho loss na ho is liye hamein over trading se bachna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: over trading ky nuqsanat

            Friend ap nay sahi kaha hai,Kamyab rehne ke liye aapko proper rest aur timely apni surrounding ko change krte rhe... jaise he aap fresh mind ho jate aapka mind alert ho jata hia aur aap hrr trh ki situation ko handle krne ke liye ready ho jate hai... isse kaise bhi situation ho chahe loss ko he kyu na counter krna pdde aap ready ho jate hai ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
            • #7 Collapse

              Re: over trading ky nuqsanat

              Dosto ap ko apne forex per over confidence nahi karna chaya over confidence ap ko loss ki taraf ly jy ga is tarhan ap berbad hon gy aur profit hasil na kar pahan gy aur business sy be noksan ho ga avoid karain over confidence sy forex trading k nuqsan sy bachain.
              • #8 Collapse

                Re: over trading ky nuqsanat

                Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi,forex market mein hamen jab loss hota hai to phar hamen angry bilkul bhi feel nhi karna chaye hamen forex market mein hamen phar market se hi loss ko cover krny ka maqsad bnana chaye ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: over trading ky nuqsanat

                  G han sir bilkul thek kaha ap ny humain iss main kabi be over trading nahi karni chaiye hum jab be iss main over trading akrta hain toh humain us sy zaraa bar fidaa nahi hota nuqsaan he hota ha humain chaiye hum iss main kabi be over tradingna kariye or mehnaat zada sy zada kariye
                  • #10 Collapse

                    Re: over trading ky nuqsanat

                    Dear main ap ki baat say mutafiq hon,Bohat zaida trading say avoid karna chahye, forex market mein hamen loss hota hai to phar hamen forex market mein hamen apny aap ko motivate karny k liye hamen forex market mein hamen loss ko hi cover kr sakty hen hum ,mehnat kartay rahein es main kamyabi hai,take care
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: over trading ky nuqsanat

                      Dear ap ki bat bikul dorost h forex m over trdng k noqsanat Mary khyal m forex over trdng k boot noqsan h forex main trading arrangement k sath karen jo plane k mutabiq ho jis se hamein benifit ho sakay
                      • #12 Collapse

                        Re: over trading ky nuqsanat

                        Dear Fellow ham, agar ham koshish karein tu har sawal ka jawab mil sakta hai,forex treading mean dono he baten paei jati hen agar to ap k pass is k bary mean knowledge hy or ap sahi time py tread ke to ap ko zaror profit ho ga or agar ap ko forex k bary mean kuch pata he nahi hy to ap ko loss he ho ga or is k zumedar ap khud hon gy or ye ap k hath mean hy ap forex ko konse opportunit banaty hen money earn karny ke ya money loss karny ke ,Stay happy
                        https://t.me/pump_upp
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: over trading ky nuqsanat

                          G han dear ap ny bilkl thek kaha hy...over trading ya to hm lalach min krty hn ya phir confusion min islye ye loss ka sbab bnty hn ..hmjn chahye hm aik time py 1 he trade,opn krin specialy jb hm new membr hon or account balance b km ho.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X