Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?
    Dear brothers forex trading aik risky business hey iss men risk ki waja se loss bhi ho jata hey aur agar risk nah liya jay tu acha profit hasil nhi kar saktay aur jahan tak mera khayal hey seniors hi ziyada risk letey hen kiun k unn k pass acha experience hota hey iss liay unn ka risk aksar kamyab ho jata hey aur woh acha profit hasil kar letey hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?

    Gee nahin bhai forex mein tou her banda risk leta hai aur sub sae zayada risk tou new comers letay hain jo her maheenay apna bonus loss ker kay account.wash kerwa letay hain aur seniors members kay pas tou itna experiance hota hai kay woh beghair risk kay soch samajh ker trading kertay hain
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?

      Forex trading business is traha ka business hy k agr ye profitable ziada hy tu is k sathh risky bhi buht ziada Hy is liye agr risk na liya Jaye tu profit bhi ziada nhi hota lakin hum ko Jo bhi trader ho wo experience ho ye New trader ho us ko risk apne account balance aur experience k hisaab se laina cahaiye aur money management kar k trading karni cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
        Dear brothers forex trading aik risky business hey iss men risk ki waja se loss bhi ho jata hey aur agar risk nah liya jay tu acha profit hasil nhi kar saktay aur jahan tak mera khayal hey seniors hi ziyada risk letey hen kiun k unn k pass acha experience hota hey iss liay unn ka risk aksar kamyab ho jata hey aur woh acha profit hasil kar letey hen
        Senior traders Forex trading Mein kaam karte hue Kabhi Bhi Jyada risk nahi lete Hua Hamesha Is Tarah Se trading karte hain keva Lo profit Banaya aur Agar unko loss bhi ho wo bhi thoda Hi Ho
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?

          Brother Forex Business Mein Chahy Senior ho ya junior Risk to sab lety hain lekin Kuch Log risk leny sy Darty hain Kay kahin unhain loss na ho jaye
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
            Dear brothers forex trading aik risky business hey iss men risk ki waja se loss bhi ho jata hey aur agar risk nah liya jay tu acha profit hasil nhi kar saktay aur jahan tak mera khayal hey seniors hi ziyada risk letey hen kiun k unn k pass acha experience hota hey iss liay unn ka risk aksar kamyab ho jata hey aur woh acha profit hasil kar letey hen
            Cena traders trading karte hue Kabhi Bhi Jyada Rishta nahi lete Kyunki unko pata hai ki agar Jyada dekh Lenge to Unka account was Ho Jayega isliye Woh Hamesha reasonable risk Lete Hain aap bhi trading karte hue reasonable risk len
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?

              forex aik bohat bara business hain hamy is mai apny seniors ke tips ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or unique business hain
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?

                mery khayal me to new member he ziada risk lety hain q k seniors ko to tajurba hota hy aur wo achy sy kam karty hain aur onhe loss aur profit ka andaza hota hy risk to ham new member lety hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?

                  Mere Khayal Se tu aisa hai ke Forex Mein jitne bhi log kaam kar rahe hain tanman Jo kabuliyat rakhte Hain Woh kabhi bhi isme risk ke saath kaam Nahin Karenge lekin Hua trader Joe ke abhi naye Shamil Ho Gaye Hain wah ismein galtiyan Karenge isliye Forex kaam mein agar acchi earning karna hai hi to aapko is main Main Har work hard work karna jaruri hai jisse aap is main kamyabi Hasil kar sakte hain aur apne aap ko ek accha trader bana sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?

                    seniors risk lety hain or zada bonus earn karty hain hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy forex mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profir gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik wolrd wide or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men seniors hi ziyada risk letey hen?

                      ji haan senior trader Hote Hain Wohi risk Lekar achha profit earn kar lete hain lekin senior trader zyadatar Money Management rules ko follow karte hue trading karte hain Unka risk zyada nahi hota hai balke two percent se 5% par trade hota hai isliye unko Kabhi Bhi zyada loss Nahin hota hai agar loss Ho Jaaye to wo aasani se recover kar lete hain risk ley par money management rules Kay mutabik

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X