Never Depend on your luck all time.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    gee haan sirf luck pr depend ni krna ha blkeh apni trading ko good krna ha aor luck to wasy luck ha woh to ksi trah sy mil jata ha lakin insan ho trading krnay ka tariqa ho aor trade say earning krna bhi ata ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      luck to luck hoti hai aghar chal jaye to qismat sanwari jati hai or aghar na lage to zindgi kharab mere khyal se forex trading business mai luck pr bharosa nahi karna chaiye humain apni kaam se itna bara risk nahi lena chaiye .
       
      • #93 Collapse

        well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, meray khayal say Forex trading ka business ho ya phir koi aur business ya phir working ho uss mein luck pey depend kar kay working karna theek nahi hoga, luck matter karti hai jesay kay ager hum market say jaldi out ho jatay hain jab kay market hamaray favor mein chali jati hai lekin ye har bar nahi hota hai...
        • #94 Collapse

          G janab luck har tyme kam nai ati hy bcz luck usi tyme kam ati hy jab ap ki trade axhi peak pr ho ya forex news ky hisab sy ap chall rhy ho pirr ap ki luck ap ka bharporr sath dyti hy.
          • #95 Collapse

            Ji humia forex ma luck par depend nhi karna chaiya, kue ka luck hamesha hamra sath nhi rahta, But learning knowledge experience full time hamra sath he hota ha.
            • #96 Collapse

              apni qismat eemaan rakhna to muslan k liye buht hi zarori hai is k sath ALLAH PAK QURAN mein farmata hai k ap ko wahi milye gai jis ki tam koshish kro gey ...we should not never depend on our luck every time we just need to depend on our knowledge and skill and awareness as much we have good knowledge
              • #97 Collapse

                Dear mere khyal say lcuk jesi cheez ka trading mai koi kam nhi hai or na hi trader ko apnay luck ki base pr trading krni chahiye Q k trading koi gambling nhi hai jha apnay luck ko use krtay huway trader kamyab ho skta hai.Trading 1 art hai or phlay is art ko proper learn krna chahiye or us k bad hi forex market mai trading krni chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #98 Collapse

                  g han hamen har wakt hi luck par hi depend nahi rhna chahye ku k agr ham har wakt hi luck par depend rahen ge to hamen is main se loss hone k chnce bht hi ho skte hain is liye hamen is main acha knowldge ka hona bht hi zyda zrori hai........
                     
                  • #99 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me kabhi bhi luck pr depend nahi rehna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah soch smjh k trading kiaa kareen
                    • #100 Collapse

                      luck ka zor kabhi bhe paisay per nhi chalta luck ki badolat insan loss to to zaroor kert ahai lakin luck ki wajha say milta sirf kuch he logon ko dekha hai to luck phr kaise acha ho skta hai is liye luck say trading kerna acha nhi hai
                      • #101 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree kartta hn hmen is business me kabhi bhi luck pr depend nahi rehna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm luck se kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye luck se kam nai karna chahye
                        • #102 Collapse

                          luck matters in forex luck is an imporant and a basic component in trading but sometimes a man make his own fortune if we work hard than luck will be good enough but if we dnt work hard then why we belame luck.so work hard and leave the rest on luck
                          • #103 Collapse

                            insan apni kismat khud bnata ha. mgr luck pr dependent ni hona chaeya bcz ham ni janta k hmari luck hr bar kam kra gi k ni . kamyabi pana k lia mahnat bht zrori ha ya wo wahid way ha jis pr chal k kamyabi milna yakeeni ha but if u depends on ur luck u might b get success one time but not ever
                            • #104 Collapse

                              hamein kabhi bhi apne luck par depend nahin karna chahiye kyun ke yeh forex trading toh sirf experience aur hard working ka game hai agar hum is mai hard working karein ge toh Insha Allah kamyab hon ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                trading main luck b bohat aham hai lakin luck k sahary har bar trade karna sahi nai hai ho sakta hi luck har bar app ka sath na day is ley learn forex ya har bar kam aye gi
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X