Why should you trade multiple pairs?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    Agar hum ziada pairs par trade karen gay to esmain humara he faida ho ga keh humary ziada achy say pata ho ga keh kis pair main acha profit earn kar sakty hay aur humay esmain har chance ko avail karna chahiey jis say profit earn kar saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      Main aik say ziada pairs par es liey trade karta hun kyun keh har trade par aik sath moqa nahi ata achi trade karnay ka so jis pair par acha moqa milta hay us pair par trade kar leta hun so humay aisa he karna chahiey sab ko daikhty raha karen
      • #753 Collapse

        brhtr jahan tak main yeh baat samjhta haun k different pas pe spread b change hota ahi to yaar change paris pe trading hamare liye achi rahe ge kyun k kisi e achaa profit hota hai kisi pe thora sa hota ahi to yeh hamare liye achaa hai yaar change pairs e tradign kren
        • #754 Collapse

          dear mai jada tar kese ik major currency pair ek pura week ki acha say analysis ker ta ho phar pura week us he currency pair mai proper analysis ka base mai us ami trade ker ka acha profit hasel ker na ker ta ho keyo ka muzha us currency ka trend kuch haad tak pata ho jati hai.
          • #755 Collapse

            bro mjy tu sirf three he pair bohot pasand hai trading karna k liya eurusd, usdjpy or gbpusd ma tu sirf in he pair per trading karta ho ya phir kabhi kabhi gold ki trading b karta ho.ek waqt mein aur main ziada tar short time trading prefer karta hun.
            • #756 Collapse

              dear ma ap ki is bat sa agree ho ak agar ap na ak sa hi ziada pair per trading karni ha to ap is ma trading kar sakty ha lakin is ka lia
              ak acha khasa balence ka hona zarori ha lakin ap itny ziada pair per trading na karo to bhtr ha ku ka is sa hum aoni emotion ko control
              nhi kar sakty.
              • #757 Collapse

                Work on the multiply pairs mean over trading. Those are work the market over trading. They are face the loss. We are avoid the overtrading. We are open the trade two or three pairs.
                • #758 Collapse

                  There are some pairs like eur/usd which are rattling certain. that's why most of the traders interchange in those pairs. these pairs are loose to dealing and for new traders it very adjutant. these pairs are also really unhurt to job.
                  • #759 Collapse

                    multiple pairs me trading karny ka ye faida hota hay k hamy agar 1 pair me loss ho b jata hay to kesi or pair me ham profit b earn kar sakty hey
                    • #760 Collapse

                      asa zaroori nahe hay ap ki wish hay this is best kay agar aap hardwork karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay dear chaho ap single pair mei bhi trade kar saktay ho
                      • #761 Collapse

                        har pair ka mukhtalif hisab hota hai lekin better yehi hai k ap kisi 1 pair pe zyada tawajja dain ais se apko 1 pe he nazar rakhni pare gi aur tention kam hogi. aur apko ye experience ho jai ga k aiska rujhan kis taraf hai to us hisab se ap uspe trade ker saken gy. hop u got the point.
                        • #762 Collapse

                          ye koi zaroori nahi ka ham har pair par trade karan one pair par bhi ho sakti ha. agar hamara capital bohat ziada ho to phir ham jis pair par bhi profit ka chance mehsoos karan to us par trade open kar sakta han aisa profit ziada ho jai ga aur loss kam sa kam.
                          • #763 Collapse

                            bhae mai to multiple trading pairs mai is liye trading karta hu kyu k is tarha sy mujy kafi profit mil jata hai. agar kabhi 1 trade sy mujy loss ho jaey to dosri trade sy mujy kafi acha profit mil jata hai aur mera loss recover ho jata hai. yehi waja hai k mai multiple pairs mai trading ko prefer karta hu.
                            • #764 Collapse

                              Why should you trade multiple pairs agar ap pakistan forex forum trading trading my agar work karty ho to
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                kafi pairs hoty ha but hamy jis pair k bary ma zyda pata ho hamy us pa he tarding karni cheya tab ja kar ham auchi tara sa trding kar paya ga wasy tu kbi bi agr ham kamyab hona chtya ha tuhamy mhant karni cheya zyda sa zyda

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X