gold k pair p trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold k pair p trading
    dear forex membr waese to our pair p trading krna nbht hi asan h kuin k us mein markeet ki moment ka saeh pta chlta h k kb move kre ge lekin sb se moshkil jo npair h wo h gold k jis ki markeet ki movemint ka pta hi ni chlta k kb ja k move kr ga isi lye gold p trading krein to khyal se krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold k pair p trading

    Gold main market movement ka kuch pata nehi chalta ham expect aur ker rehy hoty hain lekin movement ham jesy hi trade open kerty hain tou dusri direction main ho jati hai tou aesy main zaruri hai ky ham stop loss bhi use kerain ky gold main movement itni zyada hoti hai ky account wash bhi ho jata hai aur kam balance ky sath tou gold main trade bilkul bhi nehi kerni chahiay
    • #3 Collapse

      Re: gold k pair p trading

      aap ki baat bilkul theek hai Court ki movement ka pata chalta rehta hai aur is per trad karne mein kuch samajh aa jati Hai isiliye Gold per trade kar rahe hain lekin gold bahut dangerous bhi hai kyunki iski movement bahut jyada hoti hai hi aur yah loss or profit bahut jyada deta Hai jab ke currency ki movement slow hoti hai aur ismein profit bhi slow hota hai aur loss bhiisiliye gold per trade karni hai to experience ke sath Karen Varna gold patrena Karen aur new member to gold per trade bilkul bhi Na Karen experience ke sath gold per trade Karen.
      • #4 Collapse

        Re: gold k pair p trading

        Dear Har pair par market ki moment same nahi hoti Usi par par trading Karni chahiye Jis ke bare Mai knowledge Ho Kuchh gold par acchi trading kar lete hain aur kuch oil par Jisko Jis ke bare mein jyada knowledge hai use Usi Mein Hi trading Karni chahiye Agar Kisi dusre pair trading karna chahte hain tu pahle demo account mein practice kar le...
        • #5 Collapse

          Re: gold k pair p trading

          gold par trading k liay se time best chance hai trading k liay q k market boht up chali hai or nichay aanay chance hai behtar hai soch samjh kar or apny investment ko daikh kar gold par entry kar do phir aisa moka shaid kabi na aay
          • #6 Collapse

            Re: gold k pair p trading

            Gold ka pair profit bhi buht jald deta he or loss bhi buht jald ker deta he is liye juniors ko Gold per trading nahi karni chahiye agar Gold per trading kerni he to seniors se discussions or market ko analysis ker k Gold per trading kerni chahiye hamesha soch samajh ker Gold per trading kia kare.
            • #7 Collapse

              Re: gold k pair p trading

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum gold pa trading start kardaa laken gold bohat risky ha ager hum ko experience ha to per hum ko chaheya ka hum gold pa trade karaa laken ager hum ko experience nhi ha to per hum ko gold pa trade nhi karna chaheya...........
              • #8 Collapse

                Re: gold k pair p trading

                Dear log gold par is liy trade kar te hain q k gold aik ach pair ham ko gold par trade kar te waqat ha ko is mein trade ko ihatyt se karna chaiye is mein ham ko lot isze kam rakhna chaiye aur ham ko is mei risk nahi lene chaiye is mein apo chaiy k ap bar bar aik hi pair par trade akre agr ap is mein aik hi par par trade kar te hain to apko us pair ka experience ho jai gaa.
                • #9 Collapse

                  Re: gold k pair p trading

                  Dear number aapne bilkul right karyakram Mein gold Mein trading karni hai to Hame chahiye ki hum pahle market ko achi Tarah analyses Karen Kyon Ki gold ki movement bahut hi jyada hoti hai agar aapne koi bhi wrong decision liya to aapko loss hi milega isliye Hamein trading karne se pahle market ko achi Tarah Se analyses karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: gold k pair p trading

                    Forex trading business main gold par trade karnay kay liyay humain bara soch samajh ka chalna parta hy kun kay gold ki movement ka koi pata nahi chalta hum sochtay kuch or hyn or hota kuch or hy is liyay gold par trade bahut mushkil hy is par trade say hum account bhi wash karwa laytay hyn
                    • #11 Collapse

                      Re: gold k pair p trading

                      DEAR ham ko chahiy hai ke ham as main ziada tar currency par hi trading kare as main ham ko pair main nahi karna chaiy hai q k ham as main currency par ham as main kam kare ge tu ham as main kamyabi se main a smain experience hasil kar kee ham as main kamyab ho sake gee as liy ham ko ache se bi kam karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee ,,..
                      • #12 Collapse

                        Re: gold k pair p trading

                        forex aik bohat bara business hain is mai agar kam kar ky zada paisa kamana chatey hain to hamy gold mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: gold k pair p trading

                          Dear friend ap ki bat bilkul durust hai forex trading men gold pe trading boht risky hai es New traders gold say dor rahen es men kui shak nhi gold risky pair hai but gold aik experience profitable pair bhi hai esliye gold pe jab bhi trade open karen us ko observe bhi karen ta key ap ko zyda loss ka samna na karna pare
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: gold k pair p trading

                            forex trdaing main gold aik risky pair hai e smain loss hony k chances boht hoty hain aghr hum expiernce k bgair gold ki trdaing karty hain tu hum kbhi bhi gold main kamyb nahi ho skty hain or na he acha profit gain kar skty hain es liye gold ki trdaing ka pahly expiernce ganin karen os k bad trdaing karen apko loss nahi hoga or ap ko acha profot bhi mil jta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X