jesa hum sab trader jannte hain k demo account main hum member tuuky say kaam lete hain kaabi agar trade loss main gai tu bas gai and profit main gai tu gai demo account wash ho gya tu koi dard nhe hota hain is liye thek tara us main learn b nhe karte hain qk demo account ki taraf itna dehan b nhe dete hain trader par live account main jo feeling hoti hain vo demo acccount main nhe hoti hain live account main small say small lot hum use karte hain live account main haar ghalati ko note karte hain hum live account main ye b dekhte hain k aabi ye price is price ko touch kare tu pher trade le gy jaaab b demo account main asa nhe karte hain or demo account main ziyda profit b dekh k trade ko closs nhe karte hain asi tara live account main kaam profit ko dekh kar b apni trade closs kar dete hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим