Experience Vs Luck

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2146 Collapse

    Hmen is business me hmeshah apny experince k sath kam karna chahye kabhi bhi hmen is business me luck se kam nahi karna chahye kyun k luck se hmen is business me kafi loss ho sakta ha isi liye hmen is business me hmeshah apny experince se hi kam laina chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2147 Collapse

      meray bhai wasay to luck b bohat ahmiyat ka hamil hai lakin yah her bar kaam nai ata hai mai to yahe kahan ga k experience is best then luck q k app apnay experience ko her bar kaam mai la saktay hain.
       
      • #2148 Collapse

        forex main hamain kaam akrnay k liay kafi experience hasil karna parta hai and hamain is main kafi ziadah kaam kar k saikhna ho ga and earning ho jay gai
         
        • #2149 Collapse

          Experience sey aap kamyabi hasil kar saktay hain. Luck par depend karna achi bat nahi hy. Luck aap ka sath dey ya nahi yeh kisi ko nahi pata. Is leye luck ko chhor kar mehnat karain aur forex ko serious ho kar seekhain, tabhi aap ko kamyabi milay gi. Jaisay jaisay aap ka experience barhta jaye ga aap ko forex trading par aboor hota jaye ga aur aap market ko behtar samjhney lagain gey.
           
          • #2150 Collapse

            experience is important in trading..there is a little some how luck matter..most of time our experience matter in it..so we have to hard worker in it..to gain more income...
            • #2151 Collapse

              forex mein experience learning or knowledge is most imported luck is men kaam nhi krta qk hm jo b trading krni wo apny mind or planning k stth krni hti ha
              • #2152 Collapse

                jee haan luck se ziyada experience ziyada count karta hay ager ap ziyada se ziyada experience hasil karain gey aur aik expert forex trader ban gye tu ap forex main profit taking k ziyada chances hain loss k kam luck behi count karti hay lakin har dafa nahi akhir main ap ko loss hee hota hay.
                • #2153 Collapse

                  forex ke business me luck and experience dono he mainey rakhte hain bohat zada is lye luck aap ka hamesha sath na de lekin experience deta hai luck bhi lamzi hoti he hai lekin experience aap ka ho to best hai is lye experience aap ko zada se zada hona chahiye forex ke business ka .
                  • #2154 Collapse

                    mery bhaaii app ko yeh dono he bht had tak help karty hain lekin experience app ko life tym tak help karta hai lekin yeh luck kabhi kabhi is liye hard work karo gay tou luck per epend bhi nahi karo gay....
                     
                    • #2155 Collapse

                      g han mere bhai mere khyal se ap ko forex forom trading ka achi traha se experince hpna chahye q ap ka luck kabhi kabhi kam kr deta or is k sath ye bhi important h k ap ko is ka experince hona lazmi is liye trading krne k liye luck kafi nai h is k sath experince ka hona lazmi h
                      • #2156 Collapse

                        g bahi ap ny sahe farmaya ha forex business ma hamay luck py bilkul b depend nahe karna chae ha bal k apny experiance aur knowledge py depend karna chahe ha luck py dend karna bewakofi ho gi
                         
                        • #2157 Collapse

                          g haan bhai jaan forex trading ki market men luck aur experiance dono hi bahut ziada important hen tab hi ap ko aik acha profit hasil ho sakta hai
                          • #2158 Collapse

                            dear forex mein kamiyabi ke liye apko chahiye ke ap apne expereince pe hi depend karen na ke luck ke uper dependent hon,kiunke is mein apko luck kabhi bhi long term survive nahi karwati,balke apka poora account wash karwa deti hai.
                            • #2159 Collapse

                              mere khyle mein experience ki zyada zarorat hai kynke kucjk hamesh sath nahi deta hai par experience har waqat kam ata ha is lye experience ko hasil karna chaye aur is ke sath trade karni chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2160 Collapse

                                dono he bhot he ahm han yahan pe q k in man se agr ik bhe ap k pas na ho to is km maN kabhi bhe kamybai haisl nahi kr ksty han q k is man bhot he risk ha bhai jan

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X