Confidence kitna zrori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence kitna zrori hai
    Dear forex trading ak bahut acha online business hai us main ham ko hamasha mahnat aur patience ka sath trading krni chaya jab ham acha sa planing kran ga aur acha sa analysis kran ga phr ham ko confidence ho ga ka ham ko ya trade fiada da gi us lya mera khyal main hamara confidence bhe bahut zrori hota hai forex trading main ham ko confidence ka sath trading krni chaya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence kitna zrori hai

    Dear friend ap ki bat sahi hai forex trading men confidence bhoht important hai . confidence hamesha apny kam me maharat se ata hai ur maharat key liye practice zaruri hai.
    • #3 Collapse

      Re: Confidence kitna zrori hai

      Mere khiyaal main dosto forex main kyaabi jo he us main confidence bahot ehmiyat rakhta he wesy bhi ko kaam bhi he us main confidence bahot zaroori he,yani confidence is key to sur
      • #4 Collapse

        Re: Confidence kitna zrori hai

        G bhai bhot achi bat ki hai ap ny confidence bhot zruri hota hai hr kam min tbhi Hm kamyab ho skty hen agr hm Min confidence ni Hoga tu hm Koi business ni kr sky gy forex business ko Smjhny k liye bhi confidence ki zrurat hoti hai or esa hi bnda kamyab hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Confidence kitna zrori hai

          G belkul Bhai issmay confidence ke buhut zarorat hai agar ham dar dar ke trading karaingay to ye be loss ka sabab ban sakta hai hamai chaye ke ham khud pe aur apnai banaye Gaye strategy pe yaqeen rakai aur paka yaqeen rakai.
          • #6 Collapse

            Re: Confidence kitna zrori hai

            Confidence bohot zarori hai forex mai agr ap ka andar confidence na ho tu ap ak acchi trade open nahi kr sakta is lia apna andar s dar ko mitayain or apna andar confidence pida karain agr ap apna andar confidence pida karian gain tu ap ko trade mai kafi acchi earning ho sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Confidence kitna zrori hai

              G Bilkul Brother Forex Business bohat Confidence ki Zarrurat hai I'd liye Humain Chahiye kay hum forex business mein Ziyada sy ziyada Mehnat Kerain Taky Humain acha confidence mil saky or hum easily work kar Sakain
              • #8 Collapse

                Re: Confidence kitna zrori hai

                forex mai kam karna hain to hamy confidence ky sat kam karna ho ga or confidence tab hota hain jab hamara knowledge or experience bohat acha ho pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex mai hum agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara real business hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence kitna zrori hai

                  Yes sir ham ka ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien her bar confidence sy kaam kerna hota h aur ham ko as mien her bar kaam kerna hota h agar ham as mien aitmad sy kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko her bar ba aitmad ho ker kaam kerna hota h as lyee as mien ham ko kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lye aik acha mustaqbil hasil kerna hota h aur as mien kamaee kerna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence kitna zrori hai

                    hamy confidence ky sat kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence kitna zrori hai

                      Dear friends business main confidence bahut zarori hai our ap ka confidence ap k hosle ko increase karta hai chahiye ap ko business main loss ho ya profirt ap ne apne confidence ko maintain rakhna hai our business main overconfidence na ho jis ki wajah se ap ko business main loss ho sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence kitna zrori hai

                        hamy confidence ky sat kam kar ky he kamyabe milte hain hamy knowledge or experience ko best bana ho ga pher he confidence zada ho ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik world wide business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence kitna zrori hai

                          Ji haan saravali bilkul sahi kaha hai kya ghar Hamein Pakistani force Business mein kaam karna hai Tu Hamare Paas confidence Ka Hona bahut jaroori Hai Kyunki Agar Hamare Paas kaun si train se nahi hoga to Amit Se Kam Nahin kar Sakenge isliye mein chahiye kaam Apne seniour Ko follow Kare aur kaun Sweden Sahara Sarkar Ke Hasne hasane se Kamyab ho sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence kitna zrori hai

                            Dear is main confidence hona zaerori hota hain par ham ko is mein over confidence nahi hona chhhye aor is mein ahm ko mehnat karna chaiye qk is mein jo member kamyb hote hauin wo mehnat ki waja se hi is mein success full hote hain aur is mein ah ko aur agar hum mehnat nahi karte hain to hum is mein suuccess nahio ho skate hain aur humko forex mein zada mehnat se hi is mein kam karna parta hain auir forex mein earning karna bohat hi zroori hota hain aur humko is mein zada greed nahi karna chahye aaur mehnat jk begair success nahi ho skate hain success hasil karni hain to mehnat se kam kare aor ham ko chaiye k ham is mein mehnat kare tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain aur is meine arn akr saklte hain aur is mein confidence par hi ham ko tarde karna lalgna chhye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confidence kitna zrori hai

                              Bhai jan aap ne bilkul thk baat poochi hai hamen forex main kam karne k liye full confidence hona zaroori hai ager hamare pass knowledge nahi ho ga to hamen loss ho jae ga.hamen chaye k ham trading karte waqt poora confidence rakhen ager ham poora confidence rakhen ge to hamen profit ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X