Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain
    Dear members kehtay hain kay forex aik risky business hai jab iss mein risk involve hai tou phir humain risk lenay sae ghabrana nahin chahyea balkay humain koshish kerni chahyea kay iss mein hum bara risk lae ker bari earning kernay ki koshish kerain aap iss per kya comments kertay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

    Dear bro forex trading aik risky aur dangerous business hy forex trading main profit risk lainy se hi banta hy ager ap risk ni lain ge to profit bh ni ho ga forex trading main ap ko risk apny experience aur knowledge ke itbar se laina chay ager ap ke pass aik asha experience aur asha deposit hy to ap ko ziada profit ke liy ziada risk laina chay
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

      Ji bilkul bhe nahi agar aap k account mein amount achi hey toh aap without risk achi earning kr sakte hein. Masla yeh hey k hum thoray bonus yaa thori investment pur levrage bari kr dete hein
      • #4 Collapse

        Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

        DEAR ham as main ziada risk le ham as main ziada earning kar sakte hain likn as ke liy hamre pass as main luck ka hona bohat hi zarory hai as liy ham ko chahiy haai kee ham as main risk na lee hamre liy ye hi saahi hai as liy ham ko chahiy hai ke ham as main risk na le
        • #5 Collapse

          Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

          yahan par kaam karne ke liye Aap Yahan Par Jitna Kadar isko face Karenge aap free on achha hai Jyada risk Lenge to Jyada aap Nahin Hogi kam risk Lenge to Aap Yahan Par bahut kam earning coface Karenge isliye aapko chahiye Limited Ambara kar kaam Karen aur maximum amount cogenerate Karen Jitna Mount generate Karenge utna aap ko fayda Milega yahan se
          • #6 Collapse

            Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

            Aap ke baath say may mukamal ithifaq kartha Hoon forex trading may aap jithna ziada risk lathay hay uthna os say ziada earning ka chance hotha hay is liay risk Lena chaheiay lekin wo be apnay experience k hisaab say our thukkay par risk nahee Lena chaheiay sirf ose pair par risk lay jis par trading may aap ko experience ho.
            • #7 Collapse

              Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

              Dear jo risk hota he is ka matalab hota he arrar ya paar ager hum risk letey hen hum ko buhat zeada loss ya buhat zeada profit ho sakta he hum ko chaheay k hum riskey kam karean he na hun ager hum kartey hen to ap ko pata he k loss ho ga buhat zeada ya profit ho ga buhat zeada
              • #8 Collapse

                Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

                Ni bhai Mera Nahi Hai khyal KY Bara risk Lena theek Hoga Hamein koshish Karni chahiye ki risk Itna lein Agar loss Ho bhi Jaaye to woh aasani Se Hum recover kar sake Kyun ki isme jitna Bara risk ke Lenge utna zyada loss hone ke chances hai aur new traders ke liye Behter yahi hai ki Chhota risk Len ta k wo kamyabi bi hasil kr Lyn aur khud ko loss se bi mehfooz rakh saken.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

                  Forex trading hi hi risky business is Mein risk Lena Hi padta hai Jitna Jyada Risk ley utni Jyada earning kar Sakenge lekin Harish Soch samajh kar lena chahiye Aksar Ham job market ko LIC kar rahe Hote Hain Koi Koi Aisi trade bhi aa Jati Hai Jisme in Jyada chance profit ke hi hote hain use mein jyada risk Le Lena chahiye otherwise Har trade Mein Bada risk nahi Lena chahi...
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

                    Hi Hum Forex mein rehta risk Dekhe Jyada earning nahi kar sakte kyunke risk to risk hi hota hai chal gaya Tu chal gaya na Chala Tu Na chala is wajah se Hamein risk nahi Lena chahi balke mehnat se Soch Samajh Ke Thande dimag se Hamein kaam karna chahi Yahi Hamare liye beta hoga Jitna Hum risk Se Ban sakte hain Hamein utna bachna chahiye risk se Bachke kaam Karenge to hamare liye Jyada behtar hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

                      Salam g Mere Khayal Se Tu Nahi Ham Forex mein jyada risk Lekar Jyada earning nahi kar sakte Kyunki risk to risk hi hota hai chal gaya Tu chal gaya na Chala Tu Na chala is wajah se Hamein risk nahi Lena chahi balke mehnat se Soch Samajh Ke Thande dimag se Hamein kaam karna chahi Yahi Hamare liye beta hoga Jitna Hum risk Se Ban sakte hain Hamein utna bachna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

                        G Han dear aisa hi hai agar risk lyna he Hai To phir Itna Lyn KY acchi earning Hasil ho sake to Thora Thora risk Lekar losses face karne se achha hai ki ek hi dafa Bara risk Lyn aur achi kamyabi ko hasil karne ki koshish Karen bahut Sare log Aise Hain Jo Thora Thora risk ly kar loss Karte Rehte Hain iska koi fayda nahi hai Hamesha koshish Karen ky Agar risk Lena Hai To Aisa Leke ya to kamyabi Hasil Ho Jaye ya phir Agar loss ho bi Jae to ap us ko recover krny ki koshish kr saken.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

                          Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main earning kerni hay too risk too liana ho ga ager aap risk nai laity too asp forx main kamyab nai ho sakty ham forex main ziada risk lea ker ziada earing krr sakhty hain oor kamyab hosakhty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

                            g han bhai forex pr apko uthna hy earn ho ga jitn apnae risk lya ha agr ap zyda risk lae kr kam kro gy t apko xzyda earnign ho gy or agr ap kam risk lae kr kam krtyhan tu apko kam profit hoga is lyae apko cheyae kae ap zdya risk lo or s sae ap ko zdya exxpericen b gain ho ga or apko kam krnae m interest b ae ga is sae ap axe trah trading kr skko gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya hum forex mein zayada risk lae kay zayada earning ker saktay hain

                              Forex main risk lenaa hei partaa hai forex hai hei riskyy busneisss lykin moqaa dehk kar risk lrnaa chiyee our itnaa risk lenn kyy account save rhyy aksar axhei markeet mil jati hai tb bara risk le lenaa chiyee bara risk zaida earning ho gei lykin khar bar bara risk ni lrnaa chiyrrr ..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X