forex ky sath job zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ky sath job zaroori hai
    G han main yeh kehna cahta houn ky forex main hmaien kisi bhi waqt loss ho sakta hai is liyay forex main kam karny ky sath sath job karna bhi bahout hi zaroori hai, is bary main ap kya kehty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ky sath job zaroori hai

    G bilkul hum ko zror forex k sat sat dusri juob b krni chaheay agr hum ko forex m loos b hota Hy to hamari pass during juob b honi chaheay ta k hum mayos na hn lekn forex hamary buht kaam a rha Hy ya ghr bhethy hi hum ko buht sahult Dy RHA Hy theanks forex
    • #3 Collapse

      Re: forex ky sath job zaroori hai

      Dear brother forex trading aik risky business hey iss men loss aur profit hota rahta hey kabi kabi ziyada loss bhi ho jata hey iss liay kafi time aik trade loss chalti hey iss liay koshish karen k forex k sath sath koi aur business ya job bhi karen ta k agar forex se profit nah milay tu dusari side se ap ko income milti rahay
      • #4 Collapse

        Re: forex ky sath job zaroori hai

        Main b is bat say qail hun, forex ak bohat he volatile business hai is main ap kabi bhi washout ho saktay hain chahay ap experienced kyon na hun, is lie backup k toor par ap ki koe job ya business hona chahye.
        Lekin khas bat ye hai k time management bohat achi karni ho gi agar ap forex ko proper time na day pae to bilkul b faida nai ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: forex ky sath job zaroori hai

          G bilkul ap mukamal tor par forex pe inhisar nahi kr saktay ye part time hona chahye aik achi side income ha laken investment apni pocket k mutabiq kren
          • #6 Collapse

            Re: forex ky sath job zaroori hai

            yes dear bro AP ki bat the hy firex trading aik risky aur dangerous business hy ager hum forex trading ke sath sath koi aur bh job kerty hn to ye hamary liy bahut hi best option ho ga keon ke forex see AP ko loss ki Surat main sary investment Zia bh ho sakty hy
            Signature removed by moderator
            • #7 Collapse

              Re: forex ky sath job zaroori hai

              Dear members ya to ap pa depend krta ha agar ap itna earn kr laity hain forex sa jissy apka aram sa guzara ho jata ha phr to apko job ki koi zrorat nai agar ap ma itni skills hain k ap achi trading kr skty hain to ma to yahi khao k ap apna time forex pr dain nai to bnda forex ko part time job ki trah b kr skta ha
              • #8 Collapse

                Re: forex ky sath job zaroori hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeem0708 پيغام ديکھيے
                G han main yeh kehna cahta houn ky forex main hmaien kisi bhi waqt loss ho sakta hai is liyay forex main kam karny ky sath sath job karna bhi bahout hi zaroori hai, is bary main ap kya kehty hain
                Aapne bilkul theek kaha hai Forex trading mein kisi bhi time Hamein loss ho sakta hai agar Hum proper hardwork Karen aur Market ko analysis karne ke bad trading karen to nuksan ke bahut kam chances Hote Hain aur Iske Saath agar aap Koi job karna chahte hain yah bhi achi baat hai
                • #9 Collapse

                  Re: forex ky sath job zaroori hai

                  agar hum koi job nahi karty to hum forex ko apna life time career be bana sakty hain agar hum koi job karty hain to hum forex mai part time kam kar sakty hain or kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ky sath job zaroori hai

                    forex aik world wide business hain hum is mai kam kar ky acha paisa kama sakty hain agar hum koi job karty hain to hum forex mai part time kam kar sakty hain forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ky sath job zaroori hai

                      Yes sir hum ko as mien aa ker her bar forex k sath sath job bee kanra hota hai agr hum as mien aa ker job kerty hien tu hum as mien bee earning hasil ker sakty hien or hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye haamin as mien aa ker forex k sath sath job ko bee jari rakhna hota hai or as mien hamain dil say try kerna hota hai or as mien aa ker khoob hard work kerna hota hai or as mien aa ker khud ki life ko set karna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ky sath job zaroori hai

                        Mere Bhai Agar tu hamare paas aapke paas kisi ke paas bhi job hai aur ko job kar raha hai tu part-time Forex ko bhi time de raha hai to uske liye job karna jaruri hai agar agar mere bhai new hai job karna chahte hain to unko chahi keva apni mehnat aur hardwork Forex par laga kar check Karen aur khud ka talent Deccan kitne kamyab Hain isliye aap ek baar Forex par accha kaam karke dekh lo otherwise job achhi chij hai koi buri cheez nahin
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ky sath job zaroori hai

                          G bhai mere khayal me forex k sat sat humain job zaroor kerni chahyi hymain aik cheez per relay nhi kerna chayi qk ae aik online business he ager humain us me loss hojai tohumara kou dosar option b mojod ho or aj kal mahangai bohot hi aik job se to herch pura b nhi hota he

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X