Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.
    Hi ji m ny boht sy trader dykhyn hyn jin ko boht loss hota hy r us k bad wo kehty hyn k hm ny rules ko follow nai kia ta to m ye kena chahti hu k ap rules ko us wkt q follow krty hyn jb ap ko loss ho jata hy r pehly q nai krty rules ko follow jb ap k pas account hota hy r ap trading kr ry hoty hyn tb q nai krty ap log rules follow..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

    dear baat ye nahi hy forex k rules baad me yaaad aaen yya pehly accccount wash apki apni ghalti ki waja sy hota hy ghlt trade ya phr market k behavior ki waja sy haan ye baat sahi hy k hamen stop loss lazmi lgaana chye taa k ham accoujt wash hony sy bacha saken isi trha hamen forex py ghaltio sy samajh ati hy rules to wohi hoty hen jin me hamen restrict kia jaata hy asal md to trading ham khud krty hen loss profit k ham khud zimadar hoty hen
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

      dear friend forex trading mn account wash honay ki waja rules naen hotay account wash apki ghalt trading krnay sa ziada loss honay ki waja sa hota ha aur agr ap forex rules ki khilaf warzi krtay hn to apka account wash naen bain ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

        dear ap ki bat sahi hy waqi akser I bad daikhny mai ati hy ky jo log bi account wash ker dyty hy un ko is mai loss ka samna tabhi hota hy jab wo log is mai lalach kerty hy tabhi wo log bari lot ky sath trade kerty hy jis ki waja sy un ko is mai loss hota hy per ager hm log bat kery ky bad mai yad ata hy ya pehly ager ap ko apni galti ka ihsas ho chukka hy tu mai samjhta hun ky asani ky sath hm log bads mai apni account ko safe rekh saktuy hy.
        • #5 Collapse

          Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

          yes dear har kisi ko chahiye k rules ko phly follow kare bina rules read kiye kabi b forex main koi b etnry na le achi tara rules ko read kare pher forex main entry kare haar koi chahata hain k achi income hasil kare forex sy or haar koi achi income b hasil karna cahhta hain par jaab account hota hain tu big big lot use karte hin or account wash kar dete hain or jaaab account wash ho jata hain tu pher kehte hain k kash asa na kiya hota
          • #6 Collapse

            Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

            Rules ka account wash hony se koi link nhen hey. Rules follow na kerny ki sorat main account bann ho jata hy. Jebkeh account us sorat main wash hota hy jeb ap risk management nhen kerty aor lalach kerty hoey beri lot laga dety hain. Rules hon ya planning donon ka hi khial rekhna chaey safe trading ky luey.
            • #7 Collapse

              Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

              thek kha apne is main hume sab se phaly rile ko fallow krna chaiye jab hum rule ki khilaf warsi krte hein tu phr hume lose ka samna krna parta ha agr hum trading se phaly hi rule ko fallow krein tu hume lose ka samna krna hi nai phre ga
              • #8 Collapse

                Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

                Aisay log jinko bad Mai rule follow karna yad atay Hain wo zyada kamanai ke lalach Mai hotay Hain wo log ye cheez bol jatay Hain ke forex Mai ham nai aik strategy ke tehat kaam karna hai pir jab loss hojata hai unhai to rules yad ajatay hai aur pachtatay Hain ke hamai aisa nahe karna chaye tha Mai ye kehna chahunga ke beshak Thora kamaw lekin aik strategy aur plan ke tehat Chalo lalach kabi na karo.
                • #9 Collapse

                  Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                  Hi ji m ny boht sy trader dykhyn hyn jin ko boht loss hota hy r us k bad wo kehty hyn k hm ny rules ko follow nai kia ta to m ye kena chahti hu k ap rules ko us wkt q follow krty hyn jb ap ko loss ho jata hy r pehly q nai krty rules ko follow jb ap k pas account hota hy r ap trading kr ry hoty hyn tb q nai krty ap log rules follow..
                  Jab tak Kisi Insan ko Thokar Nahi Lagti tab tak Ho samajh Nahi Sakta Aishwarya Jab use hota hai to use rules and regulations Yaad Aa Jaate Hain aur usse yaad aa jata hai to market ko proper analysis karna chahie senior se advise Lene chahi tab jakar kaam karna chahi
                  • #10 Collapse

                    Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

                    forex aik world wide business hain ham is main kam ky duran jab koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain agr ham apni galtio ko ignore kary karty howy is main lalch or jald bazi sy kam karty hain to hamara account be wash ho jata hain or is main market ka koi be qasoor nahi hota yai aik international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

                      forex mai agar hum kam karty howe forex ky rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy mahnet karne chahey or hamy forex ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik world wide business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

                        forex ky rules ko jab hum ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha businesss hain forex mami jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to loss ky bad hamara account wash ho jata hain is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Har kisi ko account wash hony k bad he q rules yad aaty hyn pehly q nai aaty.

                          wo is liya ka kyu ka jb hum trade karty hai hum technical analysis ans fundamental analysis ko follow nehi karty .hum sirf greed and trend ko dakhy begair trade kartt .stoploss ko uae nehi karty .and over trades karty loas recover ka liya jo ka trading ka tareqa nehi hai .hamay best time mein trade kar ka market meun enter aur out karna chye tb he hum kamyabi hasil kar sakty hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X