junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha
    Dear forum members mery hyal ma junior members ma kuch aisy zaheen members hoty ha jo k buhut hi acha question kar lety ha our us question pa jo replies hoti ha us sa kafi sary seniors k knowledge ma bi izafa hota ha sub ko aisy hi question karny ki koshish karna chaheye jis sa k sub ka knowledge bhary thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

    Yes sir yeh bat ap ki right hai or mien ap say agree kerta hoon k forex mien aa ker jab hum juniors ki help kerte hien tu wo bee as mien aa ker searching kerty hien or wo bee as mien aa ker earning kerna chahta h as lye wo as mien aa ker her bar dil laga ker kaam kerty hien or as mien experience gain kerna chhaty hien agar wo as mien acha experience hasil ker lety hien tu wo as mien achi learning ker k seniors ki help ker sakty hien.
    • #3 Collapse

      Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

      Bilkul asa hota hay esliye kaha jata hay kay knowledge kay share karnay sey knowledge barhta hay so agar koi junior koi best information share karta hay ya relevant interesting question kar deta hay uska bhi courage barhta hay aur knowledge bhi barhta hay esliye juniors sey seniors ki bhi achi rehnumai hojati hay esliye kisi ko avoid na karain sab kay sath best chalain yahi kamyabi hay.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

        G han junior members be bahot zeyda forum me mehnat kar rahy hey aur bahot hi useful aur informative posts daily create karty hey esy hi junior members ki waja se expert aur senior traders key knowledge me be ezafa ho jata hay, new traders jo mehnat karty hey wo senior traders ko follow karny ki waja se hi kamyab ho sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

          G bilkul theek kaha hy ap ney. Learning ka start to question se hi hota hy. Ager thread informative ho to us se agey bhi aik knowledge phelny ka silsala shuru ho jata hy. Question kerty rehna chaey aor ager ager kisi member ka thread low quakity hy to uski rehnumai bhi kerni chaey. Forum ka jo maqsad hy usy spread kerna chaey.
          • #6 Collapse

            Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

            bilkul aise hi hota Hai jab junior member ko senior member kuch batata hai ya apna knowledge share karta Hai to senior member ka apna knowledge bhi increase hota hai aur usse aur jyada experience aasan hota hai aur new member se discuss karke use samjhane mein aur uska experience jyada stronge ho jata hai isiliye hamesha hi ke hum duniya ko experience share Karen aur taka junior bhi kamyabi hasil kar sakekyon ke ek din hum bhi junior te aur ISI tarah hum kamyab ho gaye hain kyunki hamein bhi kisi ne sikhaya tha Ham bhi apna knowledge share Karen is hamara knowledge aur jyada hoga.
            • #7 Collapse

              Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

              Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h forex m jonior ki waja se seniors ka bi knowledge barta h is m koi shak ni h seniors junior ki waja se hi market m survive krty h is ly hmy phly seniors ki respect krni chyee
              • #8 Collapse

                Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

                g han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai me samjhta hon kah kesi bhi senior ko ye nhe samjhna chahye kah us kay pas bhot knowledge hai to ab us ko learning ki koi zarort nhe hai aesa bilkul bhi nhe hai qk forex ka knowledge ho ya kesi or chez ka knowledge ho jahan sy bhi mely hasil karna chhaye
                • #9 Collapse

                  Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

                  Hi ji aapne bilkul sahi kaha hai ki junior members ki vajah se senior members ka bhi knowledge badhta hai Kyunki juniors Agar Kisi senior ke sath connected Hai To usse question Puchte Hain Jis ki vajah se senior members ke knowledge mein aur Zafar Hota Hai Yeh Baat bilkul sahi hai juniors ko Chahe ke Wasi se hai aur senior ko chahiye keva juniors ki help karen
                  • #10 Collapse

                    Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

                    Dear forum forex members mery hyal ma agr junior members ma be kuch aisy zaheen members hoty ha jo k buhut hi acha question karta han our us question pa jo replies hoti ha us sa Bahot sary seniors k knowledge ma be izafa hota ha sub ko chaia aisy hi question karny ki koshish karna chaheye jis sa k sub ka knowledge bhary aur sub ko us sa faida hasil ho
                    • #11 Collapse

                      Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

                      G dear bilkl.aisy he hy q k baz oqat koe bat hmary mind min ni hoti jb juniors koe achi thread krty hn to postun py b achi rehnumai milti hy or kafi knowledge milta hy islye hr achy thread py zarur jain
                      • #12 Collapse

                        Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

                        G sahi keh rahy ho ap esa hi hai bro kuch Junior members forex business k bary min esy question kr lety hen k seniors members k knowledge min bhi izafa ho jata hai ye bhot achi bat hai k log esy questions krty hen js sy dusro ko bhi kuch seekhny ko milt hai
                        • #13 Collapse

                          Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

                          g han ap sahi kah rhy ha forex par juniors members seniors memebers sa help laghta ha aur un sa question wagra karta ha fiorex ka bara ma is tyra sa jo seniors member hota ha wo in ka questions ka answer karta ha aur is tyra sa un ka knowledge wagra ma izafa hota ha aur wo log is knowldge wagra ko use kar ka boht hi achi tradig kar sakhta ha forex par is liya ham logo ko chayai ka ham log juniors ki help karta rahya ha
                          • #14 Collapse

                            Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

                            Hi ji aapne Sahi kaha hai ki junior members ki vajah se senior members ka bhi knowledge padta hai junior members kuch mistakes Karti Hain Jin ki vajah se senior members aur Mazid Sikh jati hai ki aap ya galtiyan nahi karni chahiye juniors ko chahiye kya hua senior Se Puch Puch Ke kaam Karen aise hi Kaam Na Kare Is Tarah Se Unhe profit nahi hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: junior members ki waja sa senior members ka bi knowledge bharta ha

                              Ji haan kyon nahi Jab senior member Koi post your thread create karte hain aur Junior members ko usse knowledge Hasil ho to wo thanks Jarur karte hain Agar junior member senior ki post par thanks Karte Hain To senior member Mazeed informative post karne ki koshish karte hain jisse forum par knowledge Hasil Hota rehta hai...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X