How you feel when you lost your money.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How you feel when you lost your money.!.
    it is always a bad feeling for everyone when they lost their money in the forex. Forex is a really very good business but it is also a business from which you will lost a lot of money. So we should be very careful when we trading in the forex.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    When some time I lose money that I always try to keep my mind relax and active and also I try to manage my account all time, and try to keep myself relax and active all the time, then I can get the success more and more to get the success.
    • #3 Collapse

      dear jb mujhe loss howa tha tu mujhe bhot afsos howa mujhe bhot bura feel howa but mene aur zyada knowledge le ha bhot experience se work kya forex bhot hard working business ha
      • #4 Collapse

        dear zahr c bt hai hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry or zahr sy bt hai loss kr k aye tu hmy loss e ho ga hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat jrni chahiyeh hmy chahiteh zaida sy zaida mehnst kry tub e kamyab go skty hmy chahiteh achy syehnatckry
        • #5 Collapse

          when i get big loss then i get upset but when loss is not big i dont care because loss is happens in business so just concentrate on your trading faithfully.
          • #6 Collapse

            Forex ek esa market jahna se ham lot of money earn bhi karsakte he or loss bhi karsakte he.So hame yahna trading carefully karna chahie.Kiun ki jab loss hota he to bahut bad ferlings hota he.
            • #7 Collapse

              bhai jaan jab mujhy is main loss hua to mujhy bohat he gussa a raha tha lakin maine bohat control kiya and than demo ko use kiya and than ek month k bad again maine real main trade ke and success ho gya.
              • #8 Collapse

                gg bai jan hm bohat kuch learn krty hain trading k point of view se b or dosri general knowledge b, basically is forum me kam ko learn kia jat ahi pehly tb he ap is me kam kar skty hain:confused:
                • #9 Collapse

                  jab is main se losss hota hai to is main se khushi kisi ko b nahi hoti is liye hamen is main pareshan nahi hona chahye agr ham is main pareshan hon ge to hamen hi is main se loss ho skta hai so hamen is maiin pareshan nahi hona chahye.......
                  • #10 Collapse

                    Thread ke content ko read karna important hota hai, sirf thread ke headline ko read karke posting karne se humen kuchh bhi information nahi milati hai jo ki forex learn karne ke liye jaruri hai, Humen posting ke sath sath forex ki knowledge hasil bhi karna chahiye.


                    Agar hum chahte hai ki Indian Forex Forum humen yun hi great bonus provide karta rahe to humari ye responsibilty banati hai ki hum ess forum apne dosto kp join karne ke liye kahe esse Forum ko bhi benefit milegi aur humare friend ko bhi, kyoki ye forex learn karne aur bonus earn karne ka best forum hai.
                    • #11 Collapse

                      Jab hamain loss hota hy to hum tension main aa jaye hain phir wrong deicisions ley kar aur bhi apna loss kar bethtey hain. Yeh insan ka fitri amal hota hy. Hamain loss ko accept karna chaheye aur us sey disappoint nahi hona chaheye, yeh bhi business ka hissa hota hy. Agar aap ko daily profit hota rahay to aap caror pati ban jayen gain. Loss ko accept karna bhi aik tarah ki learning hoti hy. Un mistakes ko door karain jin ki waja sey loss howa hy.
                      • #12 Collapse

                        Muje jab bi loss hota hai too mje kafi ziada tensin hti hai but is main mje kafi ziada time lagta hai oor ham bht ajeeb feel kartay hain oor i thnk ka hamain chahay yahi kai ham is ko dil say na lain oor us ko recover karna ki zaroorat hoti hai oor agar hm isi tarha trading kartay rhain bger time waste kiya then recovery ho sakti ha
                        • #13 Collapse

                          yeh aik general c bat ha k jab bhi kisi ka loss hota ha tou us ko dukhe he mehsoos hota ha koi bhi insan aese moqa par khush tou nai reh sakta lekin ma yeh kahu ga k himat nai harni chahye.
                          • #14 Collapse

                            jab kisi ko bhi loss hota hay to wo bara emotional feel karta hay lkein ahmen chahiay k ham apni ghaltion se sekehen or kabhi apni ghaltion ko dobara na dohrayen to ham los se bach sakte hai or hamen phir pareshani ka samna nahi karna parega.,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Kuch khas nai yar, bus aik bar to jhatka lagta hay, magar phri apni mistake par nazar rakhtay howay main phir say trading start kar data hoon, agar apnay loss ko lay kar beth jaon ga to phir main trading nai kar sakoon ga, is liye loss ka asar zayada nai rehta meray ooper

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X