salam dosto main ne 16mai ko 100$ withdraw kya tha hbl par jo abi tk nai mila na hi pending main hai or na hi processed main show ho raha hai gaib kar dia hai boht kab ka main 2 bar help line par b chaat ki thi wo keh rahay hai aap ki information financal department ko baijh di hai mil jay last time jab help line par chat ki ab 10day ho gai hai abi tk nai mila us k bad main ne 250$+ skrill par withdraw kya wo b mil gya aaj 25$ b skrill par withdraw kya wo b mil gya lekin ab aap hi bata do 100$ ka kya banay ga? koi old or samjhdar trader hi meri help kar sakta hai shukria
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим