Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(
    bhajan please aap mujhe Itna Bata De Ke Hum Kis Karan se main kar sakte hain Jisme Hum Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

    Dear bro new traders ko chahye keh wo major currency pairs per trading krain q keh major currency pairs per spread bhi kam hota hai aur in pairs ki movement bhi kam hoti hai.sb sy kam spread eurusd per hota hai q keh eurusd per trading sb sy ziyada hoti hai.is liye new members ko chahye keh wo eurusd per trading krain
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

      dear friend forex trading mn currncies mn trade krnay k liay usdzar sb sa behtreen pair ha usdzar ki movement sub currnceis k pair mn ziada hoti ha ha isliay agr movement ko achhi trh read kr k usdzar mn trade ki jay to bahot achhi earning hasil kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

        Dear friend hamein chahiye ki Hum Aise pair par trading Karen Jo ke uska separate kam se kam Ho Kyunki hum tumse Bade wale trade Karenge to Hame ismein Jyada Se Jyada trading karte rahenge aur Agar Hame loss Bhi Hoga to mujhe achi Tarah Se recover kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai gram Pakistan Forex trading Karte Hain To hamein chahiye Hamen kis chij ka Jyada samajh Aata Hai Hamein Usi par hi trade karne chahi Chahe Woh currency ho ya koi aur chij waise to main sirf aur sirf gold par hi trade karta hoon aur Mujhe gold ka hi Pata Chalta Hai Lekin main kabhi bhi dusre currency trade nahin kiya thanks
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

            dear wesy tu forex ki samjh ki bat hoti hy ky is ki ap ko kitni samjh hy per ager ap yi bat kerty hy ky koin sy pair ziyada faidy mand hoy hy yani kin pair mai movement ziyada hoti hy tu us ky jhisab sy ap ko cahaiay ky ap major pair mai ap ko trade kerna hi sab sy best hy jaisy ky ap ko eurusd gbpusd usdjpy usdcad per ziyad tarde lagani chahaiy kiyo ky in ki movement kafi taiz hoti hy tu ap ko acha chance mill sakt ahy ky ap asani ky sath is mai kama sakty hy.
            • #7 Collapse

              Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

              forex trading me bohat sare currency pairs hai jin per hum kam kar sakte hai bohat sare pairs aise hai jin per trading karna thora easy hai hume sub se pahle un pairs per kam karna chahe jin ki movement slow ho slow move wale pairs per kam karna thora asan hota hai new traders ko chahiye ke wo currency pairs per kam kare.
              • #8 Collapse

                Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

                bhai trading k leay apko analysis ki zarorat hy ap ko chye k koshish kren aur analyse kr k trading kren is trha apko kbbi kamyaabi nahi mil skti bgair sochy samjy kisi k kehny py trade krny sy hamesha nuqsaan uthaana prta hy is leay khud analyse krna sab sy behtr hy aur kamyaabi serff isi men hy forex par kaam apni mehnat sy kren
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

                  Dear agr ap new haen tu ap ko chaye k ap basic currencies euro/usd ya gbp/usd pe hi trading krean q k en pe spread kem hota ha aur agr ap experienced trader haen mtlb k kuch acha experience rakhty haen tu ap kisi bhi pair mein trading kr sakty haen. Jo ap ko thk lagy laikn aik bt ka khayal rakhna ha k ziada spread wali currency pe trading na krean jis pe ap ko loss ziada ho sakta ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

                    Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Hamein To gold currency was lagta hai Kyunki wo ek minute mein Hamein bahut jyada profit Devl sakta hai aur bahut jyada loss bhi De sakta hai vah bahut risky hota hai agar aapko Jyada profit chahiye to aap Gold per trading Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

                      Bhai jan mein to gold pair par hi is mein trade karta hu aur mujhe aur curriencey ka koi bhi expriences nahi hain ayr gold hain to risky lekni mujhe sirf isi ka expriences hain to isi lye mein gold par hui trade karta hun
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

                        Sir hum ko as mien jab hamara bonus mil jata hai tu hum as mien aa ker kesi bee currency mien trade ker sakty hien magar as mien as condition per hum trade ker saty hien k hum ko as ki samjh ho or hum ko as mien k bary mien her cheez ka pata ho gaar hum as mien her bar her cheez jan lety hien tu hum us mien trade ker sakty hien or earning bee ker skty hien as lye hum ko care kerna hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

                          dear mein to ye kahta hon k mein to gold par trading kar ta hon gold aik acha pair hain is mein ham ko ihaty se kam k karna chaiye is mein ham ko mehant karni chaiye agar ap is mein mehnat kar te hain to ap is mein kamyb ho jate hain aur is mein earning kare saakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

                            Boss jo ham ko pasand h aur jis ko ham theek sy jante hien ham ko as mie trade kerna hota h aur ham ko as mie us mien trade kerna hota h jis ko ham samjh sakte hien as lyee ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien behter ban ker as mien kaam kerna hota h agar ham as mien kaam kerte hien tu ham ko her us mien trade kerna hota h jo ham ko pasand h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Mein currencyi kaun si honi chahiye????(

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے
                              bhajan please aap mujhe Itna Bata De Ke Hum Kis Karan se main kar sakte hain Jisme Hum Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake
                              Traders Se Kisi bhi currency Paharia commodity trading Karle Agar traders ke analyses aur planning Thik Nahin Hogi to traders ko trading Karke sirf loss hi hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X