Over trading......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading......
    Aj mery ek dost ne over trading ki waja se apna account wash karwa lya hai. Over trading se bachain Q k jab market ap k against jati hai to apka account wash ho jata hai.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading......

    Jihad friends Forex trading Mein kaam karte hue Hamein Soch Samajh Kar trade karna chahie Hamein loss Palash Ho Raha Hai To Hum Socha he ki ham tradesparq kar den aur aur aur trading na Karen aur with a fresh mind next day will try your best for Best earning thank you
    • #3 Collapse

      Re: Over trading......

      Yes bhao ap na huut hi achi baat kagi ha access of every thing is bad ye ak english kahawat ha k zyadti kisi bi chez ki nuqsaan dih ha trading ma zyadti bi big loss ki taraf ly kar jati ha our big loss ka matlab ha acount wash thanks
      • #4 Collapse

        Re: Over trading......

        g bilkul sahi bat hy real trading hm log jab bi kerty hy tu lazmi hm log is bat ko bhol jaty hy ky yi market hy yi hmlogo ky against bija sakti hy is ka koi bharosa nahi hy lazmi hm logo ko is mai kam kerny ky liya hamesha choti lot ky sath hi trade lagani hoti hy tabhi hm log asani ky sath is mai sy profit ko hasil ker sakty hy laikn ager hm log bari lot ky sath jazbati ho ker trade kerty hy tu lazmi loss ka samna kerna pery ga.
        • #5 Collapse

          Re: Over trading......

          G dear es mai koi shak ni hai kay hamesha over trading mai humain bhut zayda lose hota hai kiyu kay over tarding kabhi bhi ni karni chaye balkay humain hamesha safe trading mai he faida hota hai tu humain safe trade he karni chaye ta kay lose se bach sakain
          • #6 Collapse

            Re: Over trading......

            Assalamu Alaikum ji aapko main Din Ki minute ke bare main aap ko bata raha hoon ki aaj kal Hamare Jo log ok 1 achacha Mahina hai jo ka Ramzan Mubarak Ka Mahina Hai Kyunki Hame Roj Rakhna chahiye Kyunki Hame Allah Tala ki baat karni chahiye Kyunki ismein
            • #7 Collapse

              Re: Over trading......

              forex par hamay utni hi trading karni chayai jitna ka trading linmit ha aur ham logo ko us trading sa bhi acah profit earn karna ki koshsih karni chayia aur forex par jab be ham over trading karta ha to ham logo ko is ka proffit nai hota ha us ka sirf aur sirf loss hoi hota ha is liya hamay fotrex par over trading ko avoid karna chayia aur koshsih karni chayia ka ham log trading limit tak nhi acha profit kar sakya
              • #8 Collapse

                Re: Over trading......

                G Janb ap bhoot achi bt ki h k forex m kamyabi hasil krny k ly bhot zorori ha planing or hardworking or determine se km kry tu hm kamyab ho skta otherwise cheating se koi bi kabi bi kamyabi hasil ni kr skta h is ly hmy ziada mehnt krni ho ge
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading......

                  over trading karny sy hamy loss hota hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum gar mai bath kar forex mai kam kar sakty hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading......

                    over trading karny sy hamy siraf loss hota hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary malik sahmil hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading......

                      Over trading account key liey wabal hey. Trading main kem hi aisa hota hy keh balance ki capacity se ziada ki ziada trades laga di jain aor woh trader key heq main jain. Over trading ko koi bhi acha trader na acha manta hey aor na hi woh is terhan ki trading kerta hey. Over trading main mukhtalif trade ka spread mil ker loss ko berha deta hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading......

                        Over trading jab bhi ho gi to loss ho ga kyon ke money management kharab ho Jaye gi aur AP ko loss ho ga kyon ke ho sakta hai AP ka account itni traders agar kuch minus mein jayen to bardasht na Kar sakta ho phir AP ka account wash Jo Jaye ga is liye money management aur risk to reward ke mutabik hi trade karain Jab Tak ham money management aur risk to reward ko follow karain ge earn karain ge to is liye practice karain ta ke AP ko real mein masla na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading......

                          g ha dear over tradign acccoutn ko wash kar skta hain over trading kabi b neh karni chahaye jaaab tak ek trade say nhe nikal jate hain kabi b overtrading nhe karni chahiye money ko dekh kar lot use karna lazmi hain agar reall work karna hain forex trading main tu haar chez ko lazmi follow karna zarori hain agar koi b member bina learn kiye forex trading karta ho tu vo big loss kar skta hain over trading say accoutn wash hone main time bilkul b nhe lagy ga dear
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading......

                            Good night and ap sahi bat ki hai app ny ap kay dost kay elawa kai aesy members hain jinhoi ny apna account wash karwaya hai jis ki barri wajah over trading aur lalch hai. asal me lalch ju hamary andar mojood hai wo e humeen over trading karwati hai. agar hum thory par sabar karna seekh jien tu kbhi bhi over trading na karaeen aur account bhi mehfooz rahy gaa....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over trading......

                              Jihad friends Forex trading Mein kaam karte hue Hamein Soch Samajh Kar trade karna chahie Hamein loss Palash Ho Raha Hai To Hum Socha he ki ham tradesparq kar den aur aur aur trading na Karen aur with a fresh mind next day will try your best for Best earning thank you

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X