Aapny targetbper focus rahain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aapny targetbper focus rahain
    Dear fellow forex main aap ager kamybi chahaty hain too aap ko aapna aak target set kerna ho ga oor aap jo target set kerain gay too aap iss target per focus rahain taky aap iss target ko achieve kerni ki koshish kerty rahain taky aap kamybi ki tharaf gamzain rahain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aapny targetbper focus rahain

    Forex mein aik target set ker kay kaam kernay sae bahut faida hota hai aap jab bhi forex mein kaam kerain tou apnay profit ka aik target set kerain aur jub aap target ko achieve ker lain tou uss kay baad kuch daer rest kerain aur phir naye trade lagain
    • #3 Collapse

      Re: Aapny targetbper focus rahain

      Yes bro bilkul thk kha ha ap na agar hum forex ma aik target set kr laity hain or phr us ko follow krty hain or apna aim bna laity hain k aj k din hmara ya target or hum na ya kam har hall ma krna ha to iss trah hum forez ziada or acha kam b kr lain ga or hmen faida b bht hoga
      • #4 Collapse

        Re: Aapny targetbper focus rahain

        Dear bro ap ki bat bilkul thk hy forex trading main jo traders target set ker ke trading kerty hn wohi mostly kamyab bh hoty hn is liy always aony set target per focus kren aur target achieved honey per new trade mut lagain
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Re: Aapny targetbper focus rahain

          G bilkul aapki baat se agree kerta ho jab hum target set ker k kaam karenge to hum ziada loss se bach sakte he or apni planning k teht hi trading karenge, Target set kerna achi baat he, jo target set karte he usko mind me rakh ker hi trading karni chahiye or us target ko achieve kerne ki koshish kerni chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Aapny targetbper focus rahain

            dear friends Forex trading Mein kaam karte hue Hamesha Apne target dear friends aapka target Ye Hona chahie ke aapne daily ki 50 post Karne hain isliye Waqt par aur aapne Apna target ko aaj hi karna hai agar aap ki target karte rahenge to hamesha successful Rahenge
            • #7 Collapse

              Re: Aapny targetbper focus rahain

              Ap ko chahiye kay apna time fazool main zaya karnay say acha hy Kay ap forex trading business main apnay target pr focus rakhayn or isay complete karnay ki koshish karyn agar ap apna target complete kar laytay hyn to ap ka bonus bahut acha milta hy
              • #8 Collapse

                Re: Aapny targetbper focus rahain

                forex mai hamy ache learning hasial kar ky aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex mai kam karty howe lalach or emotions ko qabo mai rahkna chahey pher he hum loss sy bach saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: Aapny targetbper focus rahain

                  Forex mein aik target set ker kay kaam kernay sae bahut faida hota hai aap jab bhi forex mein kaam kerain tou apnay profit ka aik target set kerain aur jub aap target ko achieve ker lain tou uss kay baad kuch daer rest kerain aur phir naye tr
                  • #10 Collapse

                    Re: Aapny targetbper focus rahain

                    hamy weekly target bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga forex mai hamy apny target opy fouce karna chahey
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Aapny targetbper focus rahain

                      Assalamu Alaikum dear friend aap ka Sawal bahut hi accha hai ki Hame Apne limit ko pehchana chahi aur is tarike ka time table banana chahiye ki hum Apne limit ko aasani se cross karjain aur ho sake to Apne limit ko cross Karke Jyada posting bhi kar sakte hain lekin limit ko Lene Se Pahle a matlab K limit secome posting kabhi bhi nahin karna chahi
                      Visit My Profile

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X