Why we lost our confidence.~.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Kuch loog es waja se be confidence ko loss kat bethay hai k wo es mai kafi loss kha chukau hotay hai so ab wo dartay hai trading se
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Jab humain trading main musalsal loss honay lagta hai to humara confidence loss ho jata hai aur hum trade karnay main hichkichanay lag jatay hain isliyay demo ko use karain takay apko malum ho sakay .
      • #33 Collapse

        it is a natural process k insan apni kamyabi py khush hota he aur nakami py na khush lekin jb loss hony py dubara investment krny ka hosla hm mein na rhy aur ak khof sa beth jy hmary dilon mein tou it means hm ne self confdence loose kr diya
        • #34 Collapse

          jab hamary pass ach knowledge ni hota to hum automatically apna confidence loss ker lety hien or hamain forex k trade mien loss ho jata h es lye hamain experince hasil kerna chhye
          • #35 Collapse

            insan apni kamyabi py khush hota he aur nakami py na khush lekin jb loss hony py dubara investment krny ka hosla hm mein na rhy aur ak khof sa beth jy hmary dilon mein tou
            • #36 Collapse

              Forex is greedy market here every shitting greedy impact every front, so we poverty instruct about hump forex marketplace we instrument get symmetric in this mart. We can do central our greedy and emotion than it is ferment able be a white merchandiser.
              • #37 Collapse

                is main si baat ka to mujhy khud bhi nahi hay pata jnab,,k is main hum ko loss kioun hota hay janb,.,bsu is ko shai trha sya perform karny ki koshish karni chahey jnab
                • #38 Collapse

                  forex me confidence aap ka tab he kam hota hai ke jab aap ko is business me kam karna nahi ata ho agar aap is business me theek se kam karen to aap ko is business ki achi se knowledge hasil ho jaye gi or aap is business me zada se zada kama saken ge .
                  • #39 Collapse

                    han dear bilkul sai kaha hai esi waja sy hum apna yqn khoty hain hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyabi mil skti or forex best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry achy sy tub e kamysb ho skty or forex best kaam hai
                    • #40 Collapse

                      bhai jab hum ko laga tar loss hota hay aur humar har andaza galt hota hay toh humein lagta hay kay forex mein hum kuch nahin karsakty hain shaid hum kabhi es ko samjh hi nahin saktay hain hum aapna confidence khuo detay hain aur ye soch hi humari nakaami ki sab say baree wajha hay .
                      • #41 Collapse

                        g han bhai app nay bilkul sahe kaha hai jb b hamara loss ho jata hai to hum apna dil hota kr laytay hain lakin hamay asa nai krna chaheyah or hardworking krni chaheyah tk hum success ho sakay.
                         
                        • #42 Collapse

                          agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to es chakar main bohat ziada loss kar sakty hay bs humay esmain sabar say kam karna chaihey kyun keh tabhi hum esmain kamyab ho sakty hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            dear ap apni waja se hi apny confidence ko loss kerty hein ager ap relax ho ker kam kerin gay tu ap ko zada confidence ho ga or ap zada acha kam ker sakty ehin or asaani se profit ko earn ker paein gay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X